roshni stays in juniad manzil

219 23 3
                                    

       Roshan left to roshni house Aman enters roshni house and sees how big it is.
Aman:wow kitna bada hai.
Roshni:acha tum yaha raho mein packing karke ati hun.
Aman:arey mein bhi tumhari madad karunga.
        They went to roshni room. Aman was shocked to see the room because room was filled with their photos. Aman hugged roshni.
Aman:wow yeah kitna acha hai right.
Roshni:acha hai isliye rakha hai.
Aman:wifey aj kal bohot romantic hote ja rahe ho.
Roshni:apka hoga hai toh packing karne dijiye.
Aman:kiyamifa.
      Every thing was packed.
Aman:shauhar ke pass magic hone ki faida.
Roshni:ab chale.
Aman:thodi der yehi raho na.
      Roshni pushed Aman and rang to washroom. Aman also went behind her. He saw roshni vomiting 🤮🤮.
Aman:kya tum teak ho.
Roshni:I am just fine .
Aman:wo toh dikh raha hai.
Roshni:actually mujhe bhook lag rahi hai kuch kha lete hai.
Aman:kya kahein gi ap.
Roshni:chocolate aur ice cream.
Aman:ru tumhari health kharab hai kuch aur kha lena.
Roshni:mujhe chocolate ki cravings ho rahi hai toh mein wahi khaungi.
Aman:please kuch aur kha lo.
Roshni:acha toh mein mango khaungi.
        Aman brought mango and fed her. Roshni ate silently like a kid.
Roshni:Allah knows best mann mujhe aisa jidd nahi karna chahiye. Mujhe nahi pata mujhe kya hua . Sorry.
Aman:arey iske kio jarurat nahi.
         Aman kissed her head.
Aman:ab kesa feel ho raha hai.
Roshni:better ab chale.
       Roshan left. On the other hand sara went to juniad manzil. She was late because she stayed at shayri place. Sara showed her dresses to family.
Dadi:yeh bohot ache hai.
Parveen:ache kya ammi bohot khubsurat hai.
Juniad:par yeh bohot expensive hai.
Aliya:agar mall ke owner ke sath shopping karoge toh expensive cheez hi milegi.
Parveen:matlab.
Aliya:roshni uss shopping mall ki owner hai.
      Roshan came there.
Roshni:so dresses pasand aye hai kya.
Parveen:bohot Acche select kiya hai tumne.
Sara:apko pata inki shopping sirf 5 minute mein khatam ho gya tha aur 10 minute mein ham sabki shopping karva ke bill bhi pay kiya hai.
Aman:tumhari wajah se Sara ne pheli baar 30 minutes phele hi bahar ayi hai.
Juniad:itne jaldi ho gya shopping.
Sara:ha.
Roshni:so kal engagement hai so sara tayari roshni the great karegi.
Aman:tum aur great nice joke.
Kabir:Aman wo great hai 5 minute mein shopping katam kiya hai.
Juniad:ha warna 3 ghante kam se kam lagta hai.
Parveen:par roshni beta tum akeli kese karoge.
Roshni:aunty apna kaha ki mein apki tayari mein madad karu toh mein isiliye keh rahe ki saari tayariya mein karungi aur yeh meri best friend cum behan ki shadi hai toh mein hi karungi saari tayari and apko pata hai college mein sari parties ki tayari mein hi karti thi.
Aman:tumhari talkative mood phir se on hua hai.
Roshni:Allah knows best tabse ap baatein pe baatein bol raha hai aur mujh jese sidi sadi bholi bali cute innocent ladki ko talkative bol rahe ho. Jab se ayi hun tab se ap baatein kiye ja rahe hai aur mujhe kaam bhi nahi karne de rahe hai aur mujhe talkative bol rahe hai.
Aman:ok mein hi hu talkative.
     All are laughing. Roshni shifted her things to Sara room. She completed all arrangements for engagement.

Precap:sword fight

Words:532

    Thank you for reading

ishk ki imtihaanWhere stories live. Discover now