SIGNIFICANCE OF JAGATMATA

692 68 19
                                    

"Mata, yeh batayiye ki Mahadev se vivah ke baad jeevan mei kaisa parivartan aaya ?" Amarsri asked purposefully.

"Aisa lagta hai ki sampurn jeevan hi badal gaya. Unse vivah kar bahut bada uttardaitwa mila hai, ab mai jagatmata jo hogayi hu." Mata Parvati said.

"Ek shan rukiye, kya aapko lagta hai ki Mahadev jagatpita iss liye aap jagatmata hai ?" Amarsri asked. Mata Parvati nodded.

"Mata, aap Adi-shakti hai." Amarsri said.

"Mujhe yeh baat gyath hai ki mai Adi-shakti hu." Mata Parvati said.

"Aapko yeh gyath hai ki aap Adi-shakti hai, kintu kya aapko yeh gyath hai ki Mata Adi-shakti kaun hai ?" Amarsri asked, Mata Parvati looked at her confused.

Suddenly a deer wandering by, seeing the two goddesses the animal came towards them and bowed. Both the goddesses knelt down to pet it.

"Aapko pata hai Mata, mrigh van-van bhatakta hai kasturi ki sugandh ko dhundh huye, kyuki usse nahi pata ki kasturi ussi ke naabhi mei sthit hai." Amarsri said.

"Tum mujhe kya sanket de rahi ho ?" Mata Parvati asked.

"Mai kaun hoti Parashakti ko sanket dene wali ? Yeh shrishti aapki iccha se rachit hai, mai bhi aap hi ke iccha se rachit hu. Jo hoga woh aapki iccha se hoga." Amarsri said.

"Kaun hai Adi-para Shakti ?" Mata Parvati said.

"Shrishti ki rachna ki hai unhone, param shakti hai woh, yeh sansaar unhi ke urja se chalta hai. Sabki Mata hai woh, Tridevo ko bhi unhone hi utpan kiya hai, aur unhi ke aadesh se mera aur Shreeshaktiswar ki utpatti huyi hai. Wahi Tridev hai aur wahi Trideviya, iss sansaar mei aisa kuch bhi nahi jo Mata Parashakti nahi." Amarsri said.

Mata Parvati intently listened fell into deep thoughts.

"Mata Laxmi Adi-shakti ka maya swaroop hai, Mata Saraswati Adi-shakti ka Vidya swaroop hai. Mai, Harihareshwari, Harihar ki shakti, bhi Adi-shakti ka santulit swaroop hu. Shreeshaktiswar bhi Adi-shakti ke hi swaroop hai. Jagat mei sab Adi-shakti hi toh hai."

Mata Parvati looked at her, a little confused by her words.

"Arrey ! Baato mei pata hi nahi chala kitna samaye beet gaya, mujhe ab agya dijiye. Pranam." Amarsri said.

"Kalyanamstu." Mata Parvati blessed.

Amarsri gave her a smile before leaving, and went where Srinav and Mahadev were standing alongside Suvarchas.

"Maine Mata ko Devi Adi-para Shakti ke baare mei bataya, kintu fir bhi unhe kuch smaran nahi huya." Amarsri said.

"Toh Mata ko sab kaise smaran hoga ?" Srinav asked.

"Tantra vidya se." Mahadev said.

□□□□□□□□□□□□□□□□□□□□
A/N

YOU KNOW WHY MAHADEV CHOSE TANTRA VIDYA ???

BECAUSE WORSHIP OF MATA SHAKTI COMES UNDER TANTRIC PRACTICES, WHICH NEVER WENT HAND-IN-HAND WITH VEDIC PRACTICES.

So a question might have popped once in everyone's mind that who is the Paramaatma. Is it Narayan ? Mahadev ? Mata Shakti ? Or a completely different entity ?

Let me tell you who Paramaatma is based on heavy research.

The Supreme soul of the universe is a formless, genderless, Nirgun deity. Who according to different needs and situations appears as different beings.

Sometimes Paramaatma will appear in the form of Narayan/Krishna, sometimes as Mahadev, sometimes as Mata Adi-para Shakti, sometimes as Mahaganpati while other times as Mahakali.

They all are different forms of Paramaatma, present in the universe for different needs, like Sanchar, Sanghar, Rakshan, Rachna etc.

So those who say Narayan is Paramaatma are not wrong nor are the ones who say Mahadev is Paramaatma or Mata Shakti.

This is also the reason why despite they themselves being gods worship each other. Like Narayan worships Mahadev, Mata Shakti worships both Narayan and Mahadev and vice versa. Because they all are different forms of Paramaatma.

That's why we sing - Kabhi Ram ban ke Kabhi Shyam ban ke chale aana prabhu ji chale aana.

HARIHARESHWARI 6 : BHAYEMEVASTI SHATRUHA Wo Geschichten leben. Entdecke jetzt