Yeh pyaar naa hoga kam (On Ho...

By PrakritiAkuli

28.6K 2.7K 219

#TejRan, a happily married couple. They have one 2 years old daughter Kavya. They live with both of their par... More

Prologue
Character sketch and a brief
Part - 1
Part - 2
Part - 3
Part - 4
Part - 5
Part - 6
Part - 7
Thank you 🙏
Part - 9
Part - 10
Part - 11
Shower your love
Part - 12
Pause
I will be back shortly
Thank you
Part - 13
Part - 14
Part - 15
Part - 16
🙏
🙏
Part - 17
Hey!

Part - 8

1.1K 125 11
By PrakritiAkuli

----------------------------------------------------------------------

Disclaimer : This is a work of fiction. Any businesses or places, events or incidents, are fictitious. Any resemblance to actual incidents or actual events is purely coincidental.

P.S. I am not a medical ground person. So about medical ground jo bhi likkha hai ff samajhke padh Lena. Usme sachai ya logic dhundhne ki koshish mat karna 😅🤭

----------------------------------------------------------------------

Karan sits properly beside Teju.

KK : Laddoo..

TK with an amazed baby voice : Laddoo!! Kaha hai Laddoo??

Teju looks towards Karan and whisper : Mujhe khani hai.. tum doge mujhe?

KK confused but ignored : haan dunga na. Par usse pahele tum batao inha kya kar rahi ho? Aise bhag ke inha kyun aayi? Dekho abhi haat se kitna khun bahe raha hai!

TK (scared tone) : khoon.. khoon .. yeh khoon ..

By saying this she fainted. Karan panicked and called doctors inside and took Teju to bed. Then doctors came and attached ber with the dripping and channels and also dressed her hand.

KK : yeh aise behosh kyun ho gayi khoon dekhke. Aur bohot baheki baheki baatein kar rahi thi.

All were in the room.

LD : Mr. Kundrra , dekhiye humne unhe check kiya aur kuch tests bhi kiye. Kuch aur doctors se bhi discuss kiye hai. Aur usse hume yeh pata chala ki unko wo accident ke shock ki wajah se brain mein thoda affect hua hai. Upar se operation mein bhi complications aayi thi. Jisse unke kuch nerves bhi damage hue hai aur iska affect sidha unke dimag pe pada hai. Iski wajah se..

KK crying : iski wajah se kya doctor?

MD : iski wajah se wo dimag se 3-4 saal ki bacchi ban gayi hai.

All gasped to this.

KM and TM started crying listening this. KP and TP trying to console them but they were also in that state.

Karan is standing there as statue. Mano uske pairo tale zameen khisak gayi.

LD : aur shayad usse kuch bhi yaad nahi hai. Aur bahetar yehi hoga ki aaplog bhi usse kuch yaad dilane ki koshis na kare. Isse unke dimag mein aur zyada pressure ayega , unki halat aur bhi bigad sakti hai. Agar unko zabardasti kuch bhi yaad dilane ki koshis karenge to inki situation aur bhi bigad dakti hai.

MD : koshish kariyega unse jitna ho sake softly pesh aye. Bohot patience chahiye inhe handle karne ke liye.

KK crying : doctor, main uska dhyan rakhunga. Usse kuch hone nahi dunga. Par wo thik toh ho jayegi na. Kitna time lagega?

MD : kuch kahe nahi sakte. Kuch weeks, kuch mahine ya kuch saal bhi lag sakte hai. Ya phir ..

KK and TP : ya phir?

MD : dekhiye unki reports dekhke lagta hai unka thik hona muskil hai. Phir bhi hum koshish karte rahenge. Aaplog bas unhe khush rakhne ki koshish kariye. Unhe purani cheeze yaad dilane ki jagah unke liye nayi yaadein banaiye.

KK started crying hugging TP.

KK : ye kya ho gaya Baba? Uske sath aisa kyun hua? Wo mujhe aur Kavya ko kaise bhul sakti hai?

TM : hum usse ghar leke jayenge na tab usse dheere dheere sab yaad aa jayega beta.. tu ro maat.

Meanwhile, Teju is getting senses back. She started sobbing lightly.

KM and TM go to her and tried to hug her and calm down her.

(From here whenever I will write about Teju's dialogue just imagine she is talking in baby voice)

TK : nahi nahi .. aap kaun hai? Mujhe aapke paas nahi jana.. mujhe wo jo ek angel aya tha uske pass jana hai.

KM and TM controlling their tears : kaun angel?

Till now, she couldn't see KK as he was facing back towards her not able to see her in this state. And he did not want to listen from her that she doesn't know him.

KP : main hu apni bachi ka angel.. haina princess?

TK nodded in No

TP : arre tu hat. Main hu na. Mere rahete aur kaun angel ho sakta hai?

Teju looks at TP keenly.

TK : nahiiiiii (crying) 😭 meri angel kaha hai?

Adaa : acha tu bata teri angel dikhte kaise hai ? Hum usse dhundh late hai.okay?

TK : wo bohot acha hai. 😭 Wo thodi der pahele aya tha milne. Usne bola tha mujhe laddoo khilayega. Wo kaha chala gaya?

Listening this Karan remembers his talks when they were alone in the room.

Karan turned around to see her

TK screams : Angeeeeel 🥹

Again she claps and jumps from bed and runs to KK and jumps on him. Due to this again her channels got detached from her hand. 🤦🏼‍♀️ Karan holds her protectively.

TK crying and complaining : Angel angel pata hai yeh log mujhe bol hi nahi rahe the tum kaha ho.. aur mujhe na pata hai bohot dard ho raha hai haat pe. Mujhe inha se le chalo. Mujhe nahi rahena inha. Yeh log gande hai. 😭

KK : Han bacha, hum jayenge inha se thodi der mein. Thik hai abhi aap chup chap good girl banke bed pe jake baitho. Phir main aake aap ko le jaunga.

TK : Laddooooo . Mujhe laddoo khana hai. Tumne bola tha na.

KK : han baba hum laddoo bhi khayenge. Abhi aap jake baitho. Aur doctor uncle jo puch rahe hai unka ache se jawab do phir hum jayenge thik jai?

TK : ok angel.

She tightly held Karan's hand and drag him till bed and sat down.

LD : acha aap batao aapka naam kya hai?

Teju looks confused

TK : Mera naam.. aa.. mera naam ..

She looks towards KK teary eyed.

KK : aapko nahi pata apka naam?

Teju nodded in No

KK : thik hai main batata hu. Aapka naam hai Tejasswi.

TK : Tej.. teja.. tej.. tejas.. yeh kaisa naam hai? Mujhe nahi lena aisa naam 😮‍💨

KK : acha aapko nahi pasand?

Teju nodded in No : naiiii kitta bara naam hai.

KK : Toh Teju kaisa rahega?

Teju nodded in No and sat with grumpy face

Karan smiles remembering how he also had same reaction listening her name in childhood.

Flashback

Since, KP and TP were childhood friends, they started living together with their respective families.

Karan was 5 years old when Teju born. He was so fond of her from then only. He always used to sulk whenever he had to go school leaving her. He was always arround her. He even stopped going to play with neighbour friends after her born.

In Teju's naamkaran ceremony, Karan was super excited to give her a nane. He created a list of almost 10 names for her like , golumolu, laddoo, doll etc etc..

But as his request to naming her was rejected by his parents he was sad. Then TM said him that he can call her by any name which he likes. He got happy.

Then when he got to know TM and TP kept her name Tejasswi, he tried to pronounce it but failed and sat there with grumpy face near her.

KK : tu tension maat le doll. Yeh bade logo ke dimag mein tere jaise cute doll ke liye bade bade naam ate honge but mere paas dekh tere liye kitne chote aur cute chte naam hai.

Saying this he brings out the paper from his pocket and showed her. She giggles.

KK keeping his finger on his chin : tujhe kya bulau main? Hmm ... Tujhe kaun sa naam pasand ayega?? Acha ek kam karte hai.. main ek ek karke naam bolunga .. jo tujhe pasand hoga mujhe bata dena.

Anda..

No reaction from her

Cutie..

No reaction

Chotu...

No response

Golumolu

No response from her , moreover she turned her head from him

KK in mind : are isse toh mera diya hua ek bhi naam lasand nahi aa raha. Koi baat nahi sher puttar. Abhi bhi 6 names baki hai. Chal lag ja .

Thinking this he went to the direction Teju was staring and sat there to grab her attention towards him.

KK : acha main aur batata bu rukh .

Motu ...

Since he blocked her vision by sitting in front of her, her eyes welled up and KK thought she didn't like the name Motu at all. So he quickly stand up and said : acha acha nahi bulaunga iss naam se Laddoo. Laddoo thik hai ??

He asks her in a way like he is going to get an answer🤭

And here since he got up and now she was able to see whatever she was staring at her face lighten up and started giggling. Karan thought sheiked Laddoo name. Since then she is his Laddoo.

Flashback end

KK : acha Laddoo naam kaisa nai?

TK : Laddoo? Mera naam laddoo hai? 😃

KK nodded in yes.

TK : wow kitna acha hai na Laddoo.. Laddoo.. hahaha 😃😃

Then she looks towards doctor and said

TK : mera naam Laddoo hai.

LD : acha . Abhi aap in sabko dekho aur batao aap kisiko pahechante ho??

Teju looks towards all. All were in tears and hoping a positive response. But..

Teju clutched Karan's hand tightly and hided her face in his stomach

TK : nahi nahi nahi.. inhe main nahi janti. Tum log jao.. mujhe tumhare sath nahi jana. 🥺 Mujhe angel ke paas rahena hai.

LD : acha acha thik hai. Shant bo jao. Koi nahi le jayega tumhe. Mr. Kundrra aap thodi der ke liye mere sath aayenge please.

KK : ji doctor.

Karan tries to release Teju's hand but she held more tightly.

TK teary eyed : mujhe inha akela nahi rahena. 🥺

KK : aap akele kaha ho. Dekho yeh sab haina? Yeh sab ache hai. Humare dost hai yeh.

TK looking down : Okay

She is playing with her own fingers.

KK : main abhi gaya aur abhi aya. Thik hai bacha. Mere aane tak iss bed pe hi baithe rahena. Kahin mat jana.

She nodded cutely and again started playing with her fingers.

Though all were sad but they gathered themselves and tried to feel Teju comfortable around them.

V : hi Teju . Main Vidhi .
H : aur main Helly.
A : main Adaa

V, H and A : humse dosti karogi?

Teju stared at them but did not say anything and tried to hide under the blanket.

One by one everybody tried to talk to her but she didn't reply any one. Her eyes are welled up again. She started crying slowly under the blanket.

Every one got worried not understanding how to handle her.

Meanwhile in doctors cabin

KK : ji doctor boliye.

MD : dekhiye sir, jo bhi inki halat bai wo humne aapko bataya. Abhi aapko bohot dhyan rakhna hoga inka. Ek bache ki tarha hi inko treat karna hoga. Jaisa ki aapne dekha wo sirf aapke sath hi comfortable hai toh koshish kijiyega ki aap zyada se zyada waqt unke sath rahe.

KK : ji doctor. Main khayal rakkhunga. Abhi hum usse ghar le ja sakte hai?

LD : haan le jaiye. Agar kuch abnormal laage aapko toh turant hume contact kijiyega.

KK : zaroor doctor. Thank you.

After the talk with the doctors, he immediately goes to Teju's room only to find his Laddoo crying loudly. As soon as he opens the door, Teju runs towards him and jump on him.

Teju crying : ka..ha cha..le ga..ye the an..gel ?

KK : kahi nahi baccha. Main aapke paas hi hu.

Karan picks her like a baby and sit on bed with her. She is resting her head on his shoulder and playing with his shirt's button.

KK : Mom, Dad, Aai, Baba aap log ghar jaiye aur please kisiko kaheke humare room me se jo bhi humari pictures hai sab hatwa dijiye. Main nahi chahta Laddoo ke brain mein koi stress pade. Main kuch der baad sari formalities clear karke usse ghar leke aaunga. Aap log chinta mat kariye.

They nodded and left the room.

KP : chalo ekbar hum bache ko dekh ke aate hai.

KM : haan

Four of them went to see the baby. They talked to the doctors about baby and asked them when they can take him home.

D : it is already 24 hours after his birth. And we did not find any abnormalities. But still we want to keep him under observation more 24 hours. Aap me se koi ek inha ruk sakta hai.

TP : thik hai doctor. Thank you.

KP : iss situation mein hum Sunny ko inha rukne nahi bol sakte

KM : haan Teju uske bina ek oal nahi rahegi

TM : phir hum mess koi rukh jaate hai.

Aada : nahi aunty aap log ghar le jaiye main ruk jati hu.

TP : par beta.. tum kaise

Adaa : uncle aap mujhe apni beti maante hai na?

TP : haan beta .. yeh bhi koi puchne ki baat hai?

Adaa : han to bas phir ? Iss beti pe bharosa kariye na. Main kuch nahi hone dungi humari chotu ko

Helly : han uncle aunty aap lig ghar jaiye. Kavua bhi ghar pe hai. Hum inha samhal lenge

Vidhi : aur Prince aur Yuvi kuch din aapke wahan hi rukh jayenge .

KM : thank you baccho. Hum kis tarha se tum logo ka sukriya ada kare samajh nahi aa raha. Humare bacho ka naseeb acha hai unko tumlog jaise dost mile.

Helly : aunty aap jaisi baatein kar rahi hai. Wo dono humare dost kam family zyada hai. Family ke liye hum itna nahi kar sakte?

Vidhi: aur aapne family members ko koi thanks bolta hai bhala?

Adaa : haan aaplog inha ki chinta maat kijiye. Inja him sambhal lenge.

Meanwhile in Teju's room,

Karan made Teju sleep since he has to go out to complete the discharge fomality.

Teju was sleeping and Karan was in his thoughts in a different zone. KP and TP comes there

TP : humlog ghar ja rahe hai. Tu iska discharge karwa ke le aa.

KP : aur bache ka maine doctor se baat kar liya. Wo log kal use discharge kar denge.

KK : hmm. thik hai.

KP found his behaviour odd but shrugged it off.

----------------------------------------------------------------------

I don't know maine kya likh diya.. But jhel lena. Koi logic, koi reality nahi hai. Jo maine likkha wo sirf imagination mein hi ho sakta hai. Mujhe bas likhna tha toh likh diya.

Continue Reading

You'll Also Like

115K 11.5K 47
Tejasswi Prakash had a neat , well planned life infront of her ; a loving family , an already successful career and a handsome boyfriend. Life was al...
236K 31.6K 72
A Fairytale Love story which made everyone in the world believe in love, which made few envy them for the love they had for each other, which made th...
109K 5.9K 22
We often say, love is beautiful. But what we forget is what's beautiful is what can hurt you. Thought loving is easy? What happens when a fight break...
144K 16.6K 88
Hellooo Handsome & Beautiful Readers!! I'm starting this new Office Tale of Our TejRan ❤️ This Story is totally based on imagination!!! Karan Kundrra...