Payal - kyu aur wse bhi usne kuch nahi Kiya hain . Meri sister ab apni life mein move on kar chuki hain rudra Bhai ke saath .

Arnav - I don't care payal,hum yaha yeh sune nahi aaye hain Jo hume phele se pta hain okay tumhe Jo bola hain  woh Karo .

Dadi - arnav yeh kese baat kar rahe ho tum ,yeh mat bhulo payal tumhari bhabhi hain aur sheetal tumhare bade Bhai ki hone wali patni

Arnav - oh please main yaha yeh sab sune nahi aaya hum aur aap jaakar ,nahi wait lavanya tum jaakar us sheetal ko lekar aaogi .

Lavanya - okay asr .

Lavanya sheetal ko bulane jaati hain .

Payal - dekha taai ji kese arnav Bhai baat kar rahe hain yeh sab na us khushi ne ki sikhaya hoga .

Arnav - payal just shut you fucking mouth you understand. Nahi toh acha nahi hoga tumhare liye .

Aakash - payal please keep quiet

Payal - Aakash aap mujhe kyu chup hone ke liye bol rahe hain . Apne Bhai ko kyu nahi bolte .

Aakash - payal please

Payal - per

Itne mein lavanya sheetal ko lekar aati hain .

Arnav - see Karan Aman kon aaya hain yaha itni aawaz AA Rahi hain aur yeh madam room mein araam se so Rahi hain 

Karan - arnav main baat karta hu tum puch raho

Arnav dad - koi hume btaya ga ki yaha kya ho raha hain , tum sab itni subha yaha kese aur tum sheetal aur rudra se kyu milna hain

Karan - wait uncle

Sheetal - tum log yaha per aur mujhe kyu yaha bulaya hain .

Karan - dekho sheetal main tum se ek question puchu ga , agar tum ne such nahi btaya toh tum soch bhi nahi skti ki hum tumhare sath kya kya kar skte hain toh acha hoga gi tum such such btao hum

Viran - per hua kya hain

Karan - sheetal kya tum ne khushi ko kidnap karaya hain ya use

Payal - yeh kya bol rahe ho tum , meri sister esa kuch nahi kar skti , mujhe toh lgta hain us khushi ne

Arnav - jab tume bole ke Kiya nahi bola toh kyu bol Rahi ho ,tum hain samjh nahi aata ki ek baar puch toh puch raho . Per nahi abhi toh hum tumhare sister se ache se puch rahe the per ab nahi. Aman call the police and wahi isse puche gi .

Sheetal - kya police nahi main kuch nahi Kiya hain please asr , such mein Maine kuch nahi Kiya please police ko maat bulao , main such bol Rahi hu .

Piche se awaz aati hain

Yaha kya ho raha hain aur police ko kon bulaye ga .

Sab door ki side dekhte hain toh rudra hota hain . Arnav rudra ko dekh kar gusse mein aa jaata hain aur rudra ke pass aakar rudra ko maarna start karta hain . Sab shocked ho jaate hain . Thodi der ke baad sab Arnav se rudra ko bchate hain

Nk - Arnav Bhai kya kar rahe ho .chodo rudra Bhai ko

Karan - Arnav control kar apne gusse ko kya kar Raha hain

Arnav - Karan Aman leave me I will kill him how dare he .

Asad-arnav pagal ho kya. Kya kar rahe ho .

Arnav - yes I am mad , aur Mr . Rudra Singh raizada btao meri khushi kaha hain, mujhe pta hai. Meri khushi ko tum ne gayap Kiya hain .

Sab shocked hote hain kyu ki Arnav ki yeh side kisi ne nahi dekhi , jo Arnav apne rudra Bhai se kabhi uchi awaz mein baat nahi woh Aaj apne Bhai ko jaan se maarne ki baat kar raha hain

kumkum ( pyaara sa bandhan )Where stories live. Discover now