WHY ARE YOU SO RUDE?

417 59 30
                                    

{PLEASE IGNORE THE SPELLING AND GRAMMAR MISTAKES}

*_*_*_*_*_*_*

Tears make the path from Karishma's eyes to her cheeks. She runs to her room. Anubhav too angrily moves to his room. Neil sighs heavily. He turns and sees Pushpa ji and Haseena who have just come from the temple standing near the door with pale faces. Pushpa ji's eyes are a bit wet. 

Neil comes near Pushpa ji and slowly tries to say, "Maa..."

"Nahi Neil, kuch kehne ki zaroorat nahi hain. Humne sab sun liya hain" Pushpa ji says with wet eyes while cutting his words in the middle. 

She doesn't hear anything else and goes to her room. Haseena and Neil can't do anything in this situation. 

Haseena angrily says to Neil, "Aapke dost ko kabhi dhang se baat karna nahi aata kya, Neil? Jab dekho tab gussa gussa gussa! Aisa koi karta hain kya?"

Neil sighs and replies, "Abhi philhaal aap gussa kar rahi hain, Haseena! Already ek ko shant karte karte thak gaye hain hum. Abhi aapko shant karne ki takat nahi hain hum mein."

"Toh kyun bekar mein apni takat ko waste karte hain aap? Hum dawe ke saath kah sakte hain ki aapke dost ka gussa kabhi shant nahi ho sakta. Chahe duniya idhar ki udhar ho jaaye. Iss liye unko shant karne mein apni energy aur time waste mat kijiye."

"Haseena, aisa nahi hain" he tries to make her understand.

She sighs and answers, "Rehne dijiye, Neil. Aapko toh apni dost ki hi side lenge" Neils tries to say but she cuts him, "Hume aapse koi behas nahi karni. Hum Karishma se milne jaa rahe hain."

He nods and she goes to meet Karishma.

-----

As soon as Haseena comes near the door of Karishma's room, she sees her crying, sleeping on her stomach. Haseena feels sad to see her like this. She slowly takes steps and enters the room. She sits beside Karishma and puts her hand on her shoulder.

Karishma turns and looks at her. When she sees Haseena, she wipes her tears quickly and gets up. She sits properly in front of her.

"Haseena... Aap? Humara matlab hain ki aap kab aayi? What a pleasant surprise! Kaisi hain aap?" she asks her trying to act normal.

Haseena passes a sad smile and replies, "Apne aansu chhupane ki koi zaroorat nahi hain, Karishma. Thodi der pehle jo kuch bhi hua, woh sab humne dekh bhi liya hain aur sun bhi liya."

Karishma looks at her for a second. She can't control herself more and quickly hugs Haseena. She starts to cry like a child. Haseena rubs her back to calm her. But it wasn't easy to calm her down.

Karishma says while crying, "Hum toh bas woh hi kar rahe the jo hume uss samay sahi laga, Haseena. Maante hain ki humne jo kiya woh gusse mein kiya. Humara matha har samay garam jo rehta hain. Toh ho sakta hain ki humne galat kiya ho. Par humse itna naraz hone ki kya zaroorat thi bhaiyya ko? Humse unki narazgi nahi jheli jaati, Haseena. Nahi hota humse yeh bardasht!"

"Shhh..." Haseena rubs her back to make her calm. She breaks the hug and says softly while wiping her tears, "Karishma, aapne kuch galat nahi kiya. In fact, hum toh yeh kahenge ki aapne jo bhi kiya woh bilkul sahi tha. And every girl should reply as you did. Please shant jaao."

It takes some seconds for Karishma to become completely calm. 

Haseena smiles a little, "Now, yeh hui naa baat. Humari Karishma roti hui bilkul achchhi nahi lagti. Woh toh ek dum dhakad aur jhagdalu hi thik hain." They both chuckle.

BEAUTY AND THE BEASTWhere stories live. Discover now