4.6 Y3K

870 104 11
                                    

Likh to liya tha but update nahi Kiya .
Kya yaar padhte to itne log hai but koi votes nahi karta. Is the story so bad ki pasand nahi aa rahi.
Seriously agar ye bologe to I will stop writing at all.

Abhimanyu climbed off the tree and went in search of Akshu only to find her playing freely with their babies. He got so engrossed in the scene that he almost forgot that why he came here in the first place.

Ab (in mind) : Bas ek hi cheez ki kami hai is perfect family scene me main nahi hu. Aur in sab ko meri kami mehsoos bhi nahi ho rahi hai. Kya meri galti itni badi thi Akshu ki tumne mujhe apne har ehsaas se bahar fenk diya hai. Itna door ki ab tumhe main na bhi dikhun to tumhe koi farq nahi padta. Ek waqt tha jab tumhari nazrein bas mujhe hi dhundhati thi aur ab tum mujhe ek baar dekhna bhi pasand nahi karti.
Yeh main kaha kho gaya main to yaha Akshu ko ye batane aaya tha ki uska wo so called boy friend two timer hai. (Loudly) Akshu tum thoda idhar aaogi. Mujhe tumse kuch jaruri baat karni hai.

Ak : Aisi kya jaruri baat ho gayi ab Abhimanyu that can't wait. Tumhe dikh nahi raha hum masti kar rahe hai. And jo time mere babies ka hota hai wo bas babies ka hi hota hai us time me main kisi bhi tarah ki disturbance nahi chahti. Hope you understand ki tum mujhe disturb kar rahe ho.

Ab : Akshu agar baat important nahi hoti to main yaha khada bhi nahi hota. Agar itna bhaag ke yaha aaya hu to jahir si baat hai bahut important baat hogi.

Ak : Chahe jitni bhi important ho mere babies se important to nahi ho sakta na. So please leave. Request kar rahi hu Maan jaao.

Abhimanyu left from their. But on the way he was thinking for the way to tell Akshu that Sanam is lier lier pants on fire. He was dieing to be with Akshu. In the six years he tries what not to know about Akshu from Bade Papa but he did not budged as he was also very angry from him. And once Bade Papa goes silent it is complete silence. And now seeing Akshu in front of him after almost six years and that too with his grown up kids is killing him from within and he will do anything to make them see him as their own.

After some time Akshu came to the kitchen to drink water Abhi saw this and he came behind Akshu covering her mouth with his hand and taking her to his room.

Ak (turning around when Abhi left her ) : Ye kya badtameezi hai Abhimanyu.

Ab : Badtameezi wo to maine abhi shuru bhi nahi ki hai. Kaho to kar doon. Waise abhi bhi mehsoos kar sakti ho tum mujhe.
Bina turn around kiye pata lag gaya tumhe ki main hi hoon.

Ak : Jyada mat socho. Aisa kuch bhi nahi hai. Is ghar me itni audacity sirf tumhari ho sakti hai. Isiliye guess kar liya.

Ab : Chalo I will be happy with this only. Jaanti to ho tum abhi bhi mujhe. Ye bhi chalega mujhe.

Ak : Uff tumse kuch bhi bolna bekaar hai chalo kaam batao yaha kyun leke aaye ho.

Ab : Kaam............ (Huskily and gulping) oh haa kaam. Kaam to bahut kuch hai. Lekin wo tum ab karne nahi deti. Yaar kaafi time ho gaye hai almost six years ho gaye ab main bhi deprived ho chuka hu us kaam se. Chalo na pehle wahi kaam nipta le.

Ak : What the hell!!!!!! Abhimanyu kya bole jaa rahe ho.

Ab : Are main baat karne ki baat kar raha hu. Tumne kya socha. Kahi tumhe wo sab. Chee yaar Akshu tum aise waqt par bhi wo sab soch rahi ho. But you know what mujhe wo karne me bhi koi problem hai nahi.

Abhira/Harshali OS Series (Continued)Waar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu