convincing them

411 49 8
                                    

Happy republic day!!🇮🇳🇮🇳

Continued from previous part....

Pratap came near anubhav.

Pratap- kya hua? Baat ki tune usse?

As- karne ka prayas to kiya parantu unhe vivah me koi ruchi nahi hai to bas baat khatam

Pratap- aur tujhe kaise pata ki use is shadi me koi dilchaspi nahi hai?

As- unhone kaha

Pratap- khichai kar rahi hogi wo teri

As- baba jane dijiye na us baat ko

Pratap- accha chal tu bata tujhe pasand ayi ki nahi?

As- haan matlab thik thak hi hai

Pratap- hmm...thik hai hum baat karenge usse..dekhna wo zaroor manegi

As- jane dijiye na baba...chaliye ghar chalte hai

Pratap- chal

They left from there.

Singh's home.

Anubhav went to his room.

Pratap- sunanda! Sunanda!

Maa- ji ayi

Maa- kahiye kya hua?

Pratap- anubhav ne haseena se mil kar baat ki aaj( low voice)

Maa- kyaa?(happily and loudly)

Pratap- dheere bolo anu ko sunai nahi dena chahiye

Maa- sorry sorry

Maa- kya kaha? Dono ne ek dusre ko haa kar di?

Pratap- abhi to nahi par jald hi ek dusre ko haa kar denge

Maa- kuch socha hai kya aapne

Pratap- kuch nahi bohto kuch socha hai..kaan do apna

He told her something jo mai sun nahi paayi.

Maa- plan to accha hai par sach jan'ne ke baad anu bohot gussa ho jayega

Pratap- hoga to dekha jayega filhal tum samdhan ji ko call karke haseena ke chacha se baat karne ke liye kaho

Maa- theek hai

Pratap- hum kamre me jaa rahe hai

Maa- ji

Pratap left and maa called pushpa ji.

On call-

Maa- hello samdhan ji?

PJ- are samdhan ji kahiye

Maa- wo anu ne haseena se baat ki hai to aap haseena ke chacha ji se baat chala dijiye shadi ki

PJ- are waah ye to bohot badhiya khabar sunayi aapne hum aaj sham ko unke yaha jane wale hai to baat kar lenge unse

Maa- ji ji accha ab hum rakhte hai

PJ- ji bye

Maa- bye

Call ended

PJ's place

PJ came to VS.

PJ- lalla

VS- ji amma

PJ- jaldi se gaadi nikalo

VS- kyu amma? Kya hua sab theek hai na?

PJ- haa haa sab theek hai bas tum jaldi se gaadi nikalo

Ks- kaa hua amma? Kaha jane ka baat ho raha hai?

Mohobbat- A Story Of Love And PainWhere stories live. Discover now