chapter 4

159 18 0
                                    

in london,bondita apne friends k sath night club mai hai.vo sub billiyards khel rahe hai.

sohel: hey bondu...aja.

bondita: haa.bus ek phone karke ati hun.

TRING TRING....

anirudh: hellow..anirudh roy chowdhury speaking.

bondita: pati...babu...

anirudh: bondita...

time ruk jati hai.koi kuch nahi bolta.dono k akon se asu aa rahe hai.

anirudh: congratulations bondita.nahi nahi barrister babu bondita roy chawdhury.

bondita: thank you pati babu.per apne vo nahi kaha.

anirudh: kya..nahi kaha bondita??(confused)

bondita: wahi....jo aap humesha bolte hai jab mai kuch accha kam karti hun.

anirudh: kya?(suddenly remember) are hann."bravo bondita.i am proud of you"

they both giggle.

anirudh: ab tum apne sapno ki aur chloge bondita.apne zindegi ka lakshya pura kro.aur humesha yaad rakhna ki mai humesha tumhare sath hun.

bondita: shotti!!!

anirudh: shotti!!!

anirudh: wase ab age ka kya plan hai? apne sapno pe dhyan doge na...

bondita: haan pati babu....

anirudh: wase tumhari cirtificate mila muje.maine dekha.abhi vapus kar raha hun.waha zarurat paregi na?tt...tum...london mai apna practice suru kar dena.(deep down he is cring ki bondita ab usse dur rahenge).mai yaha sambhal lunga sub.tum...tum chinta mat karo.tum bus apne laksh ko pura karo.

bondita: apne vapus bhej dia kya cirtificate.

anirudh: nahi..abhi tak..nahi per tum chinta mat karo kal hi bhejdunga.

bondita: lekin pati babu ager aap kal bhejenge to kamse kam 7 din laggege yaha tak ane mai per mai to ise recive karne rahungi hi nahi.

ani: kyu?

bondita: hann....vo kya hai na pti babu 1 hafte k lie mai apne doston k sath gumne jaa rahi hun.ab itne dino tak pariksha k waja se sub pareshan the to bus socha ki khuch din sukoon se bitaun...aap bad mai hi bhejna cirtificate.mai phone karungi apko jab mai loutungi. (little nervous)

anirudh: thik hai bondita.mai tumhare phone karne k bad hi bhejungi.

bondita: wase pati babu apne kya socha? 1 hafte bad kya karenge?

anirudh: 1 hafte bad kya karunga bondita?mera shayed koi case nahi hai. agle 1 hafte tak chutti hai. to shayed library mai kuch kitab padhungi.per tum kyu puch rahi ho?

bondita: are vo nahi.. 11 tarikh ko kya karenge kuch socha apne?

anirudh: kyu?kkk...kuch... hai kya 23 tarikh ko? (shaking voice).mujhe to kuch yad nahi a raha.

bondita: pati babu ap yeh bhoolne ka natak mujhe yakin dilane k liye kar rahe hai ya khud ko?

anirudh: bondita tum kya bol rahi ho mujhe kuch samajh nahi aa raha. (nervous)

bondita: pati babu mai janti hun.ap sub kuch bhool sakte hai.per apne kaka aur baba k janam din nahi bhool sakte.ab to apna gussa chod dijye.

anirudh: bondita maine pehle bhi tumse kaha hai abhi bhi keh raha hun.mai us ghar mai vapus anhi jaunga jaha mere sapno ki koi kadr nahi karta.mai apne zindegi mai khush hun.aur baba aur kaka ager badlav ko apna nahi sakte to mai bhi unhe nahi apna sakta.

ANINDITA ANOTHER SUN RISEजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें