THE GUTSY ADVOCATE

857 54 20
                                    

{PLEASE IGNORE THE SPELLING AND THE GRAMMAR MISTAKES}

*_*_*_*_*_*

It's a scene of a court. A huge crowd of people is making a loud noise in front of the court. The media is covering this while the police force is struggling to handle them. There are some barricades to stop the crowd and the media. 

A constable comes to a senior officer and says, "Sir, bheed bekabu hoti jaa rahi hain. Hume kisi bhi tarah se dono madams ko dusre raaste se yanha se bahar nikalna hoga. Kyun ki yanha se bahar jaana lagbhag namumkin hain."

"Tum sahi keh rahe ho. Ek kaam karo, tum log kisi bhi tarah pichhe ka rasta khali karwane ki koshish karo. Phir hum log unn dono ko ussi raaste se le jaayenge" the senior officer clears him. 

The constable nods and after a little work, the backyard is cleared. The senior officers take the two ladies to their jeep and within no time they left from there. They all take a deep breathe of relaxation.

***********

The jeep stops at an apartment. It seems as someone's house. The house has two doors to enter. They all enters a door. The room sees like a cabin of office. A lady locks the door. All stand making a circle.

The senior officer says, "Dekhiye ma'am, iss case ki agli sunwai hone tak hume aapko protection dena hain. Aap please, kanhi bhi jaane se pehle hume inform kar dijiye. Hum bhi aapke saath hi jaayenge."

"Kya? Yeh aap kya kah rahe hain? Aise toh main bina kisi galati ke nazarkaid ho jaayenge" the boss lady huffs.

The senior officer replies, "Ma'am, samajhne ki koshish kijiye. Yeh sab karke hum aapko kaid nahi kar rahe hain balki aapko protect kar rahe hain. Aap jinke khilaf yeh case lad rahi hain woh koi aam log nahi hain. Aapki jaan ko khatra ho sakta hain. Please, hume apna kaam karne dijiye. Aur waise bhi parso tak hi toh baat hain. Parso toh final verdict aa jaayega. Tab tak hume aapki protection karni hogi. Ma'am, bahut logon ki ummidein judi hui hain aapse. Iss case ko jeetne se sirf doshiyon ko saza hi nahi milegi balki kayi saare logon ko kanoon par bharosa bhi hoga. Hum aapko kuch nahi hone de sakte. We can't afford if something goes wrong with you."

"Dekhiye sir, main samajh rahi hoon aapki baat ko. Par aisi securty mere aas paas rahi naa toh meri Ammi mujhe nahi chhodengi. Woh meri bahut chinta karti hain ya keh sakte hain ki woh mujhe khone se darti hain. Agar aise mein unhe pata chal gaya ki main kisi aise aadmi ke khilaf case lad rahi hoonn jiske wajah meri jaan khatre mein hain toh woh waise hi mujhe maar daalegi. Phir kya case ladungi main?" the boss lady explains.

"Mere paas ek sujhav hain?" another lady says.

All look at her with questionable eyes. She understands that they wants to hear her suggestion.

She says, "Sir, aap aisa kijiye ki aap security dijiye par aise ki kisi ko shak na ho. I mean aap log civil dresses mein humare aas paas rahiye. Dhyan rakhiyega ki Ammi ko iss baare mein bilkul bhi pata na chale. Warna hum dushmano ke hatiyaar se marne se pehle Ammi ki daant se marr jaayenge."

"Ji, hum samajh gaye bilkul aisa hi hoga" the officer says and adds, "Waise ek baat kahe?"

"Kahiye" both ladies nods.

"Hume nahi pata tha ki aap jaisi ek nidar, bahadur aur bebak wakil sahiba apni maa se itna ghabrati hain. Humne toh court mein ek sherni ko dekha tha par yanha toh aap..." he says while supressing his laugh.

BEAUTY AND THE BEASTWhere stories live. Discover now