puppy

218 23 4
                                    


         Suddenly a puppy came running . Started licking roshni with are tongue. Roshni also playing with puppy

Roshni:coco kitne cute lag rahe ho

Deze afbeelding leeft onze inhoudsrichtlijnen niet na. Verwijder de afbeelding of upload een andere om verder te gaan met publiceren.

Roshni:coco kitne cute lag rahe ho.
Sara:ap phele insaan ho jisse ke pass coco Aman bhai ko chod ke aya hai.
Aliya:ap logo ki baate ho gaye toh ham khana kha le.
           Aliya was stood and was about to leave fire encircled around her . Every one shocked.
Aman:kiyamifa.
Kabir:sinsa
        Fire stopped. Every one made aliya to sit on sofa.
Roshni:aliya ab tumhari konsa month chal raha hai.
Aliya:thisra.
Roshni:what third month chal raha hai. Isiliye yeh sab ho raha.
Dadi:matlab delivery tak yese hi hoga kya.
Roshni:yesa nahi isse zyada hoga. Kyuki ayana pani ki hoti hai aur jinn aagh ka hota hai.
Parveen:matlab ab kio rasta nahi hai.
Roshni:mujhe sifrathi heera, candles, salt aur ring ya locket chahiye.
Kabir:yeh sab milega aur kuch chahiye.
Roshni:aur kuch nahi chahiye but jaldi se lana.
       Kabir bought all those things. Roshni kept candles in circle which was made by salt. She kept diamond and ring in the circle.
Roshni:arhaan aur rhea mere sath ek spell bolo.
Rhea:ok.
       Three of them joined there hands and chanted a spell. Now the diamond is placed in the ring.
Roshni:yeh phen lo kuch problem nahi hoga.
Aliya:thank you.
Roshni:kya kaha tumne phir se bolo😡.
Aliya:meine kaha ki mujhe bhook lagi hai.
        All had lunch. All talked that rehan and shayri nikkah is happening three days later and only four families are invited because of jinn and jinn shikhari problem.
Parveen:toh kal engagement hai.
Dadi:aur parso sangeet hai.
Sara:aur phir nikkah.
Aliya:roshni nikkah hone tak tum yahi raho na.
Praveen:ha beta tayari mein hamari madad bhi ho jayegi bhi.
Roshni:ok aunty par yeh bandar mujhe pareshan nahi karega.
Dadi:agar yeh donkey from somewhere kuch karega bhi nahi.
Roshni:dadi donkey from somewhere nahi monkey from somewhere hai.
Dadi:ha.
Sara:apko pata ap phele ladki ho jo bhai ke sath yese baat kar rahe hai.
Roshni:har chez ki first time hoti hai.
Sara:ab itne sare functions hai toh shopping toh banti hai right.
Roshni:shopping banti hai tumlog shopping karlo mein apne kuch saman ghar se lati hun.
Sara:what ap bhi chal rahi ho hamare sath shopping ke liye.
Roshni:mera saman.
Shayri:rohan haina wo leke ayega.
Roshni:bhul gayi kya rohan London mein hai.
Shayri:tum shopping ke baad leke aana.
Sara:ha please.
Dadi:beta tum shopping karlo na.
Roshni:ok sab keh rahe toh ok hai.
Sara:bhai ap bhi chalo na.
Aman:taki mein tumhari bill bar saku right.
Sara:ap itne sahi tarike se kese jante ho.
Aman:tumhara bhai hun itna toh janta hun.
Kabir:toh kon kon ja rahe ho.
Sara:mein.
Shayri:mein .
Ayesha:mein bhi.
Arhaan:hum logo kaam hai toh ham shadi mein nahi aa sakte hai sorry.
Parveen:hum badon ko toh tayari bhi karni padegi right.
Juniad:aur time bhi kaam bhi hai.
Roshni:mein chalti hun.
Aman:ok mein bhi.
Kabir:so baaki ke shopping online pe ok.
       Every one left.
Precap:shopping

Words:528

Facts

*shayri parents died in an accident in her childhood. So aliya parents took care of her.
    Thank you for reading. Sorry guys for late update but I'm getting very less response for my few parts. So please vote and comment to get fast updates.

ishk ki imtihaanWaar verhalen tot leven komen. Ontdek het nu