CHAPTER-91

1.7K 176 5
                                    

Rita- ab kaisa lag raha hai beta thik to ho na tum bahat dar gaye the hum sab.

Sana- haan maa bilkul thik hoon mein.

Dadi- bash Rita ab rehne de aur ye keh sana apni munh mitha karle tere liye layi hoon prasad mandir se.

Dadi fed her and caressed her hair.

Dadi- thank you beta tujhe nanhi pata tune kie khusi dedi hai mujhko humesha se yeh intezar tha ki kab mera Sidharth ka bhi family bas jayega aur mein uske bachhon ke saath khelungi aur aise unka chehre dekhte hue ek din Sidharth ke dada ke pass jake unko kahungi dekho ji kaam tune adhura karke chhod aaye the wo kaam mein pura karke aa gayi.

Sid went to her and hold her from her shoulder from back and said dadi wo sab to aap baad mein karoge abhi to aur bhi bahat kuchh karna hai aapko.

Anu- haan dadi ab to pata nanhi kitne bachhe ko sambhalna hai aapko.

Everyone looked at her.

Anu- kya aise kya dekh rahe ho sab haan matlab haan bhai dekho ab sabko bachhe honge na.

Rita- haan beta samajh gaye hum thik hai ab.

They all laughed.

.......

Manu- kaisi hai ab tu ? Thik hai na ? Bahat khusi hui mujhe yaar ab to koi hoga meri support mein teri meri ladayi mein sana mujhe yakeen hi nanhi ho rahi hai yaar ki mein massi banne ja rahi hoon . Maa ko kal call kiya tha bahat khus hui woh aur pata hai bhai ki bhi shadi thik ho gayi hai itni khusi ho rahi hai na mujhe .

Sana- bahat achha hua ab to tujhe nayi bhabi milne wali hai haan.

Manu- haan yaar mein kal hi tujhe batane wali thi raat ko call karke par usse pehle yeh sab par sanu tune wahan kyun gayi thi .

Sid entered and looked at them.
Kya baat ho rahi hai.

Manu- kuchh nanhi aise hi lekin boss meri party kahan hai yaar ab itna bhi kanjus mat bano.

Sid- are kanjus kaun hai bolo kab chahiye party mein to humesha ke liye taiyar hoon dene ke liye.

Sid sat on the bed beside sana and kissed her hair.

Manu- yaar kal ki tarah yaad hai mujhe yaar kaise tum log ek dusre ko kehne ke liye dar rahe the aur aaj dekho to dono ko zara kitni pyar haye kahin meri na nazar lag jaye.

Sana- chup be koi nazar wazar nanhi tu bata tere bare mein kuchh.

Manu- mein kya bataungi abhi filhal mujhe bash massi hone ka intezar yeh itna time kyun lagta hai yaar mujhe bechaini ho rahi hai.

Sana- haan inko bhi ho raha tha kal raat ko jara sa bhi Sabar nanhi hai dono mein sunte hi dekhna hai aisa thodi hota hai ki kal suno aur aaj hi dekh lo wait karo thoda.

Manu- yaar tu nanhi samjhegi mera to man kar raha hai abhi mere samne aa jayega aur mein itna kiss karungi usko na ki yaar kya bataun.

Sana- bash bash ab jyada soch mat yeh sari jo bechaini hai na sambhal ke rakh apne pass kam aayega baad mein.

Sid- yaar manu yeh nanhi samjhegi mera bhi bilkul aisa man kar raha hai ki abhi ke abhi apni god mein utha loon bas.

DARMIYAN (COMPLETED)♥️Where stories live. Discover now