We All Need Someone to Listen...To Stay...

Start from the beginning
                                    

Karishma puts hand around her and pulls closely.... "ye café humare iye bahut hi special hai Kirshu...uss vo Café humare Abbu aur Ammi ne mil kar baanaya hai..humari jo bhi yaade hai vo uss Café me hai..jab humari family ki death huvi tab ye café hi saath diya tha....aise lag raha tha ki humare Ammi ur Abbu kahi gaaye hi nahi...vo yahi hai...isliye hum kisi bhi haal me uss café ko bacchana chahathe hai....par pata nahi kaise...humare paas inthna paise hai nahi ki unke muh par fake maare....baas do din ka time hai...kaha se arrange karnge..dadi ne bhi kahi logo se pucha hai....uske liye time thoda lagega..."

Karishma holds her hand... "ab hum hai yaha par..mil kar sochnge..."

"kaise Kirshu....ye Café haath se chala gaaya na..humare paas kuch nahi hoga...baas yahi hai humare family ki nishani.....aaj hum jo bhi hai iss café ke wajse hai..isse kho nahi sakthe....

"tumare Chachjia inthne desperate kyu hai...iss café ke lene keliye..."

" ye aise jagha par logo ki bedh hothi hai...pehale iss café me inthna profit nahi aatha jithna abhi aatha hai...yaha tak ki kahi logo ne iss jagha ko lene ki koshish bhi ki hai..humne unhee tho maana kar diya lekin Chacha ji ko nahi kar sake.."

"haar koi apne matlab keliye soch tha....log bhi kithne selfish haina...par apko hum yakin dela the ki sab kuch thik ho jaayege....inthni jaldhi give up mat kijiye...do din haina..raasta mil jaayega..."says Karishma confidently...

Haseena looks up at her... "fir aap kyu give up kar rahi hai...kyu nahi accept kar paa rahi hai iss life ko...."

Karishma gulps.... "kyuki hume dar lag raha hai...."Haseena confusedly by hearing this... "kaise dar..."

"pata nahi...papa ke bina humne aaj tak kuch kiya nahi..lekin jabse akele huva hai bahut dar lagtha hai..ki life me hum kuch kar paaye ki nahi...aagr fail ho gaaye tho kya hoga...humare saath saath maa ke baare me bhi soch the hai....kya hum sab kuch sambal lenge ki nahi...logo ki baate tho chal thi rahi gi lekin kya hum usne jeet paayege...humare future kya hoga....inn sab ke baare me soch the hai bahut dar jaathe hai....humse nahi huva tho..."

"hum hai apke saath fir dar kis baat ka...apko yaad hai jab humari time tha tab aap hi thi jisne jeene ki umeed di thi...aur apne ye bhi kaha tha ki apke hothe huve hume fikar karne ki jarurt nahi hai....acche log humare saath hai tho dar k is baat ka....ye sab apne hi kaha tha..."says Haseena with smile..Karishma takes a deep breath... "maan the hai hum dono ki situation bahut hi different hai...par darth tho ek hi hai....kyu na hum ek dusare ka darth ko kaam kare...jaise apne pehale hume kiya tha...pata hai humare liye bahut hi muskil tha Abbu aur Ammi ke bina kuch karna....hume lag tha ki ye log vaapaas aa jaayege par aise huva hi nahi...dono ke bina life me aage badhan bahut hi muskil hai par humne kar dekhaya kyuki hume pata ki ye hum life chahe kuch bhi kar le vo log vaapas nahi aayege lekin iss baad ka hume sukoon hai jaathe wqt unhone hume duniya se ladne sikha diya tha..isliye hum unn saari baato ko bhul kar aage badha...aur hum apko bhi yahi bol raha hai ki aap bhi vo hi kijiye...apne ankho ke samne acche acche log hai...jo apka saath dena chahathe hai..jab tak aap ye accept nahi kar lethi..aise hi chaltha rahega...hume bhi dar laga tha but aagr fight karege you feel better...i can say that...."

Haseena cups her face and wipes her tears... "accept it Kirshu...fir dekhna ye life bahut hi kubsoorat lagne lagega...ye life bahut hi badi hai Kirshu..dhuk me ghum the rahange tho khud hi kho denge par aagar move on karege tho bahut kuch sikhne ko mile ga...."Haseena joins her forehead with hers...Karishma closes her eyes...tears were rolling from her eyes... "I am here..and I am not going anywhere....you will better now Kirshu...just let it go...."

Karishma hugs her tightly, cries on her shoulder and Haseena rubs her back to calm down.... they break the Hug and finally Karishma smiles widely...Haseena is happy seeing her Kirshu back...this is the Kirshu she had been waiting for...she kisses her forehead livingly..

Karishma kisses her cheeks and keeps her head on Haseena shoulder...Haseena chuckles at her antics and holds her best friend securely...they sits there and enjoys the sunset together..


"Sometimes in life you just need someone who will be there for you... Someone who will listen... Someone who will understand...No advice, no words just a shoulder to hear...."

******

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

******



Waiting for the response...

Adios Amigos....


Broken Souls....Where stories live. Discover now