Siyyapa

132 34 14
                                    

Bela-Chi yeh sab kya hain kitni gand hain yaha par usse saaf kon karega

Mrinal-Mein kar deti hun bela lao

Bela-Arre nahi nahi app kyu taklif utha rahi hian mein kar deti hun

Mrinal-Bela mujhe do mujhe aadat hain

Bela-Yeh lijiye fir

Bela sits on the sofa mrinal cleans the house and sits beside her they both talked with each other for sometime and then mrinal left.

Mahir comes at home and sees bela packing her bags

Mahir-Bela kaha ja rahi hon

Bela-Mahir mein aur tum mere ghar par ja rahe hain mein ab yaha par aur adjust nahi kar parahi hun isiliye socha hain ki hum dono ek saath mere ghar par rehte hain I know ki tumhe bura lagega yeh sunke

Mahir-Bela lekin chalo thik hian chlate hain fir

Bela-Hm.

They reached bela's house and rings the doorbell shahzin opens the door

Bela- Abba ammi kaha par hain

S-Woh khana bana rahi hain tum dono andar aao

They both enters inside

Bela-Ammi abba hum dono ne socha hain ki aajse hum yaha par rahenge kyuki mein mahir ke ghar mein adjust nahi kar parahi hun aur upar se woh chota ghar hain aur thoda slum type hain toh

Ammi-Han bela tu reh sakti hain ap kya kehte hain

S-Mujjse puch kar bhi shadi ki tumne

He leaves from there bela looks down mahir keeps a hand on her shoulder she looks at him he blinks his eyes

They comes to bela's room she took her clothes and leaves to washroom

Mahir jumps on the bed

Mahir-Kitna mulayam hain yeh bilkul jesa mujhe chahiye tha bela khan tum aakhir meri biwi ban hi gayi woh bhi pure tarike se haha mahir tum bela ke ghar par aa hi gaye aur wo bhi lifetime ab tumhe kuch bhi karne ki jaroorat nahi hain ab bas ek aakahri kaam bacha hain bela ko manana usse apne pyar mein duba dena aur uski pehli shurwat abse hogi fir kuch bhi mehnat bina kiye baghair mein apni zindagi aaram se bita sakta hun

Bela comes out wiping her hairs she was wearing a white shirt and shots mahir's mouth was opened he comes to her bela was busy in wiping her hairs while looking at the window mahir comes and stood behind her bela turned her head and looks at mahir he holds waist and pulls her close to him bela was looking into his eyes he took the towel from her hands he wipes her hairs he was coming close to her bela sense it pushes him she runs inside the washroom again mahir threw the towel on the bed and smirks he again lays on the bed.

Mahir-Kitni bholi ho tum bela mere bas itne kareeb aane se tum itni sharma gayi pata nahi aage kya hoga vaise tum apne apko bohot chalak samjhti hon lekin tum ho nahi

Bela comes out and leaves downstairs she was eating something mahir comes downstairs and sits beside her she looks at him and then looks at the food zubera was looking at them while serving food bela completed her lunch and left to her room.

After 4 months bela's friends were at her house bela was talking with them Mahir comes there bela's one friend was being over friendly with mahir bela wasn't liking her behavior her all friends were married accept that girl bela tells mahir to go upstairs after some time her friends left bela comes to her room she holds mahir's collar and pulls him to her.

Bela-Kya horaha tha niche uske liye coffee kyu banayi tumne mujhe toh 4 mahine mein ek baar bhi nahi di aur kya baaten kar rahe the tum dono

Mahir-Arre arree itna ghussa bela mahir sehgal ab toh accept karlo ki tum mujhse pyar karti hon kyu nahi kar rahi hon thak gaya hun mein aur rahi baat tumhari dost ki toh woh hi mujhse chipke ja rahi thi toh mein kya karta

Bela-Mujje kuch nahi pata tumhe abba bula rahe hain office mein aur ho sake to humare company mein kaam karo

She leaves from there Mahir leaves to office at night he returns he sees that bela is not in the room he closes the door

Mahir-Ab yeh kaha chali gayi ab kya is ko manana bhi padega

Bela comes out wearing a shirt she was looking smoking hot with red lipstick she was wearing shots tonight she was slowly coming to mahir bag fell from his hand bela picks it and threw it on the couch she held mahir's arms amd was looking into his eyes.

Mahir removes his tie and opens few buttons of his shirt bela was opening his shirt she lays on the bed mahir jumps on her he holds her hands pinning them to the bed bela looks into his eyes he kisses her forehead bela closes her eyes.

Mahir-Acha ab pyar bela ko dikhane ke liye yeh bhi karna padega kar leta hun usse bela ko mujhpar pura bharosa ho jayega Aur bela bhi fir mujhpar bharosa karegi Mahir teri life toh set ho jayegi

He closes the lamps

Next morning both were naked laying under a single sheet mahir was resting his head on his hand he was looking at bela she was sleeping he caresses her cheek she moves mahir removes his hand

Mahir-Bela mein tumhe dhoka nahi dena chahta tha lekin kya kru jo sukh aur shanti mujhe chahiye woh tumhare pass hian isiliye ab tumhare ghar mein rehna hain toh itna toh banta hian vaise kya farak oadta hain bela hum dono zindagi bhar khush toh rahenge mujhe joh paise chahiye the wo mil jayenge aur tumhe tumhara pyar sojao bela khushi se sojao

He gets up and leaves to washroom bela wakes up after some time she holds the sheet close to her chest she smiles she hears water's sounds and realised mahir is inside the washroom she blushes and enters inside mahir sensed that bela is inside but he continues bathing bela comes close to him and hugs him from behind

After some time they both come outside bela was wearing a saree

Mahir-Kya hua bela kal se tum bohot sharma rahi hon

Bela-Esa kuch nahi hai acha bataiye na apko kya khana haim Mein apke liye bana deti hun

Mahir-Tum I mean makhan se lapete hue parathe

Bela-Abhi bana deti hun

They all had breakfast shahzin and mahir were going to office mahir was going to sit in car he got a call from shaksham

Mahir-Kya hua are ese kyu bol raha hian meine pehle bhi kaha tha na ki mein bela se koi pyar vyar nahi karta hun uske pas paisa hain lekin aur paisa mujhe kitna pas and hain yeh toh tu janata hain na aur bela ke pass hain tumhe toh oata hain na ki shadi ke din meine kitni planning ki thi kya galat hain kuch galat nahi hain wo bhi khush aur mein bhi pyar haun ya nahi hain usse koi farak nahi pasta aur vaise bhi woh toh aamir hian na toh unko toh vaise bhi nahi padta hain ha jana padta hain office lekin thoda kaam karta hun dikhane ke liye nahi toh shak bhi ho sakta hain bela ko aur uske mummy papa ko chal chalta hun ha bhabhi kesi hian acha han bye khyal rakh

Bela-Mahirr she shouts loudly

He looks behind she was standing with his tiffin

Flashback

Bela-Arre tiffin dena toh bhul hi gayi mahir tiffin are yeh toh bahar hi hain acha hua ki nahi gaye

She comes running to him and hears whatever he confessed.

Flashback ends

Vote and comment
Ignore grammatical errors

Soulmates Shots Ft.Behir ✅Kde žijí příběhy. Začni objevovat