29. Out of City

488 78 14
                                    

Haseena woke up early to see her husband sleeping hugging her, she smiled and caressed his head and mumbled...

Haseena- will miss you...

Anubhav snuggled in her more, haseena smiled and removed his hand slowly, she got ready in a simple suit and took his back, she was going to keep some important things in bag but surprised to see his bag...

Haseena- anubhavvv....(irritately)

Anubhav opened his eyes and looked at her...

Anubhav- hmm...

Haseena- ye kya hain, kaise bag pack kiya hain, dhang se koi kaam bhi nahi kartey...

Anubhav- hehe...aap hain na uske liye... (Sheepishly)

Haseena- acha, matlab agar humse hi karwana tha toh bol dete aise kon bharta hain...

Anubhav- aapke patidev...

Haseena-chup rahiye

Anubhav- bohut accha tareeka hai apne pati ko good morning bolne ka...

Haseena- abb hume phirse iski ghadi lagani hogi....(sitting beside him)

Anubhav- wo ham kar denge...aap..apne pyaare pyaare haathon se hamare liye chai bana dijiye... (Kissing her hand)

Haseena- nahi hum kar denge bag pack aap mat ki....(when door knocked, haseena went andd opened) amma aap yaha subah subah...

Pushpaji- wahi dekhne aaye the ki ye nalayak utha ya nahi...

Haseena- ji woh uth gaye hain, unki bag acchese pack kar rahe hain aur woh hume tang kar rahe hain...

Pushpaji- anubhav... (Sternly)

Haseena- rehne diijiye amma, hum ye back pack kartey hain aur chai bana dete hain inke liye...

Pushpaji- theek hai...aur anubhav, jaldi taiyar ho jao...

Haseena- aaye haaye anubhav kaise pack kiya hain bag...(irritately)

Anubhav- kitna daantengi ab... (Cutely)

Pushpaji- sahi biwi mili hain tujhe...

Haseena- dekhiye na amma, kaise rakhe hain kapde...

Pushpaji- tum sambhalo... zaroorat pade to chappal se maarna...

Haseena- aise kaise maare amma, shohar hain humare...

Pushpaji- Maaro phir bhi... Hamari taraf se ijazat hai...

Haseena- thike...(smiling)

Anubhav- kya theek hai... Kya Amma aap bhi... Apne bete ke saath aisa karta hai koi...

Pushpaji- haan teri amma...

Anubhav- huh... Ab dekhiye ham waapas hi nahi aayenge... (Without realising his words)

Haseena was shocked, she went from there to kitchen with tears making pushpaji angry...

Pushpaji- Anubhav...ye kya bola abhi tumne...

Anubhav- kya bola sach hi toh kaha...(he still didn't realised yet and pushpaji twisted his ears)

Pushpaji- kya sach kaha...waapas nahi aana tujhe...

Anubhav- h...hu...humara...ma...matlab tha...(tried to say)

Pushpaji- kya matlab tha...bahu ko kitna bura laga hoga socha tune...

Anubhav- woh....woh...(tried to say)

Pushpaji- ja mana use abhi...

Anubhav- ji, taiyaar hoke manaate hain...

Arrange Marriagewala LoveWhere stories live. Discover now