A Friend indeed

1.3K 97 11
                                    

AS called HM on landline.

HM : hello

AS : hum bol rahe hai.

HM : Jai Hind Sir

AS : jai hind

HM : kuch kaam tha aapko?

AS : kaam to hai... par aapse kaam ki baate karne ka man hi nhi hota.

HM : dekhiye sir hume bhot saari files complete karni hai agar aapko baat nhi krni to hum phone rakhde....

AS : arre nhi nhi...kya haseena ji...hum yaha apna time nikaal kar aapse pyaar ki baate kar rahe hai aur aap hai ki...
chaliye chhodiye, aaj shaam ko aap free hai kya?

HM : sorry anu humara aaj kahi bhi bahar jane ka man nahi hai aap plan cancel kar dijiye.

AS : arre humari baat to suniye aap

HM : to boliye na!

AS : Hum isliye pooch rahe the ki bhot maheeno se police quarters ki report nhi aayi hai humare paas, to agar aap free hai to ek round laga lijiyega waha ka.

HM : oh...thik hai hum chale jayenge.

AS : good, hum aapke saath 3, 4 logo ko bhej denge aapko aasani hogi warna itne saare kamro ki report aap akeli kese taiyaar karengi.

HM : thik hai hum 5 bje tak waha pahuch jayenge.

AS : thik hai, to hum rakhte hai.

HM : ji.

AS : love you !

HM : hmm

AS : hmm kya? reply dijiye.

HM : love you to ! khush...

AS : bohot jyada.

And she hang up the call.

At 5 she reached there with 4 constables. She started checking the rooms one by one, and asking them whether the room has any problem or not. Then she reached outside karishma's room, Press the bell.
when there was no response she pressed it again.

Here, karishma was in her own world she didn't aware of what was actually  happening. When HM loudly beat the door with her hands she get out from her thoughts went and opened the door. Both were awstruck to see each other. suddenly KS tightly hugs HM without caring of her fractured hand and started crying like babies. HM was shocked by her sudden action but she too covered KS in her arms.

HM to Constable : Aap log aage ke rooms dekhiye, hum aate hai...

Constable : Ji maddam. (And they left)

HM : KS aap yaha kya kar rahi hai aur iss halat me...? KS... KS aap pehle rona band kijiye aur andar chaliye.

She takes KS inside the room offers her water then sat beside her while rubbing her back.

HM : ab bataiye kya hua?

KS : MS... Hum wo...

Before she could say something she fell unconscious.

HM : KS (shouted)

She call the doctor. Doctor came and checked KS.

HM : Kya hua doctor sab theek hai na?

Doc. : koi tension wali baat nahi hai esa aksar lack of sleep and nutrition ki wajah se hota hai. Abhi inhe special attention ki zarurat hai ye kuch medicines hai inhe hosh aaye to de dijiyega.. Me chalta hu

HM : ji

After doctor left she called anu.

HM : hello anu..!

Was it a mistake?Where stories live. Discover now