Radhakrishnan invites Hanuman

18 7 35
                                    

Next Day Kanha was with his big brother, Father , his Radha and Mr.Ajay in Radha's school which is now gonna be Kanha's School also
where as Ramanuj has already got admission to the junior college...

Radha was showing Kanha the school premises but he was least interested in it as he was only busy watching his beloved...

Radhakrishn was passing from school corridor when came her  friends but Radha frowned looking them.

Kanha understood and smiled at them ...

Shobha : Hello Radhika

Radha: hi...

She moved towards kanha

Radha : Chalo mai tumhe sports room dikhati hu...

Krishn: Are...Radha tumhari Friends aiee hai...aise ignore kyu kar rahi ho?

Rohini: zarur uss din wali behes hogi...are Baba Forget that topic

Shobha: Ok baba sorry...Nahi bolege tere kanha ji ko galat...khush?

Radhika looked at her friends and smiled

Radhika : baat ye nahi hai ki mere Krishn ko galat samajhti ho baat toh ye hai ki tum mere Krishn ko bina samjhe galat samjhti ho

Anamika: par Shri.Krishn ko samjhna kitna mushkil hai..

Krishn smiled

Krishn: Mujhe samjhna itna kathin bhi nahi

All looked at him in confusion

Radhika: tumhe?

Krishn: I mean...Krishna ko samjhna itna kathin bhi nahi hai
Vo mera naam bhi Krishn hai n toh thoda mu se nikal gaya

Radhika: koi baat nahi vaise bhi mere Krishna toh sab mein baste hai

Krishn smiled more

Krishn: Baste toh sab mein hai, har jagha vo hai , unhe dekhne keliye zarurat hai toh Dhaiee akshar ki...

Radha smiled

Radhakrishn: Dhaiee Akshar Prem ki...

Krishna smiled emotionally

Rohini: toh tum bhi Krishna Bhakt ho?

Krishn : haa...mai Prem ki Devi Radha Rani ka bohot bada bhakt hu

Radhika smiled more while unknowingly shedding happy tears from her eyes

Radha : accha laga ye jaan kar ki ab yaha koi toh hai jiski thinking mujhse match kar ti hai

Krishn : Jinke Dil mil gaye Unki thinking kaise nahi milegi ?

Radha became confused

Radha : Matalab?

Krishna : Dil matalab pyaar , pyaar matalab राधाकृष्ण

Radha : yes...you are right

Krishna: toh isi baat pe ho jaye baasuri ?

Radha : yaha ?

Krishna: itni buri toh nahi Baja ta hu

Radha : Are...nahi nahi tum bohot sundar basuri bajate ho par school premises mein ...tumhe daat pad gaie toh?

Krishna: Radhakrishn ko yaad karke Baja Raha hu Mujhe Shri Radha Rani bacha legi

Radha smiled

Kanha smiled too and then took out his Basuri and brought it towards her lips

Radha got confused

Avsar - Kalyug ki Prem Gatha Where stories live. Discover now