Praniti : Sab h kahan

Servent : choti mamsab office me h aur malik malkin bazar gaye h

Praniti : acha thik h aap yahin dawai rakh dijiye

Servent : ji, aur ye apke liye chitthi aayi h

Praniti : chitthi?? Kisne di

Servent : pta nhi

Praniti : acha aap jaiye

Note : pata chala tabiyat kharab h tumhari... Ab kesi ho... Ye sab mere wajah se ho rha h na meri baton ka itna bura laga... Sry... Agar maaf kar di ho to rply dena..
Tears escape from her eyes......

Praniti : mene kasam to leli par main khud ke dil ko kese samjhau ki pravin se dur rehna h... Dil kuch aur kehe rha h aur dimag kuch aur kya karun...

next day....

Praniti : main ja rhi hun training pe...

Megha : kahan ja rhi h tera bukhar ab tak utra bhi nhi h...

Praniti : are main thik hun

Megha : nhi nhi nhi tu kahin nhi ja rhi h

Praniti : are plz jane do na... Bas ek hi hafte ki baat h... Phir mujhe training ka certificate mil jaega aur wo mere collage me kitna kam ayega pata h...

Megha : thik h ja

Praniti : thank u love u 😘

In the evening...

Praniti : chalo mera kam to ho gaya... Mujhe ab Pravin se baat kr leni chahiye unhe lagta h ki unke wajah se meri halat kharab hui h...

She call him.... But phone didn't connect

praniti : ye to apna phone switch off kr ke bethe h... Ab main kya hi reply dun inke wo ajib se letter ka🤦‍♀️

After some time a boy came and give her a letter

Boy : didi ye apke liye

Praniti : mere liye!! kisne di?

Boy : pata nhi aap ye rakho

Praniti : are ruko meri baat to suno

Praniti : ek aur letter

Praniti idhar udhar dekhti par use koi nhi dikhta

Letter : tumahara reply mujhe mila nhi... Main samajh gaya tumhe mujhse baat nhi krni... Thik h bye...

Praniti : hey bhagwan ek bar letter bhejne se pehle phone to check kr lete... Ab main inhe letter likh ke rply nhi dene wali... Qki mujhe letter likhna nhi ata🙄... Koi nhi kal baat kr lungi...

Next day....

Pravin apna car start kr hi rha hota h ki tabhi praniti ake car me beth jati h...

Pravin : tum

Praniti : mujhe studio tak drop kr dijiye

Pravin : thik h

There were entire silence

Pravin : sor...

Praniti: isse pehle ki aap kuch bole mujhe apse shikayat h

Pravin : kesi shikayat

Praniti : kal mene apko 15 calls aur 7 msgs kiye... Par apka no reply..

Pravin : wo....

Praniti : rukiye meri baat ab tak khatam nhi hui h.... Aur dusri chiz ye letters.... Kya aap kal se ye letter letter khel rahe h ek to apki doctry wali handwriting ufff.... Use padhne me hi adha ghanta lagta h.... Mujhe samajh nhi ata sab doctor ki handwriting ese q hoti h.... Upar se aap mujhe rply krne bole are kabhi phone bhi dekh liya kijiye kya pata apko kuch msgs mil jae... Ab aap ye mat boliyega ki mera rply ek letter me expect kr rhe the...

Pravin : actually.....

Praniti : actually.... Kya

Pravin : main yahi expect kr tha tha tum letter bhejogi

Praniti : wahh... Main aur letter impossible

Pravin : 🙄

Praniti : i am sorry...... Wo uss din mene ghuse me aake kuch jyada hi rudly baat kiya....

Pravin : nhi tumhe mafi magne ki zaroorat nhi.... Tumhara ghussa hona jayaz h... Mafi to mujhe magni chahiye.... Bina tumhari feelings jane kuch bhi bol diya

Praniti : nhi isme apki koi galti nhi.... Ye to dil hi esa h jo kabhi bhi kisi ke liye bhi feelings bana leta h.... Khair ye sab chhodhiye hum ache dost the...hai...aur hamesha rahenge....

Pravin : hnn

Praniti : acha to main chalti hun

Pravin : praniti

Praniti : hn

Pravin : tum mujhse ghussa to nhi ho na

Praniti : nhi bilkul nhi

Pravin : pakka na

Praniti : hey bhagwan kese batau apko ghussa nhi hun..... Acha aap na aaj mere ghar dinner pe ayiyega shayad isse apko lage main ghussa nhi hun

Pravin : par

Praniti : ab aap mana mat krna

Pravin : acha thik h

Both smile and leave....

coffee sips: feeling of l♡veTahanan ng mga kuwento. Tumuklas ngayon