Part - 2

1.6K 140 10
                                    

Teju turns around towards KK and glares and again turns towards the house and started going.

KK runs after her and comes in front of her and told:

KK : Sorry na Laddoo. Aab itni si baat ke liye tu kya humari beti ke birthday ke din muh fulaye baithi rahegi. Aur itna stress kyun le rahi hai sab ache se ho jayega. I promise.
Acha thik hai bata teri kya shikayat hai?

TK (In cute anger mode) : Tumhari wajah se, sab kuch tumhari wajah se ho raha hai. Itne mahine toh tumne kuch nahi bola. Abhi achanak main kyun kuch kaam na karu? Kavu meri bhi beti hai. Mera bhi mann karta  hai ki main uske birthday ke liye kuch karu. Lekin tumhari wajah se Mumma Papa Aai Baba mujhe kuch nahi karne de rahe hai. Sab mujhe bimaro jaisa treat kar rahe hai. Aur woh kyun? Kyunki aapke uss nightmare ke wajah se. Aur.. aur .. abhi abhi tum kya bole main kitni zor se haati hu. Haan ? Abhi meri hasi bhi tumhare kaan mein khatak rahi hai🥺.

Saying this, she started crying. KK again panicked seeing her crying and goes to her and hugs her protectively. After few minutes when she is getting normal he started

KK : Dekh Laddoo

She stares at him with her teary big eyes.

KK : Pahele aa idhar baith.

They sat on the swing in their garden and he wipes the tears from her eyes.

KK : Dekh Laddoo, maine tujhe kaam karne se isliye mana kiya taki teri tabiyat kharab na ho. Bas ek mahina aur.. Phir tujhe jo karna hai karna par aapna khayal bhi rakhna. Tu meri jaan hai aur tere andar hum dono ki jaan hai (yes, she is 8 months pregnant and was having mood swings. That's why she became chidchidi achanak se in the morning.) Aur main tum dono ki jaan khatre mein nahi dal sakta. Aur doctor ne pahele se hi bola tha ki teri yeh pregnancy complicated hai. Zyada stress lena tum dono ki health ke liye achi nahi hai. Mujhe bas darr lagta hai. Warna maine kya aaj tak kabhi bhi tujhe kuch bhi karne se roka hai?

TK (nodded in No and said in baby voice) : Par Sunny wo toh ek bura sapna tha na. Tum itna kyun pareshan ho rahe ho? Main bilkul thik hu aur jab tak tum aur humara parivaar  mere sath hai mujhe ek kharoch bhi nahi sakti.

KK : Main janta hu mera Laddoo. Hum sab hai tera khayal rakhne ke liye. Par jo doctor ne kaha tha wo bhi toh nazar andaz nahi kar sakte na. Isliye bas ek darr sa laga raheta hai.

Basically, Teju's this pregnancy is much complicated, so doctor suggested to abort the child par Teju didn't agree. So doctor advised them to keep her in proper medication and observation and keep her away from any stress, shock etc. Thoda bhi idhar udhar hua toh Teju ke dimag pe asar pad sakta hai (mujhe itna kuch nahi pata about this subject but as it is ff bas imagine kar lo). Aur yeh sab ke bareme KK bohot tension karta raheta tha. Toh usne ekdin ek bura sapna dekha tha.

The brief of nightmare

One day they arranged some sort of function in their house only. All were happy, chitchatting with friends and families in the garden area. But suddenly they heard Teju's scream. All ran towards inside the house and saw Teju was lying in the floor near staircase.
Blood coming out from her head.

And suddenly KK woke up screaming Teju'z name.

So this was the nightmare for which KK was so much scared and after tha day he did not allow her to go office. He strictly said KM and TM not to let enter Teju in kitchen. He always took care of the fact ki Teju only takes rest and she shouldn't do anything like anything. But this started annoying Teju more. And her mood swing is also not helping.

Back to present

TK : Tum itna maat daro. Mujhe kuch nahi hoga. Par tum bhi meri baat samjho na. Mera dum ghut raha hai ghar mein bandh raheke. Koi kuch kaam bhi nahi karne dete. Ek glass pani bhi main uthke nahi keti hu. Mujhe mujhe na kabhi kabhi suffocated lagta hai ghar ke andar. Mujhe pata hai tum sab log meri chinta karte ho isliye aisi rok tok lagayi hai. Par jab mujhe kuch apni marzi se karne ka mann karta hai main kar nahi pati hu. Tum samajh rahe ho na mai kya kahena chahti hu? Aaj humari beti ke birthday ke din bhi main apne haathon se kuch nahi kar payi uske liye (her eyes welled up saying this). Please at least main kuch cupcakes toh bake kar hi sakti hu na? I know wo itni choti hai khayegi nahi par at least ek chotu sa tukda toh wo khayegi hi na. 🥺

KK got emotional hearing her and said : Main samajh raha hu tujhe Laddoo. Par.. okay ek idea hai.

