Pushpaji- Jo tumhari marzi... Lekin kuch meetha zaroor banana...

Haseena- kheer banaye...(it was anubhav's favourite sweet)

Pushpaji- haan... anubhav ko bhi bohut pasand hai...

Haseena- isliye pucha banaye kya...(tugging her pallu near her waist)

Pushpaji- banao...ham jaa rahe hain...kuch madad chahiye to bolna, aur haan haseena bahut sundar dikh rahi ho....

kuch madad chahiye to bolna, aur haan haseena bahut sundar dikh rahi ho

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

HASEENA'S OUTFIT...

Haseena- thankyou amma...(in 1 hour she completed making breakfast and also lunch)

Haseena took bowl of kheer and plate of aloo paratha near dinning table and kept on table....

Haseena- amma breakfast aur khaana dono ho gaya hain...

Pushpaji- bohut accha... Ab baith jao...

Haseena- nahi amma pehle aap teeno khaa lijiye phir hum khaa lenge...(she served anubhav, pushpaji and santu, they all tasted the food which was amazing) kaisa hain...(They made faces to tease her) acha nahi hain...(all nodded in no) hum abhi thik karke late hain...(she took the bowl and was going to leave)

Santu- are rukiye bhabhi...

Haseena- kya hua santu...

Pushpaji- bohut accha bana hai beta...

Haseena- toh phir pehle natak kyun kiya....

Anubhav- aapko tang karne ke liye...

Haseena- thike, abb khaaiye...

Pushpaji- beta ye lo tumhara inaam...

Haseena- nahi amma rehne dijiye..

Pushpaji- le lo beta... Mana nahi karte...

Haseena- par amma...

Anubhav- hame de dijiye Amma.,..

Haseena- amma kitne lalachi hain ye...

Anubhav- are... Aap nahi le Rahi to ham hi le lein

Haseena- koi jaroorat nahi hain...(taking money from pushpaji and seeking blessings)

Pushpaji- khush raho.... (Carressing her head)

Haseena- santu pasand aya...

Santu- umm... (Busy in eating)

Everyone laughed at her and haseena caressed her hair...

Santu- aur do na... Bohut accha hai...

Haseena- abhi dete hain, bolo kya chahiye...

Santu- aloo paratha...

Haseena- ye lo...(giving her paratha)

Anubhav- aap bhi baithiye na...

Arrange Marriagewala LoveWhere stories live. Discover now