HM- Dekho....

N (cuts her)- Aap dekhiye Maddam, aapke piche, yeh sab jo khade hai naa, mujhe kahin jaane nai denge, par aapko jarur upar bejh denge.

When Haseena raises her gun to point at Nafeeshah, everyone else elevates their weapons to do the same, but Nafeeshah dissuades them.

N- Dekh lo Maddam, ek mauka de rahi hun mai, bacha lo khud ko.

"Waise, mauka toh chahiye nai tha, par de hi Rahi ho toh, chalo, tumhe bhi ek mauka diya jaaye."

Haseena recognises the voice as being similar, so she turns to look in the direction of the voice and discovers Samie standing there, cool and covered in rain. with her hands in her pockets, wearing her sunglasses, and grinning.

SV- Kyu Chauk gaye na? (Laughs)

N to HM- Itna dar ki ek aur thaaneydaarni ko utha le aayi tu?

As she ascends the stair, SV takes off her glasses, wipes her glasses with Nafeesah's scarf.

SV- Arrey dar ka mahol hai bhai. Kaise nai lagega. Tumhe pta hai mere ko bhi dar lag raha hai, ek 10 saal ke bache ke liye.

N- Kyu?

SV- Kya woh itni baarish mai, apne ghar pahuch paayega? Kya pta agar kisi ne ussey utha liya ho toh, kya pta? Waise yaad aaya, tumhara bhi toh koi 10 saal ka beta hai naa, jo abhi school mai hai shayad.

SV turns to face Nafeeshah while HM looks at her with amusement.

When Nafeeshah gets the hint, she quickly grabs her phone and calls the teacher of her child's school.

SV motions for Haseena to enter the home and follows suit.

SV- Yaar, aise acting karne mai kitna scope hai, matlab did to malamaal hai (excitingly)

HM- Acha?

SV- Hehe Sorry.

N- Hello, Mam, Rafi kahan hai?

Teacher- Mam, Rafi ko toh aadhe ghante pehle yahan se ek police officer le ke gayi hai.

Nafeesah cuts her call and looks at SV and HM.

SV- Aapko chai peena hai? (To HM)

HM- Nai.

SV- Coffee?

HM- Nai

SV- Nimbu Paani?

HM stares at her, and SV shuts her mouth.

SV- Ohh lagta hai aapka bacha apne school se gayab hai. Kahin meri bahvishyavani sahi toh nai ho gayi.

(Keeps a hand over her mouth in shock.)

Nafeesah- Maddam, mai surrender karne ko taiyaar hun, please mere bache ko chodh dijiye, uski kya galati hai.

HM- Dekho, tumhari galati ki saza, tumhare bache ko bhugatni padh rahi hai. Ab bhi apni juthi power dikhani hai?

N- Nai, please mujhe le jaiye, par mere bache ko chodh dijiye.

HM- Chalo!

When society members saw Haseena handcuffing her and escorting her out of the house, they once more raised their weapons, but Nafeeshah dissuaded them.

N- Dekhiye mai idhar se apni marzi se jaa rahi hun, inhe kuch mat kariye.

One from the crowd speaks- Yeh tumhe leke Jaa rahe hai toh kya, inhone idhar aake gusthaaki ki hai, inhe maarna hi hoga.

SV- Abey? Halwa hai kya? (Roars)

HM- Samairaa!

SV- Halwa hai kya? (Sweetly)

By Your Side Where stories live. Discover now