Mohabbat hay yeh ji huzoori nahi
Mohabbat hay yeh ji huzoori nahi
Mohabbat hay yeh ji huzoori nahi

Swara reached baadi, straightly went to Dida house, Dida was shocked to find Swara dishelved state, she immediately hugged her, Swara broke down in her embrace, Dida let her cry after her her sobs reduced, "shoru kya hua" asked her softly, "sab katam hua Dida" said Swara in her lifeless voice, she told her the entire conversation, silent tears flow.

Meri har khushi me ho teri khushi
Mohabbat mein aisa zaroori nahi
Meri har khushi mein ho teri khushi
Mohabbat mein aisa zaroori nahi
Tu jab milna chaahe, na mil sakun
Na milna mera koi doori nahi.

Mohabbat hay yeh ji huzoori nahi
Mohabbat hay yeh ji huzoori nahi
Mohabbat hay yeh ji huzoori nahi

Meri har khushi mein, ho teri khushi
Mohabbat mein aisa zaroori nahi
Tu jab milna chaahe, na mill sakun
Na milna mera koi doori nahi.

Dida was anger on Sanskar and her heart broke looking at her granddaughter broken self. She was determined now to not let anyone hurt her anymore, "shoru uto or meri baat dhyaan se suno ab bas bahut hua, tumne hamesha se Shomi ki khushi ke liye apne saare khushiyan chod diya par woh yeh sab deserve nahi karta, ab tumko khud ke baare mein sochna padega jao shoru apne asli jagah, wahan sab tumhare care karte hai tumko bahut pyaar karte hai jo tumhare aankhon mein ek ansoo bardasht nahi karte", Swara looked at Dida and nodded slowly, Dida hugged her tightly, "tum fikar mat karo main abhi call kar ke bolta hai ki tum aaraha hai iss bar hamesha ke liye and kuch din baad hum bhi aajayega", Swara changed and packed her important things, Dida called and said about Swara arrival also explained everything. The cab came to pick them, they were dropped to airport, Dida consoled Swara and hugged her one last time, after bidding her bye, again the cab dropped her to baadi, fortunately nobody noticed them as the Gadodia family was in MM.
Sanskar locked himself in his room, as he kept poundering about everything that happened, slowly his anger subsided, he realised he was too harsh on Swara, he come out and checked everywhere but didn't find her, fear started gripping him, he thought maybe she went to baadi, he immediately drive to baadi. He knocked the door of Dida house, she opened it to find Sanskar, her anger grew more, "ab kya lene aaye ho yahan" said angrily, he felt ashamed, "Dida please I know maine bahut badi galti kiya hai aap mujhe jo chahiye woh saza dijiye but please let me in", she nodded angrily and let me in, he looked around to find her, "bolo ab kya bolna baki reh gaya hai", "Dida I know Swara ne aapko sab bata diya hoga and main aapko koi justification nahi dene aaya I'm guilty for my behaviour please aap ek baar Swara se milne dijiye I'll apologize to her" said pleading, "woh yahan nahi hai woh chala gaya yahan se iss seher se bahut dur" said sighing, Sanskar felt his heart beat stop on hearing she left, he stated panicking,"no no aisa nahi ho sakta I know maine bahut badi galti kiye hai but please Dida mujhe itni badi saza mat do, please please mujhe batao Swara kahan hai", he kneeled infront of her making her feel bad for him, both the children are suffering but sometimes bitter medicines are required to cure the disease. She made him sit and sat beside him,"dekho Sanskar hum manta hai tum ko apni galti ka pachtava hai par tum hi socho kya agar tum Shoru ki jagah hote or woh tumhe or tumhare pyaar pe aisa sawal karta toh tum seh leta (he stilled 'no maybe not he wouldn't take it'), nahi na (he nodded yes) toh Shoru ko kitna bura laga hoga or Sanskar yeh sirf aaj ki baat nahi hai yeh shoru ke saath hamesha se hota aaya hai uski khushiya hamesha se usse cheena gaya hai, woh tumhara kasam nahi todna chahta tha par usko Shomi ne emotional blackmail kiya", Sanskar was shocked with the revelation, "kya maa", "haan woh apni pyaari beti Ragini ke liye hamara Shoru ka khushiyan chena hamesha ki tarah", "Dida hamesha ki tarah matalab please aap mujhe saaf saaf bataye", "Sanskar shayad tumko Shoru ne bataya hoga apne papa ke baare mein (Sanskar went into deep thoughts, yes she did told him about her family, her papa but not in detail as they were always occupied with the problems) Shomi ka pehla pati Anurag Roy, Shona ka asli papa uska biological father", Sanskar was again shocked, "iska matlab Shekhar Gadodia uske real father nahi hai", "nahi or yeh baat humko bhi ek