Part - 11

995 133 5
                                    

----------------------------------------------------------------------

Disclaimer : This is a work of fiction. Any businesses or places, events or incidents, are fictitious. Any resemblance to actual incidents or actual events is purely coincidental.

P.S. Imagine all Teju's dialogue in a baby voice

----------------------------------------------------------------------

In hall,

Kavya is playing with her dadu and nanu. After sometime she got bored and started crying since no one was giving her attention since few days..

In TejRan room,

Karan was feeding Teju while she was doing her favourite job i.e. non stop chapad chapad. She was telling her Angel that she is not liking the room colour and whatever is in the room (ofcourse she will not like, it was a room full of staffs for any mature person) .

TK : inha koi toy kyun nahi hai? Meri gudiya kidhar hai? Aur jhula wo kidhar hai?🧐 Angel tum mujhe la doge?

KK : han han bilkul. Aap jo bologe wo hazir ho jayega bacha.

KK in mind : bachpan mein toh kabhi khela nahi aoni khilone se. Sirf mera khulina todti thi taki main nah khel pau aur sirf isike sath khelu. Aaj achanak 8tne khilone kyun chahiye isse. Koi baat nei sunny beta lag ja kaam pe.

TK shouted : Angeeeeeel

KK : aah kya hua Laddoo. Chikh kyun rahi hai. (Little loudly)

TK : 🥺 main kabse tumhe bula rahi hu. Tum sun hi nahi rahe.

KK caressing her hair : nahi rote bacha. Sorry, pgi nahi chillaunga. Bolo tum kya bol rahe the?

Teju again started the list what else she needs.

Suddenly they heard crying sound of a baby.

TK : kaun ro raha hai? Inha aur bhi babies hai kya? Main khelu unke sath?

Karan face palmed in mind.

KK in mind : aab isko Kavu ke bareme kya kahu? Par kuch toh batana padega. Aur Kavu ko kaise sambhalunga. Wo bhi toh uske mumma ko dekhke jana chahegi.

When KK was lost in his thoughts Teju silently moved towards the door and slowly opened it. She was unable to see anyone. So she went out to find from where the crying sound is coming. She saw Kavya crying downstairs. She is seeing Kavu from upstairs. When Kavu saw her mumma she started going towards the stairs. KP and TP saw towards their corridor and saw Teju. Their Teju was standing wearing a floral frock, with two ponytails. Her expression was somewhat scared, confused.

TP in mind : yeh kaun hai? Jo bhi hai aaj se mera friend hai. Dekho toh kinna ro rahi hai aur koi usse chup nahi karwa raha. Mujhe pata tha yeh log gande hai.

She ran downstairs, sat besid Kavya and started making faces. Seeing this Kavya giggles, and started clapping. Parents got relaxed seeing them happy. Kavya and Teju started playing with each other in front of stairs only. Suddenly Teju say many dolls in hall. She started to go there but felt a tuck in her frock. She saw Kavya held it.

TK : hello baby!! Tumhara naam kya hai?

Kav : aahh.. gaga.. vva..

Teju scratches her head : hein kya boli? 🥴

TM : Kavya! Kavya hai uska naam

Teju looked towards her and again got scared and ran to upstairs but in corridor she could not understand from which room she came out. So she started crying there in corridor. Listening her crying, Karan came out of his thoughts and storm out from the room. He saw her crying and went towards her.

KK : kya hua mera bacha?

TK : main kho gayi 😭😭

KK : par aap bahar aye hi kyun?

TK : 😭 wo ba.  bahar na.. k..koi ro..  ro.. raha tha😭 .. main main..  jab uske paas gayi toh.. toh ..  wo chup ho gayi.. par wo.. wo.. gandi wali aunty aa gayi .. waha bhi.. to main darke bhaag .. gayi. Tum chalo na uss chotu ko bhi humare sath le aao.. inha..

KK : kaun aunty?

Teju drag him downstairs and showd TM with her finger.

They felt bad.

KK closed his eyes and held Teju from shoulder and took her near sofa.

KK : aap baitho inha..

Teju saw him but sit there as KK said to her.

KK : Mom, Dad, Aai, Baba aap bhi aao.

Saying this he goes and took Kavya and came near Teju.

Seeing Kavya in Karan's arm did not go well with Teju. She felt sad 😔

KK : aapko pata hai yeh kaun hai?

Teju nodded in No

KK : yeh aapke new friend hai. Kavya hai iska naam. Okay?

TK : nahi yeh chotu hai. Kinni chotu hai yeh dekho. Par isko tumne godi kyun liya. Utaro isse. Tum sirf mujhe godi lena.

KK : aisa nahi kahete. Wo dekho kitni choti hai. Chal bhi nahi pati thik se. Haina? Aap toh chal sakti ho na? Aap bhi isse godi le sakte ho par jab hum mese koi aapke paas ho.

Teju did not like it but did not say anything.

KK : aur yeh hai Aai , Baba main unhe Aai Baba bulata hu na. Aap bhi wahi bolna okay?

Teju saw towards her parents and nodded.

TK : Aai , Baba.. par aap log agar mujhe daatoge to main aapko nahi bulaunga aai baba. Aap mujhe nahi daatoge na? 🥺

TM : nahi meri bachi kabhi nahi. Aaja mere paas.

Teju goes towards TM and TM hugs her tightly and sobbing slowly.

TK : subhe se har koi ro kyun rahi hai? Ye chitu bhi ro rahi hai , aap bhi ro rahe ho🥺

TM : chup kar pagal .. aa maine tere liye kheer banai hai.. aaja..

TK : nahi mujhe Angel khilayega.

TM gets sad but she knows abhi she has to control her emotions.

Karan with Kavu in his hand goes towards dinning table and started feeding kheer to Teju. And Teju silently eating and glancing at Kavya. Karan noticed this.
After she finished the kheer,

KK : Laddoo aap Kavya ke sath khelo, mujhe thora kaam hai. Main ata hu.

TK : par mujhe tum bhi chahiye. Mujhe tumhare sath bhi khelna hai.

TP and KP : beta hum hai na! Hum aap dono ke sath khelenge.

TK : yaaayyyee 💃

Karan goes and called someone to make their room as per her choice. He even bought many toys as per her list 😅🤭

Karan finaly sat in his study room and was thinking what all happened in few days. Then KP entered there

KP : kya soch raha hai?

KK : kuch nahi dad. Bas yehi ki kitna kuch ho gaya kuch dino mein. Kaise humari life change ho gayi. Kutna kuch badal gaya dad.  🥺

KP : aab dekh jo ho gaya usse hum badal toh nahi sakte. Par usse thik karne ki koshish toh kar hi sakte hai. Situation ko accept karke hum aage badh sakte hai na?

KK : wahi toh karne ki koshish kar raha hu

KP : kya sach mein tune sabkuch accept kiya?

KK : .....

Yeh pyaar naa hoga kam (On Hold)Where stories live. Discover now