CHAPTER-18

2.2K 196 7
                                    

At office
AS.. welcome to SHUKLA ENTERPRISES everyone. Mujhe pura yakeen hai ki aap sab ka yahan aana aap sabke liye yadgar rahega humare taraf se hum pura kosis karenge aur hum sab aap se bhi ye umeed rakhte hein ki aap sab bhi yeh company ko apna manke aur yahan sab employee ke saath denge .
Aap sab ko agar kabhi bhi kisi bhi help ki zarurat ho to aap bina hesitation mein bata sakte hei.
Aur baki ke details aapko mail kar diya gaya hai.
Hope all of you will enjoying this new journey.
Thank you.
..
AS to all employees yeh pura office ki responsibility hai ki sare interns ke khayal achhe se rakha jaye aur bahat achhe se train kiya jaye .
Ramesh mein sid ko sab bata diya hai aur mein chahata hun tum or Shehnaaz Sid ka saath do.
Ramesh- ji sir .
AS nodded and goes to his cabin.
All the time Sid's eyes are on Sana and Sana can feel his gaze but deliberately ignore him and act like she is full attentive towards AS's word.
..
Three of them goes to trainees.
And started their introduction.
Everyone introduce themselves in a confident manner .
Ramesh- humein aap sab par yakeen hai ke yeh training period ko aap sab bahat achhe se bitayenge. So jaise ki aapko pata hai ki aapke pass sirf 1 maheena ka wakt hai to kyun na aaj se hi kaam start kiya jaye.
Naina- kaam to hoti rahegi sir lekin aap to hume introduction diye hi nahi.
Ramesh introduce them.
So they started their work but Sid's eyes still roaming on her how and she is busy in her work but had a knowledge about his gaze.
Lunch time.
All the trainee goes to canteen.
But Naina stop there and 3 of them ia also present their so sid asked naina
Sid- tum lunch nanhi karogi ?
Naina- nanhi mein bahar ka khanna nanhi khatti .
Sid- to kya bhukhi rahogi?
Naina- nanhi mumma humesha ghar se khanna deti hai lekin mein aaj thoda jaldi aa gaya na to la nanhi payi. To aaj to fast hai meri sayad.
Sana- nanhi bhukhi kyun rehna humara canteen ka khanna achha hai u should eat it.
Naina- thank you but mein ..... Aap tension mat le mein Sambhal lungi .
Sid- par aise to tabiyat kharab ho jayegi na.
Naina in a flirty tone haan tension mat le , agar tabiyat kharab hua bhi to mein office aaungi warna aap ko kaise dekhungi chuckled.
Sid- kya ?
Naina- majak kar rahi thi aap jaiye .
Sana looked at Naina and then sid.
Then sid said khanna lekar hi aana aise manmani karne se apni halat kharab ho jayegi.
Sana: in her mind I know Sidharth sir yeh sab out of concern bol rahe hein par mein jab bhi unki baat sunti hoon to mujhe subah wala incident yaad aa jati hai. Aur pata nanhi kyun ek dard sa mehsus hone lagti hai mujhe. Aur jab wo ladki Naina ne sir ke saath flirt karne jaisa baat karti hai mera man to hota hai paperweight se uska sar phod dun lekin wo bhi nanhi kar sakti.
Sana didn't say anything and don't even look at sid and walked out with Ramesh.
Sid smiled at Naina and also follows them.
Ramesh also goes to cabin.
Sana to Aadi - Ashok sir kahan hai.
Aadi- kiska call aaya tha to chale gaye aur kehke gaye hai ki kuchh important kaam hai.
Sana- ok.
Aadi- lunch kar liya.
Sana- nanhi man nanhi hai. Tumne kar liya ?
Aadi- nanhi mein jaa raha tha to puchh liya.
Sana- nanhi tum jao abhi mera man nanhi hai bhuk lagegi to mein baad mein kar lungi.
..
Sana was in AS's cabin when Sid entered and asked lunch nanhi karna kya?
Sana answered with a stern face without looking at his face  nanhi.
Sid- kyun?
Sana- man nanhi hai.
Sid- kyun?
Sana- bas aise hi.
Sid- maine bhi nanhi kiya.
Sana- to jaiye kha lijiye.
Sid- tum chalo saath .
Sana- maine abhi mana kiya na ki man nanhi hai.
Sid- nanhi khana par company to de sakti ho na .
Sana- haan to pura office hai canteen mein ab aapko company mil jayegi.
Sid- par mein to cabin mein hi karunga.
Sana- to jaiye kariye.
Sid- akela ?
