Bhola : Haa maalik aap ek ishare to dijiye jaan hi lelenge unki to...

Vir : Bohot ache tum yahi ruko or dhayaan dete rehna mai chalta hu

Bhola : Ji malik

Vir sit in his car and drove off here in haveli all were busy in preparations... but purvi sitting in her room & crying silently Then two servant came in the room with clothes and jellweries.. she wipe her tears and stand

Renu : Mukhiyain ji hum apke kapde or gehne lekar karke aaye yahi apko aaj sham pehnna ha or waqt bhi ho chuka ha isiliye badi malkin ne hume apko taiyar karne bheja ha.. aap baith jaiye hum apko taiyar kardete haa..

Purvi : Or agar mai ye kapde or gehne na pehnu to kya karlenge aaplog mere sath koi bhi zabardasti nahi kar sakta nahi jana ha hume neeche nahi milna ha kisi se hume.. suna aap dono ne

Mukhi Virendra pratap singh ki biwi ko milne dekhne log taras rahe ha or aap na na kiye ja rahi haa Mukhiyain

Purvi turned and see vir was standing there with lil smile ☺ but purvi make  weird look... both servants left from the room and then vir close the door  came near but he maintained proper distance... she clinched her fist...

Purvi : Mujhe tumhari shakal se hi nafrat ha naam se bhi tumhare yaha khade rehne se bhi to mai tumhare sath ek biwi ke darje se neeche jau or sabse mili or tumhare naam ka sabse ashirwad lu kabhi nahi kabhi bhi nhi

Vir : Humne kab kaha aap humse ishq kare ya mere naam ka aashirwd le wo kehte ha na pati patni dono ka rishta unke pyaar pe tika hota ha kisi ke bhi ashirwad dene lene se nahi...

Purvi : Mai tumse kabhi pyaar nahi karungi are pyaar to kya nafrat bhi na karu tumse mere liye ho kya tum

Vir : Par aap mere liye sab kuch ha or ye baat poori Qaynat janti ha or apko bhi jald samjh aajaega ki jo gunj puri Qaynat mai gunjti ha wo kabhi jooth nahi hoti chahe aap abhi maan le ya baad mai

Purvi : Zindagi bhar mai is rishte mai bandhi nahi rahungi tumhe ye bata ke rahungi purvi ko bandh ke nahi rakh sakte... mai is rishte se bhi azadi lungi or tumse bhi wo bhi bohot jald ye mat sochna roti ragungi kamre mai baith kar ya tumse bheek mangungi tumhe tumhare hi ghar mai haraungi or ye zidd ki ladai jeetungi ! aaj se tumhari  ulti ginti chalu...

Vir : (smile while looking at her) acha laga apko humse barbari karta dekh !tabhi to purvi virendra pratap singh aap ban gayi ek khoobi batae apki aap  bohot acha sochti haa

Purvi : Or jo sochti hu use poora bhi karti hu or ha humari zindagi barbad karne ki ek ek saza tum yaad rakhoge 

Vir : Agar apke dil ko sukoon humse badla le karke aata haa. aap bas hume waqt bata dijiyega kurban hone chale aaenge khushi khushi... Lekin theek 8 bje apko neeche inhi kapdo or gehno mai dekhna chahenge warna apki jo kamzori ha uska fhaida mujhe naa chahte hue bhi uthana padega.. apke pass waqt kam ha 7 baj chuke ha or neeche  mehnaan aana bhi shuru ho gaye ha umeed karta hu apko baat samjh aagaya hoga...

Purvi : (crying) Chod kyu nahi dete aap meri dadi ko kyu unhe taklif de rahe ho unka kya kasur haa... Agar unhe kuch hogaya to hum apni jaan dedenge samjhe tum...

Vir : Taklif hui na apko sochiye hume kaisa lagta hoga jab aap hume chod ke jaane ki baat bolti rehti ha marne ki baatein bolti rehti haa.. apko taklif mujhse ha na badla lijiye mujhse par aap khudko kuch nah karengi mai kal hi apki dadi ko sahi salamat ghar par chod aaunga par apko mere sath ha rehna hoga... aap ko taklif deni ha na mujhe dijiye badla lena mujhse lijiiye par chod kar jane ki izazat apko nahi ha mai apke sath koi zabardasti koi galat kaam nahi karunga par rehna apko yahi hoga warna aag alag dunga poori rewari mai koi nahi bachega

BEPANAH ISHQDonde viven las historias. Descúbrelo ahora