By Your Side

Galing kay Userunderstress

42.1K 4.8K 1.3K

In the towns of Lucknow, ASI Samairaa Vashisht is a recently appointed officer. She has been told to train un... Higit pa

New Entry
Dealing with Samiraa
Friembds? No! Okay Bye!
Broken?
Hi
Waqt Ki Baatein
Samairaa Kidnapped?
Aate Jaatey
Do You Trust Me?
Cold/Mess
Unplanned Night Out
Manchala Teri Ore!
The perilous side of her
Note
Close to Cracking the Case
New strom in Karishma's life.
TP 👍
Aise Kyu- Woh kuch bole na
"Machli"
KarAaira's BHAUKAAL
Kick-Start
Samairaa- Kaushalya - Urmilla
Love and Trust
Recreation of Rama Case
Recreation of Rama's case - 2
TP
TP
Tedhi Ungli
What else do you want?
Note
Regret
Her Past
Who is Samairaa
Love the way you are
Miley Kyu?
Chidiya (Birthday Special)
Just How Fast The Night Changes
Alag Aasman
You knew it already?
Announcement
How Do I Trust Again?
Woh Akele Hi Kaafi Hai (Short Chap)
Rant!
A comeback isn't that easy.
Adios Maddam Sir
The Rift
A Reality Check
TP
You will have me forever
The Perilous Hatred Within
Let Everything Go Down With Me.
Chillnama
I am still haunted by the memories
Heyaa!
A clarification
I don't think my pain is your fault.
The Bet
The Real Torture.
Bandages don't fill bullet holes.
Aakhir Kyu?
Update
Holding on too tight
You just try your BEST NOT TO GET HURT!
Sometimes it's better to let someone go
Someone you called, you called YOUR ONE AND ONLY!
The Pain no one understands
Somebody loses their somebody every day
Not an update
कितनी बातें रह जाती है
Corruption
The Glory
Unreliable Promises
Disclaimer
Breaking Bones
Note
Clingy and Chaotic
A Year!
Power
Mirage
My Love
Karishma Got no chill
TP
Soft Side
Long Drive
Yes or No
Moye Moye
Oh Simple thing where have you gone?
New Rules
By Your Side (Short Chap)
I See Red
Hum, tum alag hai. Farq hai
Unacceptable Feelings
Rift between us
Profit and Profit
There's no heroes or villains in this place
Hii
Dance the night away.
Every story has an underlying secret.
There is a Mastermind
You are the reason
Your suggestion
It was just another typical day.
There's nothing between us
Mileya Mileya Mujhe
अंतः अस्ति प्रारंभः ॥
Saathi Rey, thoda teher jaa
Tu aise kaisi hai?
Our Issues
Tujhko pukare Teri parchaiyaan.
Ajeeb dastan hai yeh
Motive
Kaun Mera
Paheli

Healing

253 43 11
Galing kay Userunderstress

SV- Waise ab aap theek ho? Koi pain ya pressure toh feel nai ho Raha hai?

KS- Nai. Aaj halka lag raha Hai.

SV- Achi baat hai. Keep it up

(Samaira gives a wink and smiles.)

KS- Samairaa Hume tumse ek important baat karni thi.

SV- Haan kahiye Devi. Humare kaan toh hamesha aapki madhur vani ko sunne ke liye utsuk baithe rehte hai. Aap bas koyal ki tarha cow cow karte rahiye. 🥰

KS- Samairaa, cow cow kauve karte hai. Koyal nai.

SV- Mujhe kya mai toh batak hun. Quack!

KS tilts her head in disbelief.

SV- Has lo, kitna acha joke maara Maine 

KS- Acha? Yeh joke tha?

SV- Nai tha?

Samairaa's eyes furrow in confusion.

KS- Agar tum isse joke kehti ho toh PhuspaJi bhut achi actor hai, Santu ka IQ bhut hi jayda hai.

