Part 25

132 4 0
                                    

All four were happy except siya she was still angry with Aniruddh. But Aniruddh decided to convince her afterwards but now he was taking the experience of siya no his bondita's  cute anger even if she angry she somewhere knew that he will will convince her
Trilochan kaka: arrey bacho tumhe paat hai yeh chicko bachpan mein master ji se itna maar khaya hai ki kya bataaye.
Vijay: arrey cookie main toh aaj bhi apne betiyon se daat khata hoon . Beten bhale hi acha hoo par Trilochan yeh jo betiya hoti hai na baadi pyaari hoti hai
Aur khatarnak bhi jaise meri beti Siya apne baba pyaar maa ki tarah karti hai aur daati hai toh bilkul sherni ki tarah.
Isha : acha baba toh hum aapse pyaar nahi karte kya?
Vijay: arrey beta tum dono hi toh mujhe iske daat se bachati hoo
Mansi: very smart huh baba !
Khala jaan:tu kya hass raha hai Trilochan teri bhi baatein batati hoon toh suno bachoo bachpan mein na tumhare kaka ki ma yani tumhari dadi iss Kumbhakarna ko utathe utathe toh tumhari dadi ki toh jaan Nilkal jaati thi aur yeh iska bhai vidyalay mein sab se baad badmash toh yehi tha ek baar iss ne apne vidyalay ke principal par hi ink gira diya tha
Batuk who burst out in laughter said
Batuk : kya ? Mujhe toh lagata tha ki baba aur kaka dono hi bade disciplined hoge bachpan se ...
Som: par yahaan ek taraf kumbhakaran toh ek taraf ....
Aniruddh: school ka badmash bacha (and continued to laugh)
Trilochan kaka: Kya Swati kaki ab ye bachae Hume cheed cheed kar pareshaan kar denge
Binoy: haan aur khaas kar ke ye batuk
Khala jaan : acha hua ab bhai baap bete ka rishta hai khaata toh hoga hi
All had their lunch and finally the time had come when the Bhattacharya's had to leave but siya was still upset but this it was because Aniruddh didn't come to convince her . This was clearly visible in her face for Aniruddh he gave a smirk he had definitely something else going in his mind . Whereas it was about the new friendship which was been created by Isha, Somnath , Mansi and batuk was really good  The Bhattacharya's went to their house siya was lying down in her bed it was too night around 12:00am siya was thinking the reason why Aniruddh didn't come to convocation her she had several thought " does he even consider me as a friend " or "is it that he doesn't care care about me" she thinking all this when suddenly there was a sound in her balcony she got alert and was ready to fight the invader she got to know that the person was standing behind her she got suddenly attacked him but he caught her hand he switched off the lights and covered her mouth preventing her to make any kind off noise he took her near the balcony the moonlight was just enough to see each other's face he removed his veil from his face and revealed himself siya was shocked seeing him
Siya: aap aur voh bhi yahaan itni raat ko Mr badatameez shayad aapko paata nahi ki iss ghar main ladkiyaan rehati hai
Aniruddh : mujhe bilkul paata hai ki iss ghar mein ladkiyaan rehati  hai par iss ghar mein meri ek gussel dost bhi rehati hai .
Siya: gussel dost ? (Confused)
After a while she understood what he wanted to say
Siya: main gussel dost main toh aap kya hai ?
Aniruddh : dekho main toh shanti se baat kar raha hoon tum hi tho mujhse ladne lagi
Siya: correct main hi tumse ladai karti hoon toh kyun aaye ho gao yahaan se
Siya left him and was going toward her bed when Aniruddh caught her and pulled her towards him
Aniruddh : mujhe mera jawaab chahiye aur jawab ke bina main nahi jaanunga
Siya : kaisa jawaab aur chodo mujhe
Aniruddh: jab tak tum mujhe mera sawal ka jawaab nahi deti tumhe main nahi chodonga kuch bhi kar lo . Mujhse dosti karogi Siya
Siya: leave me !
Anirudhdh : nahi kabhi nahi
Siya: toh thik hai mujhe mera sawal ka jawaab do phir dongi aapke sawal ka jawaab.
Aniruddh : aur kya hai tumhara sawal ?
Siya: aap mujhe manne ke liye kyun nahi aaye ?
Aniruddh: main kyun maano tumhe
Siya: acha ji toh thik hai mujhe bhi aapse baat nahi kari hai
Aniruddh:tum  baat nahi karogi mujhse!
Siya: nahi
Aniruddh: toh thik hai yeh gift main tumhari beheno ko de deta hoon
Siya: gift! Kaha hai ?
Aniruddh: par tum toh mujhse baat nahi kar rahi thi na
Siya: karoongi na par mujhe pehle mera gift chahiye
Aniruddh : toh kya tum mujhse dosti karogi ?
Siya: haan haan abhi dijiye na
Aniruddh : pakka
Siya : hai baba pakka
Aniruddh gave the gift it seemed like a painting but when she opened it . It had a funny monkey's picture on it in which it was written meri gussel dost . Siya grew in anger and looked it . Aniruddh was standing there innocently looking here and there . Siya went towards him with the painting
Siya: yeh kya hai?
Aniruddh: yeh meri painting jo main ne tumhari liye baniya bilkul tumhari jaise hi dekh raha hai wow too nice tumhe apna shakal dekar acha nahi laga .
Siya: you ! Argh just shut up
Aniruddh:kyun?
Siya: kyun kya yeh mera kamara hai
Aniruddh: par tum toh meri dost ho
Siya: nahi hoon main
Aniruddh: tum ne promised kiya tha
Siya: woh promise dhoke wala tha
Aniruddh: par promise toh tha Toh tum ho meri dost
Siya: na
Aniruddh:haan
Siya:na
Aniruddh
Siya:na na na
Aniruddh:haan haan haan
Siya :na
Aniruddh:na
Siya : haan
Aniruddh: haan yehi toh bola main ne
Siya : tum bahut bure ho and starts to beat him
Aniruddh stops her
Aniruddh: par tumse se zayaada nahi
Siya smiles Aniruddh also smiles
Siya: waise tumhare paer dard kar raha hoga na
Aniruddh:Kyun
Siya: kyuki aap toh buddhe ho gaye  toh ghutana toh dard kar raha hoga na .
Aniruddh: acha toh ab tum mujhe cheed rahi hoo
Siya: hisaab barabar karna jo hai . Acha ab chale jao warna koi aa gaye ga aur waise bhi mujhe kal office jana hai
Aniruddh sees some medicines kept on the table
Aniruddh: tumhari tabiyat thik hai na yeh dawaiyan
Siya: kuch nahi hai woh
Aniruddh goes and sees them he was shocked seeing sleeping tablets with her
Aniruddh: yeh neend ki dawa tumhare pass kya kar rahi hai
Siya: kuch nahi
Aniruddh: Siya baato please
Siya: main kaha tha na ki mujhe bure stupid dreams aate toh jab dar ke Utahti hoon toh phir neend aati hi nahi toh yeh help karta hai
Aniruddh's heart broke into thousand pieces her life after her memory loss was like a hell which destroyed her sleep and peace too . He was feeling guilty even if he was not the reason for all this but still he used to curse himself for all this
Siya: ab jao warna Isha uttha gayegi
She pushed Aniruddh towards the window and Aniruddh went down the pipe and left waving his hand siya blushed her heart had a unknown feeling for her

Hope you like this part , sorry for the delay and enjoy this part

Love and peace ✌️
Saira

Barrister babu-get ready to fight Where stories live. Discover now