By Your Side

By Userunderstress

42.1K 4.8K 1.3K

In the towns of Lucknow, ASI Samairaa Vashisht is a recently appointed officer. She has been told to train un... More

New Entry
Dealing with Samiraa
Friembds? No! Okay Bye!
Broken?
Hi
Waqt Ki Baatein
Samairaa Kidnapped?
Aate Jaatey
Do You Trust Me?
Cold/Mess
Unplanned Night Out
Manchala Teri Ore!
The perilous side of her
Note
Close to Cracking the Case
New strom in Karishma's life.
TP ЁЯСН
Aise Kyu- Woh kuch bole na
"Machli"
KarAaira's BHAUKAAL
Kick-Start
Samairaa- Kaushalya - Urmilla
Love and Trust
Recreation of Rama Case
Recreation of Rama's case - 2
TP
TP
Tedhi Ungli
What else do you want?
Note
Regret
Her Past
Who is Samairaa
Love the way you are
Miley Kyu?
Chidiya (Birthday Special)
Just How Fast The Night Changes
Alag Aasman
You knew it already?
Announcement
Woh Akele Hi Kaafi Hai (Short Chap)
Rant!
A comeback isn't that easy.
Adios Maddam Sir
The Rift
A Reality Check
TP
You will have me forever
The Perilous Hatred Within
Let Everything Go Down With Me.
Chillnama
I am still haunted by the memories
Heyaa!
A clarification
I don't think my pain is your fault.
The Bet
The Real Torture.
Bandages don't fill bullet holes.
Aakhir Kyu?
Update
Holding on too tight
You just try your BEST NOT TO GET HURT!
Sometimes it's better to let someone go
Someone you called, you called YOUR ONE AND ONLY!
The Pain no one understands
Somebody loses their somebody every day
Not an update
рдХрд┐рддрдиреА рдмрд╛рддреЗрдВ рд░рд╣ рдЬрд╛рддреА рд╣реИ
Corruption
The Glory
Unreliable Promises
Disclaimer
Breaking Bones
Healing
Note
Clingy and Chaotic
A Year!
Power
Mirage
My Love
Karishma Got no chill
TP
Soft Side
Long Drive
Yes or No
Moye Moye
Oh Simple thing where have you gone?
New Rules
By Your Side (Short Chap)
I See Red
Hum, tum alag hai. Farq hai
Unacceptable Feelings
Rift between us
Profit and Profit
There's no heroes or villains in this place
Hii
Dance the night away.
Every story has an underlying secret.
There is a Mastermind
You are the reason
Your suggestion
It was just another typical day.
There's nothing between us
Mileya Mileya Mujhe
рдЕрдВрддрдГ рдЕрд╕реНрддрд┐ рдкреНрд░рд╛рд░рдВрднрдГ рее
Saathi Rey, thoda teher jaa
Tu aise kaisi hai?
Our Issues
Tujhko pukare Teri parchaiyaan.
Ajeeb dastan hai yeh
Motive
Kaun Mera
Paheli

How Do I Trust Again?

329 46 13
By Userunderstress

HM- Dopahar ke do baj chuke hai, Samairaa hai kahan? Jab yeh saamne nai hoti toh hume aur ghabrahat hoti hai. Karishma Singh se puchte hai.

Haseena comes out of her cabin, and as usual, the Baikati Team is doing their favourite work surrounding Phuspa Ji at her desk. 

(Also I have noticed since, Santu is transferred, they don't show this type of scenes 🥲)

Meanwhile, Karishma was sitting at her table reading or searching something on the laptop. 
Haseena stands beside her and just peeps inside the screen. She sees Samairaa's Instagram handle. Karishma was going through all the highlights of her profile. 

"Maddam kisi bhi relationship ko bachane ka sabse acha tarika hai ussey baat karlo aur apni misunderstandings dur karlo, kyuki baad mai baatein reh jaayenge, par woh khaas insaan nai."

Haseena remembers what Neha said before leaving the station. Haseena takes a deep breath and speaks.

HM- Samairaa ki badi behen ko search kar rahi hai?

