Part - 10

943 145 6
                                    

----------------------------------------------------------------------

Disclaimer : This is a work of fiction. Any businesses or places, events or incidents, are fictitious. Any resemblance to actual incidents or actual events is purely coincidental.

P.S. Imagine all Teju's dialogue in a baby voice

----------------------------------------------------------------------

KK angrily : mujhe hospital ki CCTV footage check karni hai?

Receptionist: sir we can't allow this. We have some rules

KK yelled : jab meri biwi apne room se nikal rahi thi aur waha koi bhi nurse nahi tha attend karne me liye tab kaha tha aap logo ka rule?? Haan aise aap log khayal rakhte hai patient ka? Agar meri biwi ko kuch bhi hua na toh dekh lena kisiko nahi chorunga.

Meanwhile one nurse and wardboy come to KK

Nurse : sir hume mill gayi hai ma'am. Wo store room mein thi. But wo aa nahi rahi humare sath. Kisi Angel ke liye ro rahi hai.

Hearing this Karan asked the nurse to take him there. They didn't find her there. Karan was this close to burst out on the nurse, when they heard a soft sobbing sound.

KK softly : Laddoo!!

TK : Angel.. angel tum kaha chale gaye the?? 😭 Dekho na inha kitna andhera hai. Sab black black hai. Main aur bholu kitna darr gaye the. 🥺😭

Karan took her in his arms and told

KK : na bacha nahi rote. Aa. Main aa gaya na..

TK : hmm 🥺🥺

Then KK took her in arms and she had teddy in her hand.

He directly goes to the car with her in his arms.

TK : wow hum ghumi ghumi jayenge?

Karan nods. He makes Teju sit in the passenger seat with the teddy only. Then he drives the car towards their mantion.

In the mantion,

KP got a call from Adaa. She shared the whole conversation with Karan regarding the baby and talked about Teju an baby and the situation in hospital. They disconnected.

KP : iska matlab mera shaq sahi tha

KM : kaisa shaq ji?

KP narrated the whole matter.

TM and KM broke down listening this. All tge parents were angry on Karan but they thought to talk to him once he is in sense to be able to atleast listen them.

KM : maine apne bete ko ausi oarwarish toh nahi diya tha 🥺🥺 kya kar raga hai yeh ladka.

KP : aane do uss khotyea ko. Do char chittar padenge toh akkal thikane aa jayegi.

TP : nahi Satpal! Abhi kuch mat bol usse. Neeta, tum ekbaar naat karo usse. Woh tumhari baat kabhi nahi talta.

TM : haan main Sunny se baat karungi. Magar mujhe nahi kagta iss bar wo meri bhi baat sunega. Agar nahi suna toh?

TP : toh kya! Agar ghee sidhi ungli se na nikle toh?

KP : ungli tedhi jarni padti hai. 😎

KM : aaplog paheliya mat bujhaiye.  Saaf saaf bataiye kya karnevwake ho aaplog?

KP : kuch nahi pahele Neeta bhabi aap baat karo usse. Aur humari beti ki swagat ki taiari to karo koi. Wo log hospital se nikal chuke hai.

In the car,

Yeh pyaar naa hoga kam (On Hold)Where stories live. Discover now