CHAPTER-73

1.9K 212 30
                                    

Dadi- Sidharth le yeh kha le bachha.

Sid- bas dadi aap to aise khila rahe ho jaise maine kitne salo se nanhi khaya hoon aur upar se mein gym bhi nanhi jaa raha aur agar aise hi khata raha na ekdum gol motal ho jaunga dadi.

Dadi- jyada baat mat kar ek baar thik ho jayega to phir chala jayega woh gya gam karne abhi kha le .

Sid hold her hand and said thank you dadi mere pass kuchh hai hi nanhi ki kya kahun aapko kaise kahun jo aapne mere liye kiya hai na dadi .

Dadi- haye kya kardiya maine Sidharth?

Sid- sab kuchh to aap hi kiye ho na dadi phir kiske bare mein bataun.

Dadi- Sidharth tu sun le mein na jo bhi kiya hai apne liye kiya hai to soch a bhi mat ke mein tere liye kuchh bhi kiya hai thik hai na.( Playful manner)

Sid nodded his head and said thik hai man liya.

Dadi- haan ab tu khus to hai na?

Sid- bahat khus hoon dadi bahat itna ki mein aapse bata bhi nanhi sakta .

Dadi- maine socha tha ki tu usse bata degi lekin tune to nanhi bataya aur mere se raha nanhi gaya aur mein bata di sab kuchh aur batane ke baad uske aankhon mein bhi wo dard tha jo dard mein tere aankhon mein dikhai de raha tha mujhe.

Sid- maine kabhi socha nanhi tha ki wo sab hone ke baad bhi Shehnaaz kabhi bhi mujhe maaf karegi.

Dadi- haye usse sach pata chala hai Sidharth aur isliye usse samajh aaya hai ki tu kyun wo sab kar raha tha lekin uska dil ka dard abhi bhi hai chahe kya bhi hi hai to sab insaan hi hai na aur kisike bhi saath yeh hoga to usse to dard hoga na Sidharth .

Sid- pata hai dadi bahat hurt hai woh aur wo abhi tak gussa hai mujhse.

Dadi- mana le sidharth usse uska wo dard mitta de.

Sid- haan dadi usse manane ke liye mein kuchh bhi karunga aur wo sab din ko uske zindagi se alag to nanhi kar sakta hoon par kosis karunga ki apna pyar mein usse wo din bhula paun.

Dadi- Haan Sidharth bahat seh liya hai Shehnaaz ne ab usko sirf pyar chahiye aur khusi chahiye aur tujhe bhi.

Anu entered the room and sat with them.

Anu- kya baat ho rahi hai dono ke beech mein.

Sid- tujhe kyun bataye hum.

Anu- dadi se puchha maine.

Dadi- haan lekin wo humara secret hai Anu.

Anu- kaisa secret dadi batao na mujhe.

Sid- bata degi to secret kaisa rahega bhai.

Sana entered the room.

Anu- bhabi bhai ko bol do agar sahi salamat chalne ki khwahish hai na to chup rahiye .

Sid- kyun bhai dhamka raha hai.

Sana- Sidharth kyun chida rahe ho Anu ko chup ho jao na.

DARMIYAN (COMPLETED)♥️Where stories live. Discover now