Poem: Bhale hi hum karte the

109 5 0
                                    

Bhale hi hum karte the 

Ek dusre se pyaar

Fir bhi na kar sake

Iss baat ka ikraar

Laga tha ki milo door

Chale jayenge

Door ki vajah se

Fir na mil payenge

Lekin aisa kuch tha 

kismat ka kehna

Dono ka tha ek hi 

Shahar mai rehna

Ek hi college mei

padhai karte the;

Fir se dosti aur ladai 

Karte the

Aane laga bahar woh

Chupa hua pyaar

Ab toh don socha aur

Kiya ikraaar

Dono ho gaya aashiq iss

Pyaar mein

Zindagi beeti pyaari Karte
hue baatein 

My Brainwork 1: Collection Of PoemsWhere stories live. Discover now