Vivah (saurabh & sampurna) part - 1

391 40 4
                                    

Continue with previous part.......

(After hearing this Anirudh start laughing with his teary eyes and other member also start laughing and Anirudh, Suresh and Suman shared a group hug)

Som/ Batuk - Hum bhi hai......

(They too join the hug)

Trilochan (in mind) - hey dugga maa! hamare pariwar ko aise hi saath rakhna aur khush rakhna......

(They broke the hug)

Suman - chaliye chaliye ab jaldi se sab nasta kar lijiye phir tyaar hona hai na......

(They nodded their head and went to dining area and sat and finished their breakfast after that they went to their room to get ready then they came to living area)

Anirudh- sumi maa aap tyaar nahi hui.......

Suman- nahi Rudh.......

Anirudh- kyu.....

Suresh- kyuki wo nahi jaa rahi hai......

Anirudh- aur kyu nahi jaa rahi hai meri sumi maa?......

Suman- Rudh bhul gaya shashwati aa rahi hai to tyaariyaan bhi to karni hai hogi na isliye main nahi jaa rahi hoon.......

Anirudh- par bihari aur koyeli hai na wo kar lenge na......

Trilochan- haan beta hai wo dono par bahu ka hona bhi to jaruri hai na wo rahegi to achchhe se sabhi ko samjha paayegi na sabhi tyaariyaan achchhe se ho sakengi na.......

Suman- haan Rudh......

Som - aur dada chinta mat karo main bhi yahi hoon sumi maa ke sath......

Anirudh- ab tum bhi nahi jaaoge........

Som- nahi dada sumi maa ghar par akela ho jaayegi na isiliye main nahi jaa raha hoon.......

Anirudh (getting jealous) - haan haan akela sumi maa ki madad karke saara pyar kitna chahte ho na bahut achchhe se jaanta hoon main tumhe.......

Som (excitedly, teasing) - haan wo to hai ghar par koi nahi hoga to saara pyar to sumi maa mujhe hi karengi na.......

Anirudh (getting jealous) - thik hai thik hai waise bhi bachpan me tumse bhi jyada pyar kiya hai sumi maa ne mujhe... huh! Chalo baba......

(Anirudh left from there while getting jealous. Here all of them laughed on that.)

Trilochan- achchha bahu, som chalte hai tum dono dekh lena sab........

Suman &Som- ji kaka / kaka sasurji......

(They all left for munshi house)

At Munshi House

(Roy Choudharys reached there)

Munshi ji (joining his hand) - Nomoskar bade Malik......

RCs (joining their hand) - Nomoskar.....

Anirudh - Munshi kaka kya main Sourabh se mil sakta hoon?........

Munshi ji- haan haan kyu nahi chhote malik Sourabh apne kamre me hai tyaar ho raha hai aap mil lijiye.......

Anirudh- dhanyawaad kaka.......

(He left from there)

In Sourabh Room

(Sourabh is getting ready with the help of his friends and cousin)

Anirudh (little upset) - Sourabh.....

Sourabh (happily) - Arey Anirudh babu aap aa gaye........

Anirudh- haan.... wo maaf karna Sourabh kal raat tabiyat kuchh thik nahi thi isiliye aane me deri ho gayi.......

Barrister babu_ ANIDITA حيث تعيش القصص. اكتشف الآن