Sana- haan ab Ashok sir nanhi hai to akela karna to padega hi.
Sid- dekho tum yahan jo file dekh rahi ho wahan pe bhi jaake dekh sakti ho aur mujhe meri company bhi mil jayegi.
Sana thinks for some time and goes towards his cabin without saying anything.
Sid has a victory smile on his face and he follows her.
..
Sid opened his box
And forward a bite towards Sana
Sana looked at him astonished and said aapne kya kaha tha?
Sid- mujhe yaad hai lekin yeh to Manner hota hai na, aise achha thodi lagta hai kisi ko pass mein baitha ke akela kha jao nanhi na.
Sana- nanhi mujhe nanhi khanna aap khaiye.
Sid- just a bite.
Sana didn't want to argue so she take the food in her hand and ate it.
Sid smiled looking at her and said ab haath kar hi chuke ho to pura khana bhi khalo .
Sana- ye kya hai .
Sid- dekho yeh box dad ke liye aaya tha aur ab dad nanhi hai aur nanhi aaj wo office aayenge to khanna waste hone se achha hai tum khalo.
Aur ab mujhe kuchh nanhi sunna.
Sana agreed and they started eating when Sid said: agar dil ki baat share ki jaye to dil halka ho jata hai.
Sana- aur yeh baat yahan kaise aayi.
Sid- mein to bas aise hi bol raha tha .
Sana didn't reply.
Sid- tumhe yeh baat pata hai na?
Sana- kaun si baat.
Sid- jo bola maine.
Sana- haan.
Sid- phir batati kyun nahi.
Sana- kya bataungi.
Sid- jo tumhare dil mein hein.
Sana- aur mere dil me kya hein ?
Sid- yeh to tumhe pata hona chahiye na.
Sana chocked her food and suddenly Sid give her water she drank and says
Sana- aapko ek baat pata hai.
Sid- kya ( excitedly)
Sana- ki khate waqt baate nanhi.
Sid- haan pata hai.
Sana- phir kyun karte hein aap.
Sid- baas aise hin thik hai nanhi karunga ab.
..
The day goes normal.
At night sana and manu sit at the balcony sana lost in her thoughts and looking towards the moon and manu sleeping on her lap and chatting with Sameer.
Then sana's phone rang take attention of both the girls.
Sana saw the caller ID and awkwardly looking at manu where manu have a teasing smile in her face and manu said oye hoyeeeeee...
Sana glared at her and pick up the call.
Before she speak sid said mujhe kuchh kam nanhi hai tumhari yaad aa rahi thi to call kar liya.
Sana supress her laugh and said yaad aa rahi hai matlab abhi 4 ghante pehle hi dekha tha na aap to aise bol rahe hein jaise hum sadiyon se nanhi mile hein ek dusre ke saath.
Ab mein kya bataun tumhare bina ek ek pal hum kaise gujarte hein.
Sana- haa what a filmy line aap film dekhte honge mujhe to nanhi lagta.
Sid- kyun mere aankhein nanhi hai.
Sana- hai lekin bash mujhe nanhi lagta.
Sid- mujhe un hero ko dekhne ki kya zaroorat jab ki mein khud ek hero hun.
Sana smiled inwardly and sid said aur heroine ki baat hai to tum to ho na. Ho na Shehnaaz?
Sana keep quiet and said after sometime nanhi kyunki zindagi filmo ke tarah nanhi hoti .
Sid- kyun nanhi hota.
Sana- bass nanhi hota hai filmon mein wo hota hai jo hum sochte hein lekin zindagi mein apni marzi mein kuchh nanhi hota.
Sid- haan wo to hai lekin zindagi ko kaisi zeena hai yeh to apni marzi hoti hai na.
Sana- smiled sadly haan Manu bhi yahi kehti hai lekin mujhe aisa nanhi lagta hum humari zindagi halat ke hisab se jite hein. Chahe kitni bhi mana kar lo yahi sach hai.
This time Sid keep quiet and after sometime said yaar hum bhi kya leke baith gaye.
Dinner?
Sana- haan. Aap ?
Sid- haan.
Both keep quiet.
And both said at a same time good night.
And smiled at each other.
Sana- so jaiye.
Sid- tum bhi. Bye and yes mein aaj bhi reply ka wait kar raha hun.
Sana- kis baat ki reply?
Sid- kuchh nanhi
Good night love ❤️.
And cut the call.
Sana remembered what he is talking about and smiled and yes blushing but inwardly.
Manu- ho gaya sarmana to chale sone yaa yahin sone ka irada hai.
Sana- nanhi chal.
😴
________________
❣️

DARMIYAN (COMPLETED)♥️Where stories live. Discover now