Chapter - 61

585 51 22
                                    

Randhir - Sir satellite ki final design hopefully next 10 days main complete ho jaayegi... And hum try karenge ki isko jitni jaldi ho sake successfully testing karne ki...

Ranawat - ok Randhir I hope ye successful ho... Bhale hi ye micro sattelite hai but hamare security k liye ye bohot important hai...

Randhir - I know sir... And pura team isi kosish main laga hai... Iski size chhoti hai so required features fit karne k liye thodi problem ho rahi hai otherwise almost sab perfect hai...

Ranawat - achha Randhir kya tumhe pata chala ki tum pe uss din kisne attack kiya tha?

Randhir - unfortunately no sir... Maine apne kuchh logon ko kaha tha pata lagane k liye but kisi ko koi clue nehi mila... Jis building se firing hua tha wo bhi ek dum abandon hai... Kisi ko kuch pata nehi ki wahan kon aaya tha uss din...

Ranawat - bullet ki lab testing se humne uske gun ka pata kiya aur jin jin logon k paas wo gun tha un sab k baare main information collect kiye toh pata chala ki sirf ek ko chhod k sab k paas unka guns hai aur saare guns licenced hai... Lekin ek aadmi ka gun ek mahine pehle chori ho gaya tha... Kese hua kuchh pata nehi..  usne police complaint bhi kiya tha but ahhi tak kuch pata nehi chala...

Randhir - sayad isiliye kyun ki jisne bhi ye sab kiya hai wo koi bohot hi khataranak and tez deemag wala aadmi hai... Usne pehle sab kuch achhe se plan kiya and then chance milte hin itni safai se saare kaam kiye ki kisi ko bhanak bhi nehi lagi...

Rahawat - hmm tumhe maarna bhi saayad usne pehle se hi plan kiya tha... Aur safety k liye usne kisi dusre insaan ka gun churaya taaki uss tak koi kabhi pohonch hi na sake....

Randhir - I know sir.... But abhi hum ispe dhyaan nehi de sakte..

Ranawat - Randhir tumhari safety bhi utni hi important hai... Ye baat bohot hin serious hai... Ye pata lagana bohot zaruri hai ki wo insaan tumhare kisi previous mission se juda hua hai ya phir koi aur jisse tumse koi personal problem ho because ese log tumhe harm karne k liye hamare enemies k saath haath zarur milayenge...

Randhir - I will try sir... Lekin mera focus abhi sirf sattelite complete karna and un terrorists ka plan fail karne main hai...

Ranawat - ok Randhir don't worry maine tumhari aur Sanyukta k security k liye kuch arrangements kiye hain so that you guys can focus on the sattelite..

Randhir - but it's not needed sir I mean I can protect both of us...

Ranawat - yes you can but I don't want to take any chance and you have to agree with my decision....

Randhir sighed and said - ok sir....

Ranawat - ok Randhir you may leave now kal ISRC main milte hai...

Randhir - ok goodnight sir....
....................................................................

It was around 9 p.m when Randhir reached to his home....

He pressed the calling bell and waited for Sanyukta to open it....

After waiting for some minutes he again pressed the bell but no response came...

Randhir - ye Sanyukta door kyun nehi khol rahi hai... Ghar pe nehi hai kya??

He took out his phone from his pocket and dialled her number but to his badluck it came switched off...

Randhir - ye Sanyukta ka phone switched off kyun hai... God ye ladki ... Agar bahar Jaana bhi tha toh atleast mujhe inform kar deti but usne toh mujhe ghar jaldi aane ko bola tha....

Thinking this he unlocked the door by the extra key and pushed it...

When he entered he saw that his home is completely covered with darkness...

Sadda Haq season2 (love of Sandhir with twist and turns) {Slow Update}Where stories live. Discover now