SV- Acha bolo kya hua?  (Diverts the topic)

KS- Humne...

Karishma was interrupted by Phuspa Ji before she could speak. She had a loving and caring gaze for Karishma. She had watery eyes.

PhuspaJi converses with a caller.

PJ- Lalla, lo baat Karo.

KS picks up the phone and smiles as she speaks to her husband.
To give the pair some space, Samairaa gets up and walks out.
Samaira leaves the room, followed by PhuspaJi.

PJ- Samairaa Ji rukiye.

Samairaa was not in the mood to converse with the woman since her rage and ego were still on high alert and may erupt at any moment.

SV- Boliye.

PJ- Aapka bhut bhut dhanyawad, humari Karishma ko bachane ke liye, hum yeh ahsan kabhi nai bhulenge. Maaf kijiyega humne subah aapke saath itni batameezi ki. Hum sharminda hai. Jaante hai aap maaf nai karengi hume, par please humara shukriya jarur swikaar kijiye.

SV- Hmm. It's fine.

PJ- Ek aur baat bata sakte hai aapse?

SV- Oh toh aap bolti bhi hai? Mujhe laga aapko accuse kaena jayda pasand hai.
Acha hai boliye.

PJ- Hum Karishma Maddam se koi nafrat nai hai, hum bas mazak karte hai unse.

SV- PhuspaJi mazak ki ek had hoti hai, aapko mazak karna hai kariye, par dusron ke samne? Unke case Mai beech Mai ghus kar?
Yeh mazak nai hota PhuspaJi.
Aap nai jaanti aapke yeh so called mazak kisi ke man aur dil mai kitni chot dete hai.
Woh Jo andar baithi hai, laakh baar aapse chot khale par kuch nai bolengi. Kyu?
Kyuki, Pyaar karti hai aapse, aur pyaar aise hota hai.
Aapse ek request hai, please unko chodh dijiye ab!

PJ- Hume maaf kar dijiye.

The woman is left alone in the hospital's hallways by Samairaa. Samairaa enters the lift and turns the key to the top floor. Samairaa rests against the lift wall and stares at the dim light.

SV(aside)- Sorry bolkar mujhe mat sharminda kijiye PhuspaJi, aaj jo hua hai aapki hi toh meherbaani se hua hai. Pta nai fir yeh mauka milta yaa nai. Shukriya toh aapka karna chahiye mujhe.

Following the memory of Rakesh's cries, Samairaa scowled maliciously. Relief seeps through her.

SV: I accomplished it for you. You must have been waiting for this for a long time, I know. Congratulations on hitting our first target, Mam...

Samairaa stops speaking when a notification sound comes on. Samairaa taps on the notification right away after seeing it was a text from Karishma.

KS- Kahan ho tum?

SV replies.

SV- 10th floor mai. Kya hua?

KS- Wahan kya kudne gayi ho?

SV- Nai, man toh Kara, fir laga iss Desh mai mere jaise logon ki kitni Kami hai. Kami kyaa mujh jaisa hai hi kon idhar. Toh fir maine humanity ke khaatir plan 10th floor se drop kar Diya.

KS- Samairaa neeche aao.

SV- Kyu mere Bina raha nai Jaa Raha Haan?

The message is left on seen by KS. Samairaa frowns when her hopes of hearing something positive from her senior are abruptly dashed.

SV- Ab toh Mai idhar hi hun. (Offended)

Par agar kuch important ho toh? Mujhe kya meri toh bezzati hoti rehti hai. (Shrugs)

After a while Samairaa steps inside the room with a frown.

SV- Bataiye kaise yaad Kiya?

KS- Bas chahte the tum humare bagal mai raho.

SV- PhuspaJi kahan chali gayi?

KS- Station. (Diverting the topic, Karishma speaks)
Tumhari kabse joining hai?

SV- Parso se. Aur aapki?

KS- Same.

SV- okay, kya hua?

KS- kya hua? Kuch nai.

Karishma, who is sitting on her bed, gives Samairaa an uneasy smile. Her fingers were fiddling with the covered blanket. Samairaa observes her actions.

SV- Kamal hai, share bhi karna hai, aur chupana bhi hai. Aise kaise chalega?

KS- Samairaa kuch bhi mat bolo.

SV- Thik hai. Jaise aap kahe.

Karishma(aside)- Ek baar aur puch leti toh hum bta dete.

Samairaa smirks as she pulls out her Samsung Galaxy Z Flip5 and spins it around like a spinner while observing the restless person in front of her.

With a cheery song, Samairaa sings:

"Chupana bhi.... Nai aaataa ...
Batana bhi...... Nai aatttaaaa...
Hume tumse mohabbat hai,
Hume batana bhi nai aataaaa....

Chupana bhi nai aata
Batana bhi nai aataa.... "

Karishma gives Samairaa an embarrassment-inducing glance because she completely comprehended the meaning of the melodic message.

KS- Samairaa tumne Naya phone liya hai?
(eagerly and indirectly attempting to stop Samairaa from singing. )

SV- Haan!!! Par topic se mat bhaago.

Samairaa says in the same tone, frowning Karishma.

SV- Uffff! Kya karun mai aapka?
Aap jaante ho naa hum kya hai.

KS- Kya hai?

SV- Kuch nai.

KS- Kuch nai?

Karishma remarks in dismay because she had anticipated something different, which the other person apparently overlooked.

SV- Yes Leader. So, itna kyu chupa rahe ho? Kya baat hai bolo.

KS- Samairaa, tum kyu hume sunna chahti ho?

SV- Kyuki.... Dekha hai aapko, aksar kisi ko dhundte hue jisse aap baat kar sako, par koi milta nai tha.
But  aaj jab aap mujhe ek chance de rahe ho, toh please do.
You have no idea how long I have wanted that aspect of your memoir to be my involvement.

Unaware that she is confusing Karishma, Samairaa Vashisht makes a statement that causes Samairaa to doubt herself.

SV(aside)- Maine Aisa kyu kaha? Shit! Inhone....

KS- Samairaa tumhe shayad pta nai hai par hume yeh bhaari bhaari angrezi shabd nai samajh aate.

SV(sighs)- Acha hai, Bach Gaye.

SV- Arrey woi maine kaha bta Diya Karo, acha lagta hai aapki baatein sunna.

Samairaa stares at her irritated senior with dazzling eyes and a toothy grin.

KS- Thik hai baitho.

Samairaa- Yeh toh aapko bolne ki bhi jarurat nai thi.

Karishma is shaken as Samairaa jumps over her bed. Samairaa is joyfully lying down on the other side of Karishma's bed opposing from where Karen is sitting in the corner.

KS- Samairaa dhang se baitho.

SV- Babydoll my back hurts!

KS- I don't care. Dhang se baitho warna hum nai kehne Wale.

SV- Arrey arrey aaj kal bache toh inn bechare bhudhun ko aaram hi nai dete. Naa jaane ka kharabi hai iss generation Mai. Uff... Haaye meri kamar. Batao ab jawani mai bhi bhudhape ka asar dikhne laga hai. Mere toh bhagya hi phoot Gaye. Ufffff!

The melodramatic Samairaa remarks in a senior citizen accent while she slowly gets out of bed. Karishma silently observes the Young Old Girl  holding her chin  by her palm.

KS(aside)- Kuch logon ka kuch nai ho sakta, aur Samairaa unme se ek hai.

SV- Ab bolo bhi, ki popcorn aur cold drink order karni hai?

KS- Humne...... Hum..... Woh.....

(Karishma couldn't find words to speak; she was confused about how to communicate with her, not because of their working background or their age. But because of the barrier Karishma had built within her for years)

Karishma is comforted by Samairaa as she presses both of her palms onto both of Karishma's shoulders. Samairaa's eyes are caring and concerned as Karishma glances into them.

