"Kirshu..."

Karishma comes out of her thoughts and turns her face to her...Haseena smiles and ask what happened....

"kya Kirshu...kaha kho gaayi..."

"kuch nahi...baas aise hi..."Karishma smiles..

They reach the Karishma house and Haseena gives her food pack...

"aap bhi chaliye na....maa ko accha lagega..."

"nahi vo hume bahut kaam hai aaj...bahut saari deliveries karni hai...."

"apke staff tho honge na.."

"haan hai..but aaj unn logo ki chutti hai..tho isliye hume jaana hoga..aap aaram kijiye...miltha hai....bye..."says Haseena and walks from there...Karishma just watches her go then she enters the house..

Karishma gives the papers to Suhani...Suhani starts to read the papers carefully ...Karishma observers her very closely and also looks around the table to see more papers....as if her mother was working on this or trying to find something in it...

"maa ye papers apne dadi ko kyu diya the....vo bhi bahut saal pehale..."

Suhani removes her reading glass... "well jabse humare ghar me problems shuru huva tho mujhe laga ki kuch tho galath hone waala hai fir bhi mai positive hi thi ki tumare papa sab kuch thik kar denge...lekin jaise problems baadha gaaye humare haath se sab kuch jaane laga yaha taki humare vo ghar bhi...tumhe tho pata hi hai ki tumare papa ne kya nahi kiya...jo bhi paise the usse sab kuch kahatm kar diya..aur bacha tha ye ghar..mujhe dar lagne laga ki kahi ye ghar bhi humse chala na jaaye isliye maine hi Haseena ki Dadi ko bol diya ki ye papers unke paas rake taki tumare papa ko ye na mile..."

"matlab apne ye sab jaan buj kar diya..."ask Karishma with wide eyes...

"I have no choice but do to that....unhone apne business ke chakkar me kuch nahi choda....yaha tak jewellers and paise jo humne bank me tumare future keliye rake vo sab kuch bhi....bank me se unhone kab paise nikale ye tak mujhe nahi pata tha..vo tho jab mai tumare college ke fees pay karne keliye gaayi thi tab jaake mujhe pata chala ki bank me koi paise hai hi nahi....tho uss wqt me kya karthi....ek baar bhi tumare papa ne tumare baare me nahi socha...bol the hai ki mai sab kuch thik kar dunga but huva kya....isliye mujhe ye sab karna padha...mai maan thi hoon ki ye baat maine unse chupaya hai..but ye ek backup plan ki tarah maine raka...ye soch aagar situation bahut hi garab huva tho iss ghar ko bhi bejh denge..."

"papa ko iss baare me pata tha kya..."

"haan pata tha..in fact unhone mujhse jagda tak kiya ki maine unse pucha kyu nahi papers dene se pehale...baat tho unhone nahi maana...maine tho inthna kaha ki maine Dadi ke name se papers ko girvi raki hai..kuch paise keliye...tab jaa kar tumare papa ne iss ghar ke baare me sochna chod diya....nahi tho aaj humare liye rahana keliye kuch bhi nahi hotha..."

"tho ab aap kyu maang rahi hai..."

"baas aise hi aur mujhe kuch form fill karne keliye kuch papers ki jaurt thi islye maine ye papers maage hai..ab aage tho baadhna hoga na....tumare padhi bhi baki hai....mujhe jo paise milne hai uska bhi kaam chal raha hai....ab tumare baare me mujhe sochna hoga..tumare papa ne tho life ko baarbad kar diya lekin mai tho nahi kar sakthi..jaise sab kuch thik ho jaayega....maine socha hai ki koi job bhi karloo..."says Suhani reading the papers..

"uski jaurt nahi hai Maa..hum haina...hum koi job dund lenge....inthna baade tho ho gaaye hai..ghar ki responsibility hum lenge...

Suhani smiles at girl... "ye sunn kar accha laga...aur mujhe pata ki tum ye responsibility bahut acche manage karogi but lekin tumare collage abhi complete nahi huvi hai beta....ek saal baki hai....tab tak keliye tho kuch karna hoga na.."

Broken Souls....Where stories live. Discover now