Part 17

304 15 0
                                    

Meanwhile Trilochan kaka , Somnath, batuk and Bihari was also there in the temple
Siya: pranaam pandit ji

Pandit ji:arrey Siya betiya tum ! Kitne saalo baad iss mandir mein aayi hoo .tumhari baba ne kaha tha ki tum vilayat gayi thi padhai ke liye
Siya: ji pandit ji bas kal hi aayi thi . Aur app kaise hai
Pandit ji : main bilkul tikh aur tumhe dekh kar toh mujhe aur acha lag raha hai
Acha yeh sab chodo yelo parsad lo beti
Siya : ji dhanyavaad

Trilochan who was coming towards the pooja area suddenly lost his balance and was about to fall when siya came and got hold of him
Siya: arrey kaka aram se abhi app gir jathe tho ye le jiye app ki chadi
Pandit ji: arrey Siya betiya Aarti le lo

Siya ji dhanyavaad ab mein chalti hoon  aashirwad dijiye aur kaka aaram se chaliye
Saying this siya went but Trilochan was impressed with siya's attitude
Trilochan kaka: pandit ji yeh ladki kaun hai ?

Pandit ji : Siya . Siya hai uska naam . Vijay Bhattaachaarya ji ki beti hai vilayat se barristeri ki padhai kar ke aayi hai . Arrey app toh jante hoge yeh app ke pados mein toh rehati hai . Acha ab app Aarti lene ke liye aajayi

Trilochan kaka: na jaane kyun par mujhe iss ladki ko dekh kar bahu ki yaad aagayi . Isse toh phir se millna hi hoga
Som : kaka app thik toh hai na
Batuk: kahi chot toh nahi lagi kaka app
Bihari: bade malik ko kuch nahi hua voh ek ladki ne unhe girna se bachaliya

Som : acha kaun thi woh bihari
Bihari: chote malik woh humare pados mein hi toh rehate hai .
Som: acha woh jo naye naye aaye hai humare pados mein
Bihari: ji wahi
Trilochan kaka: acha chalo bahut baatein hogayai
Batuk :ji kaka chaliye

Meanwhile siya was walking and going back to her house when it suddenly started rain to save her from getting drenched she took a shelter near the a shop
Suddenly some men came and started to misbehave with siya ?
Man1 : aye tu kitni sundar hai
man 2: aye chal na humare sath masti karenge masti

Siya continued to ignore them meanwhile Aniruddh came there in his car and saw this . He made his car stand near them and stood out . One of the man saw this and started to comment on it
Man1: bhai lagat hai ladki ka yaar aagaya .

Man2: manna padega ki ladke ne kya machlai phansaya hai
Siya: (in angry tone)  baat karana hai toh mujhse baat kar faltu mein bakwaas ki na muh tod dungi
Man 1: hayee tere hath se toh muth bhi manzoor hai
Siya: dekho muh band kar lo warna muth hi milegi
Man2: chal chal maar le
Siya:last warning peche hat ja warna maar hi dungi
Man 1: chal maar le
Siya : ok

Siya started beating both of them blue and black. Aniruddh who was watching all this was trying to control his laughter
Man1 : behen maaf karod Hume
Man2: haan haan hum bewakoof hai awal darje ke gadhe hai Hume maaf kard dijiye
Siya: acha ab tak toh main kuch aur hi thi ab kya ho gaye .
They somehow managed to run away from siya

Siya: aye ruk sath nahi le jaana huh baade aaye mujhe ched ne wale
Aniruddh broke out in laughter siya noticed that and got angry
Siya: app mein bilkul sharam nahi hai sahi naam diya hai appko mr badatameez wahi hai aap

Aniruddh: tum shayad bhul rahi hoo ki main tumhari boss hoon
Siya: aap boss office mein aur ek sadak hai aapka office nahi mr badatameez
Aniruddh: par tumhe meri kya zaroorat tum khud hi inse itne ache se bachaya .Anyways tumhe drop kar deta hoon chalo

Siya : no thank you main aapne aap ja sukhti hoon waise bhi baarish abhi ruk gayi hai . Aur mujhe tumhari zaroorat nahi hai . Main khud chali jaanoon gi thank you

Siya took a hand pulled rickshaw she reached her house and with Isha and Mansi finished furnishing and decorating house all were tried and soon all went to sleep in their respective rooms . At night Siya started getting weird dreams again but this time in her dream she saw Aniruddh's face . She wakes up in a jerk

Siya: hey Bhagwan Siya tu toh sach mein pagal ho gayi hai ek hi din tumhe usse mr badatameez se milakar aur woh abhi se hi tere sapne mein aa gaya . Tera dimaag toh kharab nahi hai na

Meanwhile aniruddh's side
He just couldn't stop thinking of Siya when suddenly Somnath and batuk came and saw their brother in a deep thought

Barrister babu-get ready to fight Where stories live. Discover now