💔+💔=❤️=💔

346 45 20
                                    

Bela-Mohnish kaha jarahe hon wo bhi itni raat ko aur dekho bahar barish bhi kitni horahi hain

Mohnish-Mein jara aata hun bela tum fikr matt karo wo mere ek dost ka call aaya tha toh mujhe uske ghar par jana padega uski maa aksar bimaar rehti hain tum aur Manish ghar par hi raho mein shayd kal subah tak aajaunga

Bela-Thik hain lekin mujhe agar time mila toh phone kar lena suno tum vapas to aajao ge na mujhe pata nahi kyu

Mohnish-Bela tum chinta matt karo mein jaroor aaunga

He left bela closed the door and comes to the room she laid beside manish he was 1 and half years old she patted his stomach he slept bela was awake all the night waiting for her husband's call she was changing her sides again and again at last she slept after fighting with her heart and mind.

Next morning at 7:12 am someone rang there door bell and bela woke up she understood that hee husband is back she opened the door and few police officers entered inside along with few hospital staff they brought a stretcher they kept it down bela was looking at it.

Police-Ji madam inko janti hain app yeh mohnish ka hi ghar hain na

Bela-Ji .....ji ..ky...a hua inspector

Police-Apke pati hi hain na inki body hume nadi kinare mili aaj subah 5:40 baje humne inka saara saaman baramat kiya hain apko police station aana padega murder hain ya suicide iski abhi jach horahi hain kisi ke saath koi dushmani kisise abhi ke dino mein jhagda koi buri adat apko police station aana hain aur haan ek baar dekh lijiye ki yeh apke hi pati ki hain na sonavne uchal tyala (remove the white cloth from the dead bodies face)he removed it and bela comes ahead she fell down on her knees Bela's parents arrived mohnish was a orphan her mother swati held her Bela's father Ramesh completed the paperwork he left to police station and told everything to the police he comes back home the body was taken for a postmortem they all were sitting on the sofa.

Swati-Bela tu thik toh hain na tujhe

Bela-Maa mein thik nahi hun mujhe kuch nahi hua hain agar mein hi rote rahu toh manish kiske pass dekhega wo bohot chota hain maa mujhe mohnish ese adhe raste par chod kar chala gaya hain ab mujhe hi khada hona padega meine kaha tha kal raat mohnish se maa ki matt jao lekin usne meri baat nahi mani kisiko saath kabhi bhi jhagda nahi kiya tha usne sabse achi tarah se baat karte the wo lekin

Swati-Bela tu chinta matt kar tum sirf ab khud par aur manish par dhyan do mein aur tumhare papa sochte hain ki kya karna hain tum naha dho lo hum thodi der mein baat karte hain jao beta apne kamre mein jao.

Bela-ok maa

She entered inside the room and fell on her knees she started crying holding there wedding frame she brought it closer to her heart

Bela-Maa papa apke samne nahi ro payi mein nahi ro payi mein mujhe apko nahi dikhana tha ki mein kamzor hun bohot kamzor hun mujhme itni himaat hi nahi thi ki mein apko bata saku mujhe kuch samjh nahi aaraha hain ki mein kya karu koi rasta nahi bacha hain mujhe apki madat leni padegi mein ap logon par bhoj nahi banana chahti hun maa papa fir bhale hi ap mere parents kyu na ho mere pass ek chota bacha hain aur mein janti hun ki mein usse nahi sambhla paungi.

She slept she heard her son's crying voice and feed him milk he again slept she removed her mangalsutra and left to take a bath.

Man-Hata diya meine usse raste se sala kamina uski himmat bhi kese hui mujhe dhokha dene ki

He laughed.

______________________________________

Vote and comment
Ignore grammatical errors

Hope you all like it

Votes-35+
Comments-30+

No copy No repost🚫

important note for readers

This is very sad story so read only if you're comfortable no hate comments other wise you will be blocked.

Meet you in the next complete the target.

Bye!!

Shweta

Soulmates Shots Ft.Behir ✅Nơi câu chuyện tồn tại. Hãy khám phá bây giờ