▫️•33(a)•▫️

Start from the beginning
                                    

"Neeya?" "Mai laai hu inhe yaha. Chodhie ab!" He leaves his collor. "Par q? Isne tumhare saath jo kia uske baad bhi?" "Ha. Qki ise apni galti ka ehsaas h aur pachtava bhi. Aise mai sab bhoolkar aage badh jana hi sahi h."

"Neeya tum bhool skti ho maaf kar skti ho. Par mai nhi." He says giving her angry look.
She turns to Indra,"aap aur Mini di jaie, hum aate h." They nod and goes from there.

"Neeya tum janti ho ki wo kis trh ka insaan h aur usne tumhare saath kya kia h, phir bhi tum chahti ho ki mai sab kuch bhool ke use maaf kr du?" "Isme kya glt h Anirudh ji?" "Neeya tum bahut bholi ho. Lekin mai janta hu. Aise log itni asaani se sudharne wale nhi h. Agar usne phir kabhi tumhare sath kuch kia to? Tab kya karogi? Tab bhi tum usko maaf kar dogi aur aage badh jaogi? Tumhe shayad khud ki chinta na ho lekin mujhe h mujhe tumhari chinta h, mujhe meri Patni ki chinta h aur mai use nhi dekh skta tumhare aaspaas." He says in one breathe in loud voice.
Hearing this, her heartbeat increases. She was feeling humble, emotional and blessed to have him as her husband.
She asked him with tears in her eyes,"Q? Q itni chinta karte h aap meri? Q aap nhi dekh skte mujhe unke aaspaas?" "Qki mai tumse-" and he stops suddenly.

(Mera dil tu

Pyaar mera tu

Mera jeevan sansar mera)

"Qki mai?" Neeya ask, her heart skipping a beat.
Anirudh hesitates,"qki mai chinta karta hu tumhari. Aur Neeya abhi chalo mere sath, use nikalte h yaha se. Mai nhi bardaasht kar paunga..." He keeps complaining and not knowing why, Neeya hugs him, making Anirudh surprised and silent.

(Kaise kahu kya lage tu meri

Tu saasein meri,parchhai meri)

Her hands were around his waist and her face on his shirt. Yes she was crying silently, making her shirt wet with her tears of joy, happiness and love.

Anirudh stood there surprised, feeling heartwarming, with his hands raised beside her shoulder, thinking whether he should hug her back or not.
His adrenalian increased with her closeness to him. He could even feel her hot tears on his chest through shirt making his body warm and heart racing. The feeling he was feeling, he wasnt able to describe or he dont wamt to describe....

(Samne jo tu mere ho

Kaabu kaise dil pe ho)

He takes his hand back,"Neeya?"

(Kaise main iss ko samjhau......)

She opens her eyes and she was too surprised with what she did but still her heart, her body was feeling warm due to such closeness to him. She breaks the hug blushing, and looks at him.

(Rishta tera mera
Rishta tera mera...

Rishta teraa meraa...
Rishta teraaa meraaaaa....)

After gaining some courage and calming herself, she spoke,"sorry....wo..aap itni parwaah karte h meri aur ye dekh ke mujhe mere baba ki yaad aagai." He smiles lightly. "Har ladki chahti h ki uska pati uske pita jaisa khyaal rakhe, uske sammaan ki raksha kare, uske saat har mod pe khade rhe, uske sath rhe. Lekin mujhe mere pati mai mere baba ki chavi dikhti h, jo mera khyaal rakhte h aur meri ijjat krte h. Aur jab tak aap mere saath h, mai janti ki mera maan sammaan ko na to koi thesh pahucha skta h aur na mujhe kuch kar skta h." She says proudly. "To aap nischint rahie, qki jabtak mere rakshak pati mere saath h, mere kareeb to kya, koi mujhe choo tak nhi skta."

Anirudh smiles proudly and nods at her. "Vada karta hu, har samay tumhare saath rahunga. Tumhari aur tumhare atma sammaan ki raksha karunga."

(Door Par Tera Saaya Hai Mujhpe,
Bharosa Kyu Jaane Tujhpe,
Mai Dhool Hu Aasman
Ho Jaise Ham Do Kinaare,
Me Hun Is Mitti Se
Vilayati Babu Hai Tu ,
Haa Yun Mil Hi Jayenge Jaise Saanjh Savere
Paraya Hokar Lagta, Apna Sa Aa,
Rishta Tera Mera....)

Both goes downstairs for mahabhoj. Mahapandit ji and his shishya were sitting in a row and Neeya and Anirudh were serving the food, as said by Trilochan kaka.

After all the pandits and guest were gone, everyone was busy in their work.

''aj sabkuch acche se ho gaya durga ma ke ashirwad se. Hey durga ma, is parivaar pe apni kripa drashti banae rakhna..'' Trilochan says joining his hand, who was standing at Mandir.

Neeya smiles and walks to him and touches his feet. "Khush rho bahu." "Shukriya kaka ji. Mujhe mauka dene ke lie." "Hume khushi h ki aaj sab kuch shi se ho gaya. Bahu ek kaam karna, tum Anirudh ke purane kapde nikal dena aur sath mai apni kuch sareeya bhi. Use daan ke lie bhijwa denge kal." "Ji kaka ji. Aap nischint rhie aur jake aaraam kijie. Thak gae honge aap." He nods and goes from there.

Neeya stays there for awhile looking at durga ma.
'hey dugga ma. Shukriya apna ashirwad banae rakhne ke lie. Meri bas aapse yhi prarthana h ki is parivar pe kabhi koi aanch na aae. Sab khush aur sukhi rhe.'

'par kya mere jeevan mai sab accha rhega? Kya mai kabhi Anirudh ji ko bata paungi ki mai unse pyaar karti hu? Kya wo kabhi mujhe pyaar kar paenge?' this thought was breaking her apart everytime and it always shatters her dream of them together when she sees Anirudh and Saudamini together...

▪️◾◾◾◾◾◾◾▪️

▪️ ♣️ Vote & Comment ♣️▪️

Neeyarudh:- Between Love And Revolution(SlowUpdate)Where stories live. Discover now