chapter 13

198 23 46
                                    

Chapter 13

*some months later*

*some months later*

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Garima- pandit ji

"shhhh"

Garima put finger on her lips and sit down right now garima and rashmi pandit ji ke paas ayi hai Shaadi ka muhrat nikalvane ke liye

Garima- o ji ye pandit ji kuchh bol kyu nahi rahe

She whispered to rashmi who was looking at pandit ji with hope

Rashmi- pata nahi par jo bhi ho achha ho

After sometimes pandit ji took off his glasses and said

Pandit ji- kundali kaafi achhi hai chhattis maise battis gun milte hai October mahine me tin shubh tarikhe nikli hai 17, 22 aur 28

Rashmi aur garima dono chein ki saans leti hai

Garima- graho ka koi problem nahi hai na

Pandit ji- nahi nahi sabhi grah apni apni jagah par hi hai jaha unko hona chahiye

Rashmi- konsi date fix kare fir

Garima- mere hisab se 17 tarikh thik rahegi kya hai ki bohot saari taiyariya karni padegi

Rashmi- haa 17 thik hai pandit ji 17 tarikh me shubh samay bataiye na

Pandit ji- haa samay hoga subah ke 8 baje se raat ke 1:35 tak muhrat shubh hai

Garima aur rashmi pandit ji ko dhanyavad kehti hai aur dakshina dene ke baad chali jati hai

*time skip*

As garima aur rashmi dono pandit ji ke paas gai thi yaha sabhi chiller party jia ke room me bethe baate kar rahe the in mean unke school college ki baate

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

As garima aur rashmi dono pandit ji ke paas gai thi yaha sabhi chiller party jia ke room me bethe baate kar rahe the in mean unke school college ki baate

Aur roz ki tarah y/n firse side me bethi apne tablet me kuchh dekh rahi thi

Kritika- vaise jia di ek saval puchhu

Jia- of course

Kritika- aap aur y/n di mile kaise

Jia- well

𝑹𝒆𝒉𝒏𝒂 𝑯𝒂𝒊 𝑻𝒆𝒓𝒆 𝑫𝒊𝒍 𝑴𝒆 || Complete Where stories live. Discover now