Chapter 9

359 48 123
                                    

Nandini darwaza kholti hai

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Nandini darwaza kholti hai.

Nandini : Baba aa gaye!

Nandini : Baba aa gaye!

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

*Play the song above*

Ek dadhi mucho wala aadmi andar aata hai.

Gabbar baba : Bum bum Bhole! Masti mein dole!

Dadi : Baba, accha hua aap aa gaye. Hum abhi aap hi ki baat kar rahe the.

Y/n ko yeh baba kahi dekha dekha sa lagta hai aur use shak hone lagta hai.

Gabbar baba : Bolo baccha, kya samasya hai?

In sabke beech mein ladke ek dusre se khusphusake baat karte hai.

Nithin : Mujhe na yeh baba sahi nahi lag raha. Gabbar baba? Yeh kaisa naam hai?

Honey : Haan, mujhe bhi lagta hai ki vo "Sholay" ke fan hai.

Yuvan : Abe chutiye! Vo keh raha hai ki yeh baba dhongi hai!

Honey : Oh sorry...

Jadhav : Bhai, yeh dimaag chalane ka kaam na, aap Nithin pe chhod do. Aap zyada mat socho.

Gaurav : Baba, humare purane haveli mein ek pishachini ne kabza kar liya hai. Abh aap hi koi upay kijhiye.

Gabbar baba : Hmm. Iss ghar mein aate hi mujhe kali urja ka aabhas ho gaya tha. Ek yagya karna hoga, iss pishachini ko bhagane ke liye.

Nandini : Kya kya chahiye aapko baba?

Nandini hath mein pen aur notepad leti hai.

Gabbar baba : Ghode ke puch ke baal.

Nandini likhti hai.

Gabbar baba : Nakhun. Kutte ke. Chawal. Dane nahi kankar. Ek mari hui chipkali. Ande. Koyal ke.

Chaman : Yeh baba yagya kara raha hai ya pishachini ke liye soup bana raha hai?

Jadhav : I think the second one.

Icchapyaari Naagin Ft. SKZ || CompletedWhere stories live. Discover now