Abhira/Harshali OS Series (Co...

