THE UNBELIEVABLE LOSS

Start from the beginning
                                    

DEBU : AUR BOLO .

SHIV , DEV : JAI BHOLENATH..

DEBU REMEMBERS VARIOUS MEMORIES OF HIMSELF AND SHIV HIS EYES GETS FILLED WITH TEARS THEN AFTER A FEW MOMENTS HE GOES TO HIS BED AND FALLS ASLEEP.

IN THE MORNING:
EVERYONE IS AT PARILOK .

DEBU : RANI PARI AAP KAISI HAI AB ?

R.P : MAIN THIK HU BALVEER PAR SHIV KAHA HAI ?

TANYA : MA WOH..

ANU : RANI PARI US GADDAR KE BARE MEIN HAME BAT NAHI KARNI .

R.P : ANANYA SHIV GADDAR NAHI HAI AAP SAMMAN SE BAT KARE WOH YAHA KA RAKSHAK HAI.

VIVAN : RANI PARI RAKSHAK NAHI HAI WOH.

RANI PARI : KYA ? MAINE KHUD UNHE RAKHSHAK BANAYA HAI . TANYA TUM BTAO.

TANYA : WOH MA MAINE USE RAKHSAK PAD SE HATA DIYA .

RANI PARI : AAPNE HATA DIYA ? AAP AISA KAISE KAR SAKTI HAI RAJKUMARI PARI . AUR USKA ADHIKAR  PARILOK PAR UTNA HI HAI JITNA KI TUMHARA HAI .

TANYA : MAA AAP EK GADDAR ASUR KO  RAJPARIWAR KE SAMANYA ADHIKAR KAISE DE SAKTE HAI ? WOH GADDAR HAI MA GADDAR ..

R.P : TANYA.....(SLAPS TANYA).

TANYA : MAA AAPNE (SOBS) EK ....GADDAR KE LIYE......PARAYE KE LIYE .... MUJHPAR HATH UTHAYA ?

R.P : PARAYA ? GADDAR ? TANYA JAB AAP NAHI THI MERE SAHARR KE LIYE AUR BALVEER BHI LAGBHAG MAUT KO PRAPT HOCHUKA THA ... TAB USNE MERI JAAN BACHAYI THI .

AAPME JITNA SAMARTHYA HAI WOH USKE SHIVPUTRA RUP MEIN AAPSE 10 GUNA JYADA HAI .........

TANYA : TOH WOH HAR KAISE GAYA HAMSE ?

R.P : USNE HAAR SWIKAR KI TANYA NAKI HARA .....USNE TUMPAR WAR HI NAHI KIYA HOGA..

DEBU : PAR R.P AGAR SHIVPUTRA ITNA BALSHALI HAI TOH USKO HAMARI KYA JRURT.

R.P : SHIVPUTRA KA JO BAL AAPNE DEKHA HAI WOH USKI SHAKTIYON KA BAS 1/4 HISSA HAI ....BALVEER . .. AAPLOGO NE YEH KYA KARDIYA.

DEBU : EK GADDAR LO SAJA DI AUR DHARTI KA KHATRA KAM KIYA ....

R.P : KAM NAHI BADHA DIYA .

DEBU :MATLAB....?

R.P : MATLAB YEH KI......................

Scene shifts to kailash parvat .

Ravan : ahh mera sir .. ( gets up and starts walking note that he was wounded due to falling from parilok )
Bhaiya ? Kaha ho aap

VEER : RAVANA MAIN YAHA HU .

RAV : BHAIYA SHIVAY BHAIYA KAHA HAI ?

VEER : WOH MEDITATE KAR...........KYA HUA TUJHE BHAI ??

BEFORE VEER COULD COMPLETE HIS SENTENCE RAVANA STARTS TURNING INTO A DEMON .
P.S IN THE BELOW ALTHOUGH ALL CHARACTERS ARE IN THERE RESPECTIVE PLACES AND ITS LIKE AN DIALOGUE MERGE . VEER CALLS FOR SHIVAY.

VEER : SHIVAY KYA HUA ISE ?

SHIVAY : YEH AB

R.P ( IN PL ) : ASUR(DEMON ) MEIN BADLEGA

SHIVAY : DEV NE ISKI ANDAR KI SHAKTIYA NIKALI

R.P : JISSE USKE POSITIVE ENERGY BHI AB NAHI RAHI

SHIVAY : AUR AB  USKI NAKRATMAK SHAKTIYA USPAR HAVI HOGI

R.P : AUR HO SAKTA HAI WOH AB SABSE BADA KHATRA BANE

SHIVAY : DHARTI KE LIYE .

VEER : TOH HAM ISE KAISE ROKE ?

R.P : MAUT SE BHI NA HARE

SHIVAY : AISA ASUR HAI WOH

R.P : KAAL JISKE WAS ME HO

SHIVAY: USKE PUTRA KO KOI KAISE ROK SAKTA HAI ?

R.P : USE SIRF EK HI VYAKTI ROK SAKTA HAI

SHIVAY: AUR WOH HAI ....

R.P :  WOH KHUD.

DIALOGUE MERGE ENDS.

RAVANA WAS IN HIS ORIGINAL FORM.

RAVANA WAS IN HIS ORIGINAL FORM

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

KAILASH PARVAT  :

RAVANA : AHH....... HAAAAAAAAAA........YAHHHHHHH ( SHOUTING SPREADING HIS HANDS TRYONG TO CONTROL HIS NEGATIVE EMOTIONS)

SHIVAY : BHAI .... SHANT HOJA .... SHIVPUTRA HAI TUH BHAI.....

RAVANA : SHIVPUTRA ? MUJHSE MERA NAAM CHUNLIYA GAYA HAI SHIVAY BHAIYA......

VEER : NAHI SHIV... NAAM KHUD BANAYA JATA HAI KOI DETA NAHI HAI ......

SHIVAY  : HA SHIV AB TUJHE KHUDKA NAAM KHUD BANANA HOGA SHIVPUTRA NAHI PAR HAMARE BHAI KO WAPAS ANA HOGA.....

RAVANA : ( SITS AT HIS PLACE CLOSING EYES ) .....OM NAMAH SHIVAY......(CHANTING)

SHIVAY : VEER HAME TAIYAR HONA HOGA KYUNKI AB KUCH BHI HOSAKTA HAI.....

VEERLOK :

VIVAN : TOH AB KYA KARE HAM ?

DEBU : EK TARAF KAAL DUSRI TARAF SHIV...RAVANA BHI ....

ANANYA : HAME PURI TARAH SE TAIYARI KARNI HOGI..

TANYA : SHAYAD ..........

SOMEONE ENTERS :

SM1 : DHARTI KE KHATRE MEIN HAMARA MAYARAJYA BHI AAPKE SATH HAI...

ANU : KAUN HO TUM ?

DEB : ASHI ?

TO BE CONTINUED

BALVEER RETURNS FANFIC Where stories live. Discover now