KS looks at Haseena, she stands and greets her. Haseena indicates her to seat.

KS- Ji Maddam Sir.

HM- Chaliye.

KS- Ji?

HM- Aapse baat karni hai, jo idhar nai ho sakti.

KS- Thik hai Maddam Sir. Par kidhar aana hai hume?

HM- Hum ghaadi nikal rahe hai, aap tab tak Laptop band karke aaiye.

KS- Ji.

Haseena leaves.

Karishma switches off the laptop and follows her Senior silently. The other four notices the serious tension between their seniors.

PJ- Ab kya kaand kar diya humari bahurani ne!

SS- Kya Phuspee, har kaand Karishma Maddam hi karengi kya? Kya pta kuch aur kaam hai.

PJ- Hume toh lagta dono ne fir jhagda kar liya.

CC- Kamaal hai naa, yeh log ek dusre se baat kiye bina nai reh paatey aur dusri taraf jhagda kiye bina.

PJ- Yehi toh pyaar hota hai Cheetey. Inki Dosti hi inki sabse badi taakat hai, aur inki ego uss takat ki dushman. Ab kon samjhaye inko.

____________________________________________

Karishma was looking out the window while Haseena alternated between looking at Karishma and the road as they travelled in silence. They arrive at a desolate area and pulls over.

KS- Maddam Sir, yeh idhar hum kyu aaye hai?

HM- Humare baarey mai baat karne Karishma Singh.

KS- Matlab?

HM- Aap humse kuch puchna chahti thi naa?

KS- Ji, par woh aap udhar bhi toh bta sakti thi?

HM- Nai Karishma, ab nai, aap humse isliye naazar hai naa, kyuki hum aapse dhang se baat nai karte, apne plans nai batate, aapko jitni bhi shikayat hai Karishma aaj keh dijiye. Kyuki...

KS- Kyuki aapko Neha ki baat lag gayi hainaa?

Haseena receives a hard, disconcerting look from Karishma. Inhaling deeply, Haseena nods. With a grotesque grin, Karishma once more looks forward.

KS- Kamal hai naa Maddam Sir, agar woh aaj aati nai, kuch bolti nai toh shayad aapko kabhi samajh nai aata.

HM- Humne aapko bhut dard diya hai naa?

KS- Diya hai. Har waqt deti hai. Par ab humein aadat hogayi hai. Aur sach kahe toh ab kahin farak nai padhta. Sach kahe toh, kahin naa kahin aapne hi hume patthar bana diya hai. Wapas se.
Haseena felt as though she had been repeatedly stabbed in the heart by these words. Tears began to form in her eyes. She too lay on the seat, folding her arms across her chest while gazing forward.

And with a deep inhale she says-
HM- Why this is so complicated Karishma. Why?

KS- Sahayd hum dono ko dosti nibhani nai aati Haseena. Yaa fir hum ek dusre ke itne paas aa gaye ki asal mai dur ho gaye.

HM- Shayad, Agar, Kaash jaise shabd (words)  Puri expectations ki Maiyaa ki Saasu Maiyaa kar dete hai. (She chuckles sadly)

KS- Hume sach kahe toh kuch theek nai karna Haseena, Sahayd hum galti kar rahe hai, par ab hum thak chuke hai. Topa gaye hai. Hume aapke paas rehne ka man karta hai, aapse baat karne ka man karta hai, par kab woh baatein jhagde yaa grudges mai badal jaati hai, hum dono ko pta nai chalta.

HM- Hume bhi nai pta yeh kyu hota hai.

KS- Shayad hume pta hai.

HM- Toh bataiye, hum theek karenge.

Haseena's eyes are filled with passion as she gazes at Karishma, but the latter is too afraid to meet her gaze because she is certain that doing so will cause her to lose her heart once more. She kept her gaze fixed forward.

KS- Iss baar hum nai batane Wale Maddam Sir, iss baar aapki baari. Iss baar yeh dosti aap bachayengi.

Haseena smiles and nods in an understanding way.

HM- Thik hai Karishma Singh. Iss baar hum dekh lenge. Pehli baar bhi toh humne hi approach Kiya tha. Iss baar bhi sahi.

KS(thinks)- Hum bhi yahi chahte hai Haseena. Aur aasha karte hai, iss baar hum alag nai honge. Iss baar koi clash nai. Iss baar sab sahi. Sach kahe toh andar hi andar dar sa lag raha hai, ki kahin aapne kuch nai Kiya toh hum toh aapko kho denge. Jo ki hum mar jaaye toh bhi nai chaahenge. Par ab humne kaha naa, hum thak gaye hai. Aapka man tatol ke, aapke baarey mai pehle se soch ke, hamesha first move karke. Iss baar aapki baari Haseena.

KS- Chaley fir?

HM- Aapko Anaya ki behen ke baarey mai kuch nai jaana?

KS finally looks at her.

KS- Aap batayengi?

HM- Ji. Toh Suniye....

(Bla...bla....bla....bla....bla)

(Kya? Saari story idhar hi sun logey?🥸)

Karishma's front view was overshadowed by the rain that hit in the face of car's windscreen. She tried to focus by blinking her eyes and moving her head in all directions, but the scene was still hazy.
After spotting the uneasy figure, Haseena turned on the wiper of her side.

HM- Ghaadi hume chalani hai, par bhahar aap dekhne ke liye pareshan ho rahi hai Karishma.

Karishma smiles sorrowfully as she reflects the deserted and abandoned road in front of her. Her gaze was glued to the swaying trees and the wet road that each drop of rain was making.

KS- Soch rahe hai Maddam Sir, ki humari zindagi bhi kuch aise ho gayi hai. Jaise abhi kuch der pehle Suraj ki kiran se yeh jagah chamak Rahi thi, waise hi hume laga, shayad ab sab theek hai, par dekhiye naa udhar upar ek bijli ki kadak, aur idhar aapka ek sach, pure raaste aur humare nazariye ko dhundla kar diye hai.

HM- Do you trust her?

KS- Hume kisi pe visvash hi nai hai. 

HM- Agar raasta aagey ka dhundla lag raha hai, toh jaise humne yeh wiper ka switch on kiya aur sab saaf ho raha hai, waise hi aap bhi kar Sakti hai.

KS- Wipers humare ghaadi mai fit nai hai, aur lagana bhi nai chahate kyuki bharose jitne hi mehange (costly) aur bhut Kam milne lag gaye hai.

HM- Aapko lagta hai inn sab Mai humari galti hai?

KS- Ahaan! (She nods in a no, and finally looks at her eyes, with a determination)

KS- Hum khud kitne badi galti karne chaley the ki, hum khud ko badalne lagey the. Humare saamne ek Jazbaat ki ideology rakh di, aur hum apne aap ko bhul gaye. Hum apne soch ko bhul gaye.
Hume nai pta uss samay aap galat thi ki Samairaa yaa uski badi behen.

Hume itna pta hai, ki hum filhaal galat the, jo aapki iss Zazbaat mai aa gaye.

Lift ke liye dhanywaad, hum akele wapas aa jayenge.

Karishma opens her doorway to step out of the car, but Haseena holds her wrist.

HM- Aap bheeg jaayengi, abhi toh theek Hui thi aap.

KS- Par humare physical pain se Jayda filhaal humara man aur dil jayda dukh raha hai, jo ki iss baarish mai hi shant hoga. Bharosa Rakhiye, ab hum Issey bhi sambhal lenge.

Karishma exits the vehicle, shuts the door, and does not even once look back at Haseena. Haseena, who had been staring at her nonstop, grabbed her wrist firmly over the streering wheel and the other on the gear. She furiously scans the latter, who is ambling along the sidewalk slowly and aimlessly. Haseena sighs and closes her eyes in sorrow. She starts the car and takes a U-turn.
and stops as her vehicle approaches Karishma. Haseena exits the car carrying an umbrella as Karishma halts in her tracks.

HM- Yeh Lijiye.

KS- Shukriya
Since she wasn't in the mood to argue, the former accepts the offer. Haseena quickly departs the area. despite her desire not to. As she always did for Karishma, she wished to remain by her side. She wanted to argue, fight, and show her care in between those fights, just like Karishma always did with her. She also wanted to comfort Karishma. But perhaps that makes a difference!
After all, one of them is Karishma Singh and the other is Haseena Mallik.
Both the calm person and the other strom.
However, their shared emotion is one thing. Nobody among them has any emotional self-control. Either they tighten it up or they loosen it up too much.

"Are we going to end up Karishma?"

"Hume nai pta Maddam Sir, shayad haan, shayd nai"

" I really don't want to end this Karishma. I don't..."

"Maaf kijiyega Maddam Sir, par hume nai lagta Aisa kuch hone wala hai ab. Sab ab aapke haathon mai hai."

Their telepathic connection was strong even during the most difficult and challenging part of their story.
After a short while of walking, Karishma spots a tree with a seating area. She sits on the platform and rests against the tree that was preventing her from moving forward because she is tired of walking.
Karishma grinned as she considered the statement, "She can only trust a tree, and that will hold her back for the time being."
The only living thing she can rely on

KS- Kaa chal raha hai Karishma Singh? Tum toh aisi nai thi. Maiyaa Kasam Sab aake tumhare zindagi ko tod madod kar apne matlab ka ek formula bana rahe hai! Aur tum bas chup chap shanti se baithi ho. Bhale jaban shant hai, par tumhara man nai.

Toh kaa karey? Kaa karey batao Naa!... A more Irritated side of her inquired in the most inappropriate tone.

Tumhe nai pta? Karishma Singh toh duniya ko Topa bana sakti ho, par apne aap ko nai.

Ama bhakkk! Naa hum Topa ban rahe hai aur naa hi Bana rahe hai! Sab tumhari galati hai! Bola tha naa...

Kya? Apne Zazbaaton ko kaabu mai rakho? Apne bhaukaal ko, apni personality ko kisi ke liye chodh do jo sirf 3 saal pehle aayi thi? Apne aap ko pura badal do? Maine kaha thaa? Yeh tumhare hi weak emotions the Karishma Singh jisko tum suffer kar rahi ho.

Haan Shayad hum hi galat hai.

Itna kyu bura lag raha hai tumhe?

Kyu naa lagey? Hum jo kabhi kisi se apni Dil ki baat nai karte the, Maddam Sir ke saamne khud ko ek khuli kitab bana diye, par woh! Woh itna bharosa nai kar paayi humpe?

Iska yeh matlab toh nai, ki woh tumhari care nai karti.

Care! Care naa aaj kal raah chalte insaan bhi kar lete hai Karishma Singh. Aur woh toh hai hi "Zazbaati".

Toh ab?

Ab kya? Ab woi jo bhut pehle ho jaana chahiye tha. Ab hum wapas aayenge. Uss Karishma Singh ko wapas laayenge, jisse sabko takleef toh thi, par koi mazaal (dare) nai kar pata tha, humare order, humare baaton aur humare bhaukaal ko challenge karne ki!

Aakhir Karishma Singh ka bhaukaal, kisi dande ka mahutaaz nai hai !

She lifts her head to see the sun separating himself from the dark clouds and the rain that had stopped. The anger in her eyes was the same as it was a few years ago, but this time there was a little more anger inside of her. She felt her body stiffening a little more, her heart growing colder.

Continue Reading

You'll Also Like

28.7K 4.3K 53
hi... it's my first story,ЁЯШЕ please do support #1 for karila #1for sisters #2 for bonds #4 for Karishma singh #1 for gulki A story of two completely...
287K 21.7K 100
Despite being completely different from each other, the love they hide has no bounds which makes them go any limits for each other. Story of two b...
191M 4.5M 100
[COMPLETE][EDITING] Ace Hernandez, the Mafia King, known as the Devil. Sofia Diaz, known as an angel. The two are arranged to be married, forced by...
61.7K 4.7K 100
This story revolves around mysterious life of Karishma Singh you will see a different kind of KS and her weaker side how she felt in love and has to...