saal pehle pata chala tumhara shaadi se pehle, darsal jab Shomi or Shekhar ke baare mein humko pata chala toh Parvati ne hamara bahut insult kiya or Shekhar ka shaadi Janki se karaya toh hum bhi Shomi ka shaadi hamara bachpan ke dost Suhasini ke bete ke saath kar diya, Shomi bhi Shekhar ko bhul kar apna zindagi ka naya shuruwat kiya, or phir Shoru ke aane se unka khushi or badh gaya, sab shoru se bahut pyaar karte the or sabse zyada Anurag Shoru ka papa woh toh usko ek pal ke liye bhi nahi chodke rehta tha phir ek din jab shoru khelte khelte gir gaya uska bahut blood loss hua, hospital leke gaye uska ilaaz kiya, Anurag ne khoon diya par doctor ne bola ke uska DNA match nahi ho raha, sab ke liye yeh bahut shocking tha, Shomi ko laga yeh Shekhar or uska beti hai toh usne sab ko sach bata diya, Anurag tut gaya sach jane ke baad, or Suhasini ko bahut gussa aya or usne Shomi ko bahut sunaya isliye Shomi, Shoru ko lekar wahan se chala aaya, jab humko sach pata chala Shomi pe bahut gussa aya par uss waqt shoru ke liye hum apna gussa nighal gaya hum Banaras chod ke yahan Kolkata aaya or yahan phir se shekar or uska parivaar ka samna hua. Shoru sirf 6saal ka tha or usko sab pata tha kya ho raha hai uski maa ki khushi ke liye woh chup tha hamesha se, Anurag ka bada bhai Nirupam ne Shoru pe hamesha nazar rakh waya, woh nahi chahta ki Shoru unlogo kabhi bhule or Shoru ko hum shomi ki galti ki saza nahi lene deta isliye humne Shomi ko kaha ki hum Shoru ko boarding school mein dal de phir Shoru ko hum Anurag ke pass chod diya, Shoru apna padhai sab wahin kiya, Shomi ko kabhi pata nahi chalne diya or woh waise bhi apne duniya mein ghum tha toh Shoru pe zyada dhyan nahi diya. Shoru ko sab bahut pyaar karta hai, uske chehre par real smile sirf unlogo ki wajah se aata specially apne papa ke saath, isliye woh kabhi uss shekhar ko apna baba nahi mana, sirf shomi ki khushi ke liye dubara unn dono ka shaadi karaya. Shomi apni pati or apni beti mein itna khogaya ki woh bhul gaya hai ki shoru uska apna khoon hai inn sab ke baad tum uski life mein aaya, usko itna pyaar karta hai par kabhi kabhi dusro ki wajah se apna rishta kharab karna bahut galat baat hota hai yeh tum dono samajh na chahiye", Sanskar heard everything silently, he rubbed his face and bursted out crying, "Dida mujhse bahut badi galti hui hai woh pehle se tuti hui thi usko or dard diya maine how will she forgive me, I'm so bad", Dida hugged him, consoled him caressing his back, "bas bas Sanskar galti sirf tumhari akhele ki nahi hai, shoru ki bhi hai par ab tumko or shoru ko apne rishte pe bahut kaam karna padega or woh yahan rehte nahi hoga, yahan tum dono hamesha inn logo ke problems mein uljhe hui rahoge isliye maine usko uske ghar bhej diya wahan rahegi usko bhi accha lagega or thoda dil, dimag shant rahega", he nodded understanding,"theek hai Dida aap sahi keh rahi hain I'll work on our relationship and on us, galti maine kiye hai toh sudharunga bhi main hi", he started moving out,"Sanskar shoru ka asli naam Swara nahi hai, naa hi woh Swara Gadodia hai naa Swara Bose uska naam Arohi Roy", he turned to her "thank you Dida, thank you so much mujhe realise karne ke liye now I promise you I won't disappoint you", she patted his cheek smiling.
He went back to MM, Sujata who was walking worried in the hall, she found his room empty and got worried, others were seating and watching like a show, Laksh was getting pampered by his mother and wife like he had won some medal, Pari was busy in kitchen works, the men went to work, Gadodia family were giving moral support to their loving daughter and son-in-law.
Her eyes fell on the door to find, Sanskar walking in, she ran to him, "kahan gaya tha chora bina kisko bole or Swara kahan hai, tum dono ka phone bhi nahi lagra tha", he felt ashamed to share but he have to, "mom woh...", he explained everything what happened, his outburst on swara, she left the city, he wanted to share about her past what he got to know from Dida but not now, he will say it later only in the presence of his parents not the Dp family or Gadodia people.

Precap : Slap !!! To who? By whom?
A girl came running and hugged Sanskar.
"Yeh ladki kitni besharm hai, kaise kapde pehne hai or dekho kaise chipak rahi hai Sanskar se sab ke samne" said Dadi giving a disgusted look, others agreed.

Hope you'll enjoy reading the story.Stay tuned 🤞❤️

Humnava On viuen les histories. Descobreix ara