CHAPTER-25

2.2K 205 6
                                    

Sid looked at his phone and he is surprised to see the caller name and pick up the call.
Sid- hello.
Sana- hellooo.
Sid- Shehnaaz!
Sana- mujhe kuchh baat karni thi.
Sid- bolo sun raha hun.
Sana- nanhi phone pe nanhi.
Sid- sab thik hai na mein aaun wahan ?
Sana- nanhi sab thik hai mujhe aap se kuchh baat karni thi kal office ke baad milte hein.
Sid- thik hai .
Sana cut the call.
Sid lost in his thoughts
Isko achanak se kya ho gaya
Kya baat karni hai.
Thik hai ab to wait karna padega.
..
Manu- tu kal usse milne jayegi.
Sana hummed.
Manu- kya socha tune
Haan kahegi usse.
Sana- maine kuchh nanhi socha jo dil mein aayega wo keh dungi.
Manu- Sana mein hoon tere saath humesha ki tarah aur mein bol rahi hoon Sidharth tere liye bilkul sahi hai.
Sana nodded and said chal nind aa rahi hai mujhe.
They slept.
..
Sidharth entered the office when he saw Shehnaaz talking with aadi so he goes towards them aadi wish him good morning Sidharth also reply him back and look at Shehnaaz who lost in the file only.
Sid in his mind-
Ab to ek ek minute bhi nanhi kar rahi aisa lag raha hai jaisa time aage badh hi nanhi rahi hai.
..
Shehnaaz entered his cabin
Sana- sir Ashok sir bula rahe hein.
Sid- thik hai.
Sana turns to go when sid stopped her
Sid- ruko.
Sana- ji .
Sid get up from his chair and walking towards her and stand infront of her.
Sid- r u alright?
Sana- yes sir.
Sid looked at her and said chalo.
..
Sana called Manu
Sana- tu sidha ghar chali jaa .
Manu- tu?
Sana- mein kam khatam karke aa jaungi .
Manu- mein saath chalu ?
Sana- nanhi mein Sambhal lungi tu tension mat le .
Manu- thik hai kuchh bhi ho mujhe call karna thik hai.
Sana hummed and cut the call.
..
After office hour all the employees are gone.
AS- Sidharth yahan kyun khada hai.
Sid- dad aap chale mein aata hun ek dost ko milna hai .
AS- thik hai .
As left.
After sometime Shehnaaz comes outside and comes towards Sidharth.
Sana- chale.
Sid- chalo.
They are sitting in the car with pin drop silence.
When Sidharth put his hand on her and squeezed it a little and sana looked at his eyes . He blink his eyes.
Sana guide him towards the destination.
After 30 minutes of drive they reached at a isolated place . There is some people it's an isolated place in the bank of sea.
They get down from the car and started walking.
Sidharth followed her and she take the lead.
After sometime of walking they reached at the bank of sea and sana gesture sid to sit on the bench.
Sidharth sat there and said
"Tum bhi baitho".
Sana also sat down there.
Both of them are not saying anything there was a silent with the only sound of wave.
Sana looked at the wave and Sidharth looked at her.
After 15 minutes of silent Sidharth hold her hand and said Shehnaaz thik ho tum.
Sana looked at him
And asked yeh nanhi puchhenge ki mein kya kehna chahti thi aapko in a puppy face.
Sid- nanhi puchhunga kyunki mujhe pata hai tum khud mujhe bataogi jab bhi tumhari man karega.
Sana smiled at him and said.
Kitna saanti hai na yahan.
Sid looked at her and hummed.
And Sidharth also looked at the wave.
After sometime Sidharth felt some weight on his shoulder and saw that Sana leaned on his shoulder and he just froze and felt some wetness on his shoulder . He then realised that she is crying he then called her name desperately.
Sid- Shehnaaz Shehnaaz look at me ro kyun rahi ho thik ho na tum .
Sana clutch his bicep and said aap itna achha kyun hai .
Mein jab bhi apne dil mein yeh sochti hoon ki mein aapse dur rahun aap humesha mujhe aur ek wajah de dete hein aapke kareeb Jane ke liye.
Mene dil mein bahat socha aapse dur rahungi , aapke bare mein nanhi sochungi, lekin nanhi aisa kuchh nanhi hua dur jaane ke wajah mein aapko jyada kareeb paya .