Many people's eyes do not hold the depth of worry she does.

In order to figure out what was going through her senior's head, Karishma saw that her eyebrows were arched.

Samairaa is seen softly and gently nodding by Karishma.

SV- Jo dil mai aa raha hai woh sab bol do, mai sun Rahi hun.

KS closes her eyes, takes a breath, and then speaks her surrow.

KS- Humne Maddam Sir se break liya hai.

SV- Kyu? Parso joining thi. Ab Mai kya karungi Jaa kar, Shit ab mujhe bhi break lena hoga.

Karishma gives an offended look to Samairaa.

SV- Ohhhhhhh!!!! Break! Okay?!!
Humare slang wala break. Thik thik. Mujhe toh laga tha meri Jaan gayi Aaj aapke haathon.

Samairaa speaks to save herself from those scary eyes.

KS- Tumme sahi time mai apni Jaan bachai.

SV- Jaan? Woh toh Maine aapko pehli baar dekh kar hi kho baithi thi.

( Samairaa's remark caused Karishma to the colour blush, and she turns away from her to hide her shy smile. )

KS-  Samairaaaaaa!!!!

SV- (raising both her hands like surrendering )- Sorry Sorry.

KS- Apna muh mat kholna.
Haan hum aaj kal jab bhi MS ko dekhte hai, hume woh har pal yaad aata jab unhone Humari kabiliyat par. Hum woh feel hi nai kar paatey jaisa hum unke liye pehle feel karte the. Ek ajeeb se insecurity hoti hai hume, kyuki hume pta hai, ab woh humse ache se baat kar rahi par agle pal unka mood kharab hoga aur woh fir humse dur ho jaayengi.
Har baar hume unhe maaf Kiya par ab hum naa toh unse gussa toh kya hum maaf kare unhe.
Pta nai tab bhi hume yeh sab karna galat kyu lag raha hai.

SV- Pta hai Babydoll, jab insaan dusron yaa apno ke bajay khud ko chunta hai naa, kaafi rishte toot-te hai. Kaafi dost kam hote par atleast aap apne saath rehte ho. Pehle ki tarah nai jisme aap hi nai the apno mai.
Haan thoda dard deta hai, actually kaafi dard deta hai par khud ke liye itna karna chalta hai.
Aapne aapna de diya naa samne Wale ko. Ab jab unhone uss pyaar ki respect nai ki toh hum kyu kare?

Pta hai, Dhokha koi nai deta, bas use karte hai.

Aapne kuch galat nai Kiya, mere ko khushi hai pehli baar aapne aapke Dil ki baat maani.

KS- Par uss dil mai apno ko dukh pahunchane ka bhi dukh hai.

SV- Kyu nai hoga, ofc you loved them, but jab bhi yeh Lage toh yaad rakhne aapko dukh dete samay unke dimaag Mai yeh sab nai aaya tha? Agar unhone yeh ignore Kiya toh woh haq aapka bhi hai. Yeh selfish duniya Mai hum kyu selfless rahe?

KS- Hum apne aap ko kaise dekhenge.

SV- Jaise woh Bhaukali Karishma Singh dekhti thi. Woh confidence ke saath jab SI Karishma Singh apne chabi ghumate MPT mai kadam rakhti thi, woh tezz aakhon se jo criminal ki seeti peeti gul kar deti thi, wohi andaaz mai joh sabko aapke peeche pagal kar deta tha.
Aapne zajbaat liye theek hai, kuch Naya seekhna acha hota hai, par woh pura jazbaat ke chochle apne upar laagu karna jaruri thodi hai?

Ab toh meri Karishma Maddam ke paas do do powers hai, phir unhe kis baat ka dar?

Jis bandi ne mujhe apne jaisa banaya hai agar Aaj woh dusre ke jaise ban gayi toh kya matlab meri siksha kaa.
Aap bhale hi mujhe nai jaante the, but Maine aapko dekh kar aapse seekh kar apni jindagi jee hai. Aur naa jaane kitne bache Aisa karte aaye.
SI Karishma Singh unn sab ko niraash toh nai kar sakti.

Samairaa has been gazing into Karishma's eyes for a while. While talking about Karishma, Samairaa's eyes were passionate and honoured. Her radiance was somewhat distinct when she was talking about Karishma. Karishma hadn't witnessed anything like the influence she had on Samairaa's existence. Karishma's pulse beats a little quicker as she watches Samairaa with a similar trust and resolution.

"Mai bade hokar Karishma Didi jaise Banna chahti hun"

"Batao tum kise choose karogi? Hume yaa Karishma Singh ko?
-Karishma Ma'am ko"

"Ji, Maddam hum aapke bhut bade fan hai"

"Ama yeh kaa hai? Humari photo?
- Haan Maddam, hum aapki photo humare auto mai laga kar ghumte hai, aapke ek kantaap ne humari jindagi badal di hai."

"Karishma Singh jab tak aap jaise police officers hai, hume chinta karne ki koi jarurat nai hai, aap bas PhuspaJi ke Rajma Chaval bejh dijiyega"

"Humare jaadu ki chadhi Karishma Singh hai Sir, I am very proud of you Karishma Singh"

"Karishma Singh Aaj aapke Bhai bankar nai, DSP Anubhav Singh bankar hum aap par fakra mehsoos karte hai"

"Maddam, aap iss thane se chale jaoge toh Mai bhi nai rahungi
-Haan Maddam ab Santu Ji jahan hum wahan, humara matlab aap jahan hum wahan. "

"Karishma Ji, maan Gaye aapko
-Ama PhuspaJi aap kyu senti ho rahi hai?"

"Hugs are the best form of expressing, isliye humne aapko hug Kiya
- Tum bhi Mira?"

"SI KARISHMA SINGH JAI HIND"

More than those medals, Karishma remembers all of her previous outcomes, particularly the ways in which she empowered children, gave girls a sense of protection, and assisted women and men achieve justice. Those lovely remarks and blessings that she concealed underneath her fears and inadequacies now arise. Her pupils began to moisten when she realised who she truly is. Samairaa receives an inquisitive glance from her and acknowledges with an approving grin and a nod.

Samaira gets out of bed and extends a hand to Karishma.

SV- So Leader, Ek nayi shuruvat ke taiyaar?

Samairaa and KS shake hands after KS grinned and clapped hands with Samairaa.

KS- Taiyaar Samairaa Vashisht.

They lock eyes and smile broadly until Samairaa's stomach makes a "grrr" noise, shocking her when Karishma stares at the abdomen and then at her crimson face while trying to hold back her laughter.

SV(offended)- Toh kya hua, it's natural Haan! 🙂

KS couldn't control anymore and laughed.

KS- Kaafi natural naa. Jao kuch khaa kar aao.

SV- I will order. Kon neeche jaakar khayega. Bye!

Samairaa runs out of the leaving a laughing Karishma inside the ward.

Ipagpatuloy ang Pagbabasa

Magugustuhan mo rin

61.7K 4.7K 100
This story revolves around mysterious life of Karishma Singh you will see a different kind of KS and her weaker side how she felt in love and has to...
28.8K 4.3K 53
hi... it's my first story,😅 please do support #1 for karila #1for sisters #2 for bonds #4 for Karishma singh #1 for gulki A story of two completely...
40K 3.9K 60
Kuch Rishte Aise bhi Description: Kuch Rishte aise bhi hote hai, jinhe hum kabhi describe nahi kar paate. Kehne ko toh har rishte ka naam hota hai, j...
342K 15.8K 87
A story which deciphers brothers bond, love, care💕! To know peep into the story 👀👀!!!