How Do I Trust Again?

Start from the beginning
                                    

KS- Diya hai. Har waqt deti hai. Par ab humein aadat hogayi hai. Aur sach kahe toh ab kahin farak nai padhta. Sach kahe toh, kahin naa kahin aapne hi hume patthar bana diya hai. Wapas se.
Haseena felt as though she had been repeatedly stabbed in the heart by these words. Tears began to form in her eyes. She too lay on the seat, folding her arms across her chest while gazing forward.

And with a deep inhale she says-
HM- Why this is so complicated Karishma. Why?

KS- Sahayd hum dono ko dosti nibhani nai aati Haseena. Yaa fir hum ek dusre ke itne paas aa gaye ki asal mai dur ho gaye.

HM- Shayad, Agar, Kaash jaise shabd (words)  Puri expectations ki Maiyaa ki Saasu Maiyaa kar dete hai. (She chuckles sadly)

KS- Hume sach kahe toh kuch theek nai karna Haseena, Sahayd hum galti kar rahe hai, par ab hum thak chuke hai. Topa gaye hai. Hume aapke paas rehne ka man karta hai, aapse baat karne ka man karta hai, par kab woh baatein jhagde yaa grudges mai badal jaati hai, hum dono ko pta nai chalta.

HM- Hume bhi nai pta yeh kyu hota hai.

KS- Shayad hume pta hai.

HM- Toh bataiye, hum theek karenge.

Haseena's eyes are filled with passion as she gazes at Karishma, but the latter is too afraid to meet her gaze because she is certain that doing so will cause her to lose her heart once more. She kept her gaze fixed forward.

KS- Iss baar hum nai batane Wale Maddam Sir, iss baar aapki baari. Iss baar yeh dosti aap bachayengi.

Haseena smiles and nods in an understanding way.

HM- Thik hai Karishma Singh. Iss baar hum dekh lenge. Pehli baar bhi toh humne hi approach Kiya tha. Iss baar bhi sahi.

KS(thinks)- Hum bhi yahi chahte hai Haseena. Aur aasha karte hai, iss baar hum alag nai honge. Iss baar koi clash nai. Iss baar sab sahi. Sach kahe toh andar hi andar dar sa lag raha hai, ki kahin aapne kuch nai Kiya toh hum toh aapko kho denge. Jo ki hum mar jaaye toh bhi nai chaahenge. Par ab humne kaha naa, hum thak gaye hai. Aapka man tatol ke, aapke baarey mai pehle se soch ke, hamesha first move karke. Iss baar aapki baari Haseena.

KS- Chaley fir?

HM- Aapko Anaya ki behen ke baarey mai kuch nai jaana?

KS finally looks at her.

KS- Aap batayengi?

HM- Ji. Toh Suniye....

(Bla...bla....bla....bla....bla)

(Kya? Saari story idhar hi sun logey?🥸)

Karishma's front view was overshadowed by the rain that hit in the face of car's windscreen. She tried to focus by blinking her eyes and moving her head in all directions, but the scene was still hazy.
After spotting the uneasy figure, Haseena turned on the wiper of her side.

HM- Ghaadi hume chalani hai, par bhahar aap dekhne ke liye pareshan ho rahi hai Karishma.

Karishma smiles sorrowfully as she reflects the deserted and abandoned road in front of her. Her gaze was glued to the swaying trees and the wet road that each drop of rain was making.

KS- Soch rahe hai Maddam Sir, ki humari zindagi bhi kuch aise ho gayi hai. Jaise abhi kuch der pehle Suraj ki kiran se yeh jagah chamak Rahi thi, waise hi hume laga, shayad ab sab theek hai, par dekhiye naa udhar upar ek bijli ki kadak, aur idhar aapka ek sach, pure raaste aur humare nazariye ko dhundla kar diye hai.

HM- Do you trust her?

KS- Hume kisi pe visvash hi nai hai. 

HM- Agar raasta aagey ka dhundla lag raha hai, toh jaise humne yeh wiper ka switch on kiya aur sab saaf ho raha hai, waise hi aap bhi kar Sakti hai.

By Your Side Where stories live. Discover now