Aisa kyun.
Sid- yeh jawab to mujhe bhi pata nanhi lekin tum mujhse dur hona kyun chahti ho Shehnaaz. Mujh mein kuchh kami hai Shehnaaz aur mein tumhe pasand nanhi hoon.
Sana- wahi to problem hai Sidharth ki aap mein kuchh kami nanhi hai balki wo sab hai jo ek ladki ko apne partner mein chahiye.
Sid- phir kyun.
Sana- kyunki mein in sab ka kaabil nanhi hoon Sidharth jo aap mujhe dena chahte hein.
Kyunki jab koi cheez mujhe pasand aaya hai wo meri kab hui hi nanhi aur to aur bahat dur chala gaya hai mere se.
Aur mein nanhi chahti hoon ke aapke saath aisa kuchh ho.
Sid- yeh kya keh rahi ho Shehnaaz.
Sana- sahi bol rahi hoon yahi sach hai aap humesha yeh poochte hei na ki mere dil mein aapki kya jagah hai ya mein aapke baare mein kya sochti hoon.
Sid- hmm
Sana get up from his shoulder and looked at his eyes and said sunenge aap meri dil mein wo jagah le chuke hein jo jagah ke bare mein mujhe kuchh pata nanhi tha.
Mujhe pata hi nanhi chala kab aap itne kareeb aa gaye mere .
Sid hold her face in his palm and Sana started crying aur yeh mujhe aaj pata nanhi chala hai mein yeh sab pahle hi mehsoos kar liya tha ke aap mere dil mein ghar kar chuke hein lekin apne aapse Darke mein kuchh nanhi kehna chahti thi.
Par aaj mein kehna chahti hoon kyunki zindagi bhar aisa nanhi hoga ki aap mere jawab ka intezar karenge aur mein sochti reh jaungi.
Isliye maine yah sab close karna chahti hoon.
Haan aap bahat important ban gaye hein mere liye. Zindagi ban chuke ho aap meri.
Ab mein mujhse pehle agar kiska baat sochti hoon to wo aap ho.
Bahat kosis ki maine yeh sab na hone ka lekin yah mera control mein nanhi tha sab kosis bekar gayi aur wo sab ho gaya jisse mera dar tha pyaar kar baithi hoon aapse mein .
Sidharth shocked to listen her confession. And he got so happy and said holding her face.
Sid- Shehnaaz phir to achhi baat hai na yeah phir ro kyun rahi ho.
Mujhe pata tha tum kholke mun se to nanhi bolti thi par tumhari aankhon ne sab kuchh keh diya tha mujhe pehle he hugged her but she didn't reciprocated .
Sana- lekin yeh sahi nanhi hai .
Sid- kyun nanhi hai yahi sahi hai.
Sana- nanhi mein aapko khona nanhi chahti hoon .
Sid- aur jab mein yeh keh raha hoon ki mein tumhe kabhi chhodne nanhi jaunga tab bhi.
Sana- aap pe bharosa hai apni luck pe nanhi hai . Mere luck mein khusi hai hi nanhi kuch na kuch ho hi jata hai .
Sid- kuchh nanhi hoga aisa isbar.
Sana looked at his eyes .
Sid- Shehnaaz mere pe bharosa rakho kuchh nanhi hoga waisa mein kahin nanhi jaunga chhodke.
Sana- aapke upar bharosa hai mujhe .
Sid- bas iss bharosha humesha rakhna sab kuchh thik hoga mujhe yeh to nanhi pata ke tum kyun aisa bol rahe ho but Shehnaaz maine pehli baar kiske liye yeh sab feel kar rahi hoon mujhe aisa lag raha hai ke jaise tumhare bina koi zindagi hai hi nanhi.
I love you Shehnaaz I love you a lot .
Sana- I love you too.❣️❤️.
And they hugged each other.
They stay hugging each other for sometime with a blissful smile on their face with happy tears.
..
After sometime sana broke the hug and said yeh jagah dekh rahi ho .
Sid- haan bahat khubsurat hai.
Sana- haan bahat jyada. Yahan mein pehle mere mumma ke saath aayi thi and her eyes got moist.
___________
❣️
So finally confession ho gayi dono side se ...
💃
I hope ke aap logo ko story achha lag rahi hai . But I want ur suggestions also kindly press the star 🌟 button.
Mein kabhi yeh vote aur comments ke liye nanhi suru kiya tha lekin aap logo ki vote aur comments ke liye bahat achha feel hoti hai sachhi.
To kardena bas aur jo log mere sare chapter mein vote aur comments kar rahe hein I love you all in a positive way.
Thank you 💗❣️.
❣️

DARMIYAN (COMPLETED)♥️Место, где живут истории. Откройте их для себя