Hearing this Teju got a hope that maybe now she can do something for Kavya. Her face lighten up.

TK : Kya batao na? Kya main khch kar sakti hu?

KK holds her cheeks in his both hands : Aise maat puch Laddoo. Aisa lag raha hai tu mujhse permission mang rahi hai. Tujhe permission lene ki zaroorat nahi hai apni hi beti ke liye kuch bhi karne ke liye. Tu jo chahe jaise chahe wo kar sakti hai Kavu ke liye. I am sorry Laddoo mere andar ke darr ki wajah se tujhe aise apne hi ghar mein suffocated feel hua. Mujhe maaf kar de Laddoo. Main bas yeh chahta tha ki tu aur humara baby sahi salamat rahe.

TK : Main janti hu Sunny. Koi baat nahi jo ho gaya so ho gaya. Acha aab yeh sab choro. Aur abhi yeh batao ki kya idea hai tumhare paas aur .. ek min . Nahi tum pahele yeh batao kya kahe rahe the tum mere haasi ke bareme ? 🤨

KK murmured : Oh teri yeh baat abhi bhi yaad hai isko🥴

TK : Kya? Kya bole tum abhi? Zara zor se bolo 🤔

KK : Arey nahi baby kuch nahi. Tumhari hasi toh kitni achi hai, kitni pyari hai. Aur haste hue tu kitni cute lagti hai tujhe pata hai.

Hearing this she started giggling and KK is adoring her. But he remembers something..

KK (in fake anger) : Ek min ek min .. tu kya mere pe bharak rahi hai. Gussa toh mujhe hona chahiye tujhpe.

TK (in cute baby voice) : Aur woh kyun bhala?

KK : Haww 😲 dekho toh kaise bholi baan rahi hai. Kuch der pahele jo aap dono baap beti milje mere khilaf planning kar rahi thi wo bhul gayi? 🤨

Teju remembers KP saying he will not let KK go near Kavu and smiled sheepishly.

TK : 😅 wo woh toh kuch nahi.. Hum toh bas aise hi.. Mazak ban mazak kar rahe the.

KK : Acha!! Mazak chal raha tha? Thik hai.. main bhi idea nahi batata. Tu kar mazak Papa ke sath. Main ek kam karta hu jake arrangements dekhta hu.

Saying this he stands up.

TK : Aise kaise? Tum nahi ja sakte. Tum pahele idea batao.

She holds his hand tightly and pulls him to sit again.

KK : Main nahi batane wala. 😏

Teju now used her weapon "the Teju famous in ocent face and her puppy eys" she blinks her eyes multiple times.

Seeing her like this he started smiling.

KK : Chalo Kavu ki Mumma, andar chalo aur cupcakes banao. But ek shart hai.

TK : Sacchi? 😃 Koi bhi shart manzoor hai Sunny. Bas abhi mujhe jane do, mujhe check karna hai gharpe sab saman bai ki nahi aur avar kuch nahi bai toh usse mangwana bhi toh hai. Aur phir..

She got excited but was cut by Karan

KK : Arey arey bas bas. Sab check kar lena. Sab ho jayega. Par meri shart yeh hai ki main tumhari madat karunga. Jo banana hai banao lekin main help karu ga kitchen mein tumhari. Aur kal se jab tak delivery nahi ho jati tabtak main ghar se bi sara kaam dekhunga.

TK : Arey par..

KK : No more arguments. Maine jo kahe diya wahi hoga. Abhi agar shart manzoor hai toh cupcakes banaye?

TK : Thik hai. Tumse kaun jeet sakta hai. 🙄 Abhi chalo.

They entered inside the house hand in hand all smilling.

The parents are bappy seeing Teju happy.

----------------------------------------------------------------------

Disclaimer : This is a work of fiction. Any businesses or places, events or incidents, are fictitious. Any resemblance to actual incidents or actual events is purely coincidental.

----------------------------------------------------------------------

Target : 75 votes, 30 comments




Yeh pyaar naa hoga kam (On Hold)Where stories live. Discover now