CHAPTER-73

2K 207 14
                                    

Sana sat beside sid but didn't looked at him.
Sidharth hold her hand in his grip and put both of entangled hand on his chest and said I'm sorry jo kuchh bhi hua hai us sab ke liye mein kabhi nanhi chahta tha yeh sab ho lekin sab kuchh meri bash mein nanhi tha mein chah ke bhi kuchh nanhi kar paya .

Sana knew what is he talking about and she know ki Sidharth khulke kuchh nanhi batane wala aur na hi ab usse kisi bhi clarification ki jarurat hai haan wo gussa hai abhi bhi uske liye jo kuchh bhi hua lekin wo dekh hi nanhi ki uski Sidharth wo guilty pe tadpe jo kaam usne kiya hi nanhi ho.

She tried to freed her hand from his grip but he didn't left her hand and tighten his grip and said.
Naraz ho pata hai mujhe aur narazgi ka wajah mein khud hi hoon pata hai...
Ashok uncle entered the cabin and they parted their hands.

AS- lunch kar liya tune achha hai ab thoda sa rest kar le Sidharth.

Sid nodded and Shehnaaz helped him to slept on the bed.

AS- hum yahin hain Sidharth kuchh bhi jarurat ho to bulana hai thik hai.

Sidharth smiled and closed his eyes.

Ashok uncle also sat on the couch and put his head in the back of sofa with closed eyes.

Sana sat beside sid and caressed his hair and sid knew because he just closed his eyes he is not slept yet.

Sid pov: mein chahti to hoon ki dadi ke baat man kar tumhe sab kuchh sach bata dun lekin himmat hi nanhi kar paa raha hoon ki tumhe kuchh bataun. Aaj bhi tumhari aakhon mein wo care hai mere liye jo humesha se tha par mein abhi wo care deserve hi nanhi karta jaana.
a tear drop fall out from side of his eyes and sana noticed that and she knew he is not slept.
She caressed his hair and bend down towards his eyes and kissed both of his eyes and said in whisper so jaiye aap aapko rest karna hai abhi.

Sidharth listened her and slept he is tired tired of things happen in their life ,tired of his own feelings, tired of his own guilty.

Sana just looked at him all the time.

--
Night passed it's a new morning with new hope for all of Sidharth's family members.

Dadi- Rita wo log nikal chuke hein ab tu jaldi kar le .

Rita- haan ma sab kuchh thik to hai aur sara khana Sidharth ka pasand ka hi hai wo bhi healthy wala ab app thoda santi se baith jaiye.

Dadi- nanhi ab tu Sidharth ko aane de ab to santi se tab baithungi jab mera pota ko khus dekhungi.

Anu- dadi aa gaye wo log jaldi aaiye.

Dadi- haye aa gaya mera ladla Rita la aarti ki thali laa.

Dadi did his aarti and started sobbing seeing him in a wheel chair.

Sana entered  with Sidharth and they all came to hall.

Sid- dadi aap ro kyun rahe hein dekhiye na mein sahi salamat aa gaya aapke pass.

Dadi- Ashok yeh wheel chair kyun.

AS- maa wo fracture ki wajah se chalne mein thoda problem hai Sidharth ko to isliye aap tension mat lijiye 2 hafte mein plaster nikal denge doctor ne bola hai.

DARMIYAN (COMPLETED)♥️Where stories live. Discover now