By Your Side

By Userunderstress

45.1K 4.9K 1.3K

In the towns of Lucknow, ASI Samairaa Vashisht is a recently appointed officer. She has been told to train un... More

New Entry
Dealing with Samiraa
Friembds? No! Okay Bye!
Broken?
Hi
Waqt Ki Baatein
Samairaa Kidnapped?
Aate Jaatey
Do You Trust Me?
Cold/Mess
Unplanned Night Out
Manchala Teri Ore!
The perilous side of her
Note
Close to Cracking the Case
New strom in Karishma's life.
TP 👍
Aise Kyu- Woh kuch bole na
"Machli"
KarAaira's BHAUKAAL
Kick-Start
Samairaa- Kaushalya - Urmilla
Love and Trust
Recreation of Rama Case
Recreation of Rama's case - 2
TP
TP
Tedhi Ungli
What else do you want?
Note
Regret
Her Past
Who is Samairaa
Love the way you are
Miley Kyu?
Chidiya (Birthday Special)
Just How Fast The Night Changes
Alag Aasman
You knew it already?
Announcement
How Do I Trust Again?
Woh Akele Hi Kaafi Hai (Short Chap)
Rant!
A comeback isn't that easy.
Adios Maddam Sir
The Rift
A Reality Check
TP
You will have me forever
The Perilous Hatred Within
Let Everything Go Down With Me.
Chillnama
I am still haunted by the memories
Heyaa!
A clarification
I don't think my pain is your fault.
The Real Torture.
Bandages don't fill bullet holes.
Aakhir Kyu?
Update
Holding on too tight
You just try your BEST NOT TO GET HURT!
Sometimes it's better to let someone go
Someone you called, you called YOUR ONE AND ONLY!
The Pain no one understands
Somebody loses their somebody every day
Not an update
कितनी बातें रह जाती है
Corruption
The Glory
Unreliable Promises
Disclaimer
Breaking Bones
Healing
Note
Clingy and Chaotic
A Year!
Power
Mirage
My Love
Karishma Got no chill
TP
Soft Side
Long Drive
Yes or No
Moye Moye
Oh Simple thing where have you gone?
New Rules
By Your Side (Short Chap)
I See Red
Hum, tum alag hai. Farq hai
Unacceptable Feelings
Rift between us
Profit and Profit
There's no heroes or villains in this place
Hii
Dance the night away.
Every story has an underlying secret.
There is a Mastermind
You are the reason
Your suggestion
It was just another typical day.
There's nothing between us
Mileya Mileya Mujhe
अंतः अस्ति प्रारंभः ॥
Saathi Rey, thoda teher jaa
Tu aise kaisi hai?
Our Issues
Tujhko pukare Teri parchaiyaan.
Ajeeb dastan hai yeh
Motive
Kaun Mera
Paheli

The Bet

287 38 10
By Userunderstress

SV- Aapko uske paas jaane ki jarurat nai hai, dekhna paysa khud kue (well) ke paas aata hai.

KS- Thik hai, jo karna hai karo. Yaad rakhna sirf kuch hi der hai tumhare pass. Jao roko ussey.

SV- Ahaan. Woh kaam toh aapka hai.

KS- Tum kaa kehna kya chahti ho?

SS- Haan, mai bhi kuch samajh nai paa rahi.

SV- Nagpur ki train aane ko abhi 4 ghante hai. Iss beech bhut kuch ho sakta hai. Pehle ek tarah se uska jaana rukate hai. Aur dusra aap dono apna phone check kijiye.

When they checked their phones, Samairaa had left a message. When they both open it, they find a document with the names, addresses, and phone numbers of at least eight different people.

KS- Yeh kya hai?

SV- yeh unn sab bacchon ka naam hai, jo unn teeno bullies se bully ho chuke the, sadly inhone ne bhi koi awaaj nai uthayi inke upar,
but,
but,
but,
ab hum chahe toh inhe convince kar sakte hai apne side aane mai.

KS- Jab unhone pehle complaint nai ki toh ab kyu karenge.

SV- Unn teeno bullies ki haalat dekh kar.
Yeh baat toh damn sure hai ki sabko satisfaction Mila hoga unn teeno ko maar khaate dekh. Toh hum issi situation ka fayda uthaenge.
Unhe encourage karenge ki agar atleast nine bacho ke FIRs mil Gaye toh unn teen bacho ko badi lambi saza milegi.
Aur yeh sab jaan gaye honge ki woh teen abhi koi bhi badla yaa trap karne ki haalat mai nai hai, isliye sab bas thode se effort se Maan jaayenge.

SS- Shayad tak yeh plan work kar sakta hai.

KS- par yeh saral hoga? Aath (eight) bachon ko baaton Mai laana.

SV- Simple hai, emotional blackmail karna hoga.
Unko yeh keh sakte hai... Ki sabne kar diya sirf tumhari wajah se baaki sab ke cases bhi adhure reh jaayenge.
Yaa fir... Agar tumne nai Kiya toh tumhare younger siblings yaa fir aagey bhi yahi chalta rahega... Wagera wagera. Maine toh aise examples diye hai, but aap log ussey thoda deeply bol sakte ho.

KS- Samairaa?

SV- Haan?

KS- Kya bawal chalo cheez ho tum!

SV- Hehe, ab meri itni bhi tareef mat karo. (Samairaa smilesQ ka.fhs her left side of forehead. )

KS- Toh kon jaa raha hai?

SV- Santosh Sharma!

Santosh was startled by Samairaa's declaration and looked at her in confusion.

SS- Mai?

SV- Ji haan, aap jaiye Railway Station aur mai aur Karishma Maddam unn bachon ko convince karte hai.

Santosh understood the urgency of the situation and chose to follow Samairaa's instructions even though she was not at all prepared and unsure of what to do.

SS- Okay Maddam.

KS-  Samairaa, tum pehle jao, ek kaam Karo tum apne locations list karlo.

SV- Haan yeh sahi rahega, Bas dekhna naa, meri ghaadi ka petrol naa ude.
Aap toh jaante ho kitna mehnga hai petrol aaj kal.

KS- Iski yahan watt lagi hui hai, aur isko padi petrol ki hai (Karishma whispers)

KS - Jaisa aap kahe Samairaa, woh kaa hai naa, hum toh petrol mai chalte hi nai, humare vahan mai toh yumdot alag gas daal ke jaate hai. Aap aaram kijiye hum sab kar lenge.

Karishma says it sweetly and savagely, and Samairaa leaves smiling.

Even the children who were playing in front of KS moved positions as she stood motionless by the balcony for a short while. Karishma at last has a thought.

KS-  Santosh Sharma, ek app banane ka kya budget hoga, and kitna time lagta hai.

SS- Aise toh pehle aapke preference pe depend karta hai, jaise ki aap kaisa app bana rahe ho, uske liye kitna MB lagega. Kam Megabytes Wale apps three months ke period mai ban jaate hai, aur bade yaa jayda Megabytes Wale apps toh 7 months Tak. Budget bhi Maddam bytes ke upar depend karta hai.

KS-- Okay, toh humare jo emergency Wale apps hote hai, usme kitna time lagta hoga.

SS- Depend karta hai, kitne features hai. 

KS- Thik hai. 

SS- Aap kya soch rahi hai? 

KS- Aapko programing karni aati hai.

SS- Yes Maddam.

KS- Mere pass ek plan hai, sunna hai?

SS- Boliye.

After two hours.

Karishma arrives at the police station with at least five children who are in their 20s. Karishma requests that PhuspaJi write a FIR as soon as they arrive at the police station. Karishma is furious and angry when Phuphaji starts to argue, so she sits down and writes instead. Haseena exits her cabin and queries Karishma about everything going on at the station.

HM- Karishma Singh aap cabin mai aaiye!

KS- Ji Maddam Sir.

Karishma follows Haseena inside the cabin as she enters. Phupa Ji was individually writing each child's FIR.

KS- Kahiye Maddam Sir.

HM- Karishma Singh, aapko sach mai lagta hai hum Samairaa ka saath isliye nai de rahe Kyuki humare beech mai kaafi conflict hai?

KS- Aapko kya lagta hai Maddam Sir, hum aapko nai samajhte? Hume pta hai aapne kyu saath nai Diya humara.

HM- Jab aapko pta hai, toh aap humare against kyu gayi?

KS- Kyu aaye aapke saath Maddam Sir?
Aapne hi toh kaha tha naa ki aapko humari koi jarurat nai hai. Toh fir bataiye?
Kis haq se aate hum. Aur sach kahe the hume lagta hai, iss baar aapne descision lene mai hadbadi kardi.

HM- Acha Karishma Singh,
aap aur hum kitne baar suspend hue hai, be buniyad ilzaamo mai, par tab bhi kya humne kabhi DSP Sir ko itna akkad, ghamand se orders liye?

Par aapne dekha Samairaa ne kya kiya, usne aise behave Kiya jaise unhe koi farak nai padha.

Aap aur hum dono jaante hai, kaisa mehsoos hota jab aapke sahi karne par bhi aapse aapki service gun aur cap chini jaati hai. Par aapko lagta hai Samairaa ko woh feel hua tha?

Unke dimaag mai uss waqt sirf ego satisfaction chal rahi thi.

Unhe yeh nai feel hua ki unko khud ko prove karna hoga.

Hum samajh Gaye hai, Samairaa ne yeh job sirf humse badla lene ke liye hai. Nothing else!
Kyuki koi bhi sensible police officer aise harkat nai kar sakta apne senior se saath, aur woh bhi tab, jab already iss thane mai band hone ki talwar latakti rehti hai.

KS- Maddam Sir, hum bhi yeh baat tab samajh Gaye the, aur sach kahe the kuch der tak humari bhi yeh drishtikon thi Samairaa ko lekar, par hum yeh toh nai bhul sakte naa, usne jo kiya sahi kiya.

Agar hum aur Maddam Sir, aap bhi hoti wahan toh woi karti, haan thoda kam maarte par bhaukaal aapka bhi machta.

Jahan tak usko iss Wardi ki ahemiyat sikhani hai, hum pure confident hai, woh apne aap samajh jaayegi, tab gusse Mai thi, toh usne kuch nai Kiya, par jaise hi gussa shant hua turant lag gayi kaam par.
Dedication hai uske andar. Bas woh sahi raasta nai samajh paa rahi.

HM- Agar aapko lagta hai ki woh apne personal motives bhul kar, ache se duty kar  sakti hai toh,  Karishma Singh, toh all the best.

Aasha karte hai, aap se shart jarur jeete.

KS- Dekhiye abhi bhi hum aapse normal baat kar rahe hai, aur aap shart tak pahuch gayi. Par agar aapko yeh shart lagti hai toh theek hai Maddam Sir,
Yeh shart toh hum Jeet kar rahenge.

Karishma smiles confidently and Haseena too passes the vibe check. Karishma turns to go.

HM- Ek aur baat Karishma Singh.  Hume aapki jarurat hai, thi, aur hamesha rahegi. Uss samay humne galat kaha hum maante hai. Par...

KS(cuts her)- Bhul jaiye Maddam Sir, koi fayda nai hai, kai baar humare baaton ne aapko chot pahuchai hai, iss baar aapki iss baat ne.
Par haan, aapse wada karte hai, ab aapke jazbaaton ke jaal mai fir nai fasenge.

HM- Acha, Toh....

PJ- Maddam Sir, reporters ne bahar pura bheed jama diya hai, aur saath hi saath kaafi activitist  unn hospitalized ladkiyon ke liye dharna (strike) kar rahe hai. Please aap sambhalne ki koshish kare.

HM- Chaliye PhuspaJi.

The trio leave the cabin as soon as the Haseena comes in front of the reporters they start asking her several questions, which felt like a gibberish to Karishma, PhuspaJi and Haseena.

HM- Shaant ho jaiye sab!

Haseena shouts.

The reporter once stops their pool of questions, but again one reporter broke the silence and asked about Samairaa.

R1- Maddam Haseena, kya aapko lagta hai, aapki thaane ke member ne jo kiya sahi kiya? Kya aise police kisi ke saath bhi itna galat vavyhaar kar legi?

R2- Ji haan, ab toh agar choti se baat ho jaaye toh bhi aapke thane ke officers kantaap aur laat maarenge. Kya hum sab safe hai?

KS- Acha? Agar aisi baat hai toh aap sab kaise khade hai sahi salamat? Warna hum chahte toh aap sab ki haddi tod ke aapke office bhejwa sakte the!

HM- Karishma Singh, aap kya bol rahi hai, isse hum hi musibat mai aayenge.

Haseena speaks softly to Karishma, ignoring all the chaos going in front of her eyes. Karishma took a deep breath and continues.

KS- Dekhiye, humara kaam hai nyaya (justice) dena aur dilana, jo ki hum kar rahe hai.

R- Toh abhi Tak uss ladki ne report kyu nai file ki?

R4- Aur kya saboot ki woh ladki sach keh rahi hai?

HM- Saboot laana humara kaam hai, aur hum usme lage hue hai, jaisa ki Karishma Singh ne kaha jo sahi hoga ussey nyaya milega. Aur rahi baat Samairaa Vashisht ki.... Toh hum jaante hai, woh har task ko maturely handle karti hai, uss waqt Jo jaruri tha unhone kiya. Ab iske aagey hum aur kuch nai kehna chahte.

KS- Par hum kuch kehna chahte hai Maddam Sir....

Continue Reading

You'll Also Like

61.6K 5.4K 42
this story will contain sister masti , their cute bond and relation ... Story cover credit goes to @Kareenaxlove
7.8K 537 11
story paro.... nothing in description....
200K 9.2K 59
Orm Kornnaphat's feelings for Lingling Sirilak have undergone a transformation over time. Initially, at the age of 11, Orm held an unromantic, platon...
2.5K 280 8
Bachpan k kuch raaz jo khulenge to keseki zindagi m bhuchal lainge...