sincere discernment

901 106 57
                                    

Shaurya and anokhi were coming back to chandigarh from their expedition.

They had stopped place decked up with serenity and calmness.

When they were in the car talking with each other randomly.

Something stuck on their mind.

Shaurya: anokhi mujhe tumhein kuch batana hai.....

Anokhi: mujhe bhi shaurya tumhein kuch batana hai.....

Shaurya: yahan se thode aage ek place hai wahan par shanti se baat karte hai.....

Anokhi: theek hai.....

Shaurya and anokhi stepped out from car when they reach location.

They were silently walking together.

When shaurya enterwined his hand with her when she saw what shaurya was doing she instantly tighten her grip with smile.

Shaurya: anokhi tumhein joh kuch bhi kehna hai say it.....

Anokhi: bahot kuch hai.....

Shaurya: ek baat tum batao ek mein bataunga.....

Anokhi: sabse pahele toh mujhe tumse yeh poochna tha ki.....

Anokhi: aapke andar itna kuch bhara hua tha kyun kabhi share nahi kiya.....

Anokhi: main uss din jab hum Delhi aa rahe the aur uss building.....

Shaurya: I know anokhi tum kya kahena chahati ho.....

Shaurya: no one was there to understand.....

Shaurya: koi tha hi nahi samajhne vala.....

Shaurya: woh mujhe chod kar chali gayi dad unke gham mein unhone bhi mujhe chod diya.....

Anokhi and shaurya was facing each other.

Shaurya: main toh akela reh gaya na anokhi maa baap donon ke hote hue.....

Shaurya: I used crave for their love.....

Shaurya: I was little when I understood that there is no one to listen to me talk to me understand me and to feel my pain.....

Anokhi enterwined her other free hand with shaurya in tight grip.

Shaurya: no one anokhi no one.....

A lone of tear escaped from shaurya eyes.

Shaurya: badima aur badepapa toh hamesha mujhe sab kuch dete the lekin woh woh nahi hota tha joh mujhe chahiye tha.....

Shaurya: aur main unse mangana bhi nahi chahata tha kyunki main unki responsibility nahi tha lekin phir bhi.....

Anokhi and shaurya both had moist eyes.

There eyes were holding tears which can spill out any moment.

Anokhi: shaurya.....

Shaurya: bol ne do anokhi.....

Anokhi: main sun rahi hun.....

Shaurya: mujhe unka mere liye sab kuch karna ehsaan lagta tha anokhi.....

Shaurya: joh mein hamesha sochta tha mujhe aisa kuch nahi karna jisse woh mujhse disappoint ho.....

Shaurya: I have to always make them proud uss chakkar mein ek char saal ka bachcha kho gaya anokhi.....

Shaurya: because I have to be perfect and best.....

Shaurya: shaurya sabherwal mein flaws nahi hone chahiye.....

SHAKHI SS - IT'S ALL ABOUT USWhere stories live. Discover now