Just How Fast The Night Changes

Start from the beginning
                                    

KS- Ama kon hai (turns back) Ohh Jai Hind Maddam Sir.

HM- Chaliye.

KS- Kidhar.

HM- Chaliye toh, apne aap pta lag jayega.

KS silently sits and looks outside the window. Haseena looks at her after every moment.

HM- Toh aap humse ab bhi gussa hai?

KS- Gussa? Nai Maddam Sair bilkul nai.

HM- Sach Boliye Karishma Singh.

KS- Huh! (Chukles sadly)
Aapko kya karna hai jaankar? Hum actually mai hai kya feel karte hai, Maddam Sir? Aap hume kehti hai hum dost hai, par hume har waqt order deti hai. Kon dost order deta hai bhala?

HM- Ohh. Humne aapko bhut hurt Kiya naa?

KS- Haan!

HM- I am Sorry Karishma Singh. Humne gusse mai keh diya tha, hum jaante hai, hume maaf karna easy nai hoga. Par please? Ek aakhri baar?

KS- Kitne "baar" aayenge Maddam Sir? Hum aapko maaf bhi karde, aap humse fir se expect karengi ki hum badle. Par kyu har baar hum hi badle? Hum aapko ache nai lagte kya?

HM- Karishma Singh kaisi baat kar rahi hai aap?
Yeh baat aap bhi jaanti hai ki jitna aapke liye humare dosti kimti hai, utni humare liye bhi. Bas hum jata nai paatey.

KS- Shayad.

HM- Aapko hume maaf nai karna... Okay, thik hai. Hum ghar ki taraf lete hai aap change kariye fir dinner ke liye bhi jaana hai.

KS- Ji.

HM(thinks)- Kamaal hai naa Karishma Singh, kab se humare beech itni duri aa gayi?

KS(thinks)- Duri toh bhut pehle aa jaati Maddam Sir, iss baar samajh lijiye baat bhut aagey badh gayi hai. 

Haseena drops her home. And she too goes to her home for changing.

KS sees SV already ready for the dinner.

KS- Ama tum abhi se ready ho gayi?

SV- Haan, kyuki mujhe jaana tha. Abhi kuch der mai.

KS- Par dinner toh 9 bajey hai naa.

SV- Haan par actually dusre party mai jaa rahi hun. Jaana padega important hai.

KS- Ohh. Party ab important hone lagi hai. Koi baat nai jao. Bye.

SV- Bye.

(SV leaves)

KS- Kal toh bada makkhan maar rahi thi, aur aaj kisi aur ki party mai chale gayi, humare bina. Khair hume kya, woh miss karegi. Huh!

_____________________________________

When Samairaa arrives at the party, the first person she sees is Neha, which completely dampens her mood. Then there are the others with whom she is partnering. She greets Neha first, then the others.

______________________________________

Karishma and everyone arrived at the restaurant together; others were laughing and conversing with one another, while two of them were walking silently due to the awkwardness they had developed.

Karishma opens everyone's gifts after dinner. Cheetah gave her a bicycle keychain.

CC- Maddam aapke liye key chain, hume yaad hai pehle aapka toot gaya tha.

KS- Dhanyawad Cheetey, yeh toh sundar hai.

CC- Thank you maddam Thank you.

SS- Acha hua Cheetey tune firse Karishma Maddam ki bike decorate nai ki jaise Maddam ke jaankipuram thane jaane se pehle ki thi.

By Your Side Where stories live. Discover now