chapter 3

2.2K 114 18
                                    

Raghav comes home

Raghav to reddy : amma kha hai

Reddy: vo to apne kamre me hai anna

Raghav goes to jaya's room

Raghav: amma

Jaya irritated: bol tum yha kya karne ko aaya hai

Raghav: amma mai kuch leke aaya tha

He shows her the saree

Jaya: mujhe nhi chaheye

Raghav: par kyu amma

Jaya: kyuki ye tum laya hai

Jaya's words hurt Raghav his eyes become moist

Raghav: ye mai leke aaya hai lakin mujhe diya kisi aur ne tha

Jaya : kisne diya tha

Raghav: Pallavi ne

Jaya becomes happy listening Pallavi's name

Jaya : pehele kyun nhi bataya

She takes the box from his hand

Jaya: bohot sundar saree hai Pallavi janta hai mujhe kis taraha ki saree pasand hai bohot samajhdaar hai vo

Raghav: ha amma

He leaves to his room

Raghav: amma ne mera laya hua saree liya nhi lakin jab Pallavi ka naam lagaya to jhat se le liya chalo kam se kam amma ne mera liya hu present liya to sahi

Next day Pallavi arrives in his office to pay the rent of the shop Raghav is with a client name Akshat

Raghav: tum yha kya kar rha hai maine to tumko bulaya bhi nhi tha

Pallavi: mujhe koi shauk nhi hai tumse milne ka mai to tha rent dene ke liye aai hu tune kha tha na har month yha aake desi to lo

She hand over the envelope

Akshat turns listening Pallavi's voice
: Pallavi

Pallavi: Akshat tum

Akshat hugs Pallavi Raghav fumes in jealousy

Akshat: what a pleasant suprise kitne dino baad mili tum

Pallavi: ha yaar thodi busy thi na tum bto tum kaise ho

Raghav in his mind: ye saree ka dukan isse to itne aache se baat kar rha hai aur mujhse to aase baat karta hai jaise maine iska saman chori kar liya ho

Akshat: Raghav

Raghav came out of his thoughts

Raghav: ha bolo kya

Akshat: mai soch rha tha ki kyuna coffee peene chalte hai itne dino baat mai Pallavi se mila hu hum dono ja rhe the tum bhi chalo hamare sath

Raghav: nhi mai nhi chalega

Akshat: theek hai

Raghav think for a moment: nhi mai chalega tum dono ke sath

Pallavi: abhi to mna kar diya tha aab kyu aana hai tumhe

Raghav: saree ka dukan chup rho ardhamaidha

They reach a good coffee shop Akshat ordered 3 coffee

Pallavi: aur bto ghar pe sab kaise hai

Akshat: sab theek hai tum bto abhi bhi dance karti ho

Pallavi: nhi yaar itna time he nhi milta hai

Raghav And Pallavi The Undying BondWhere stories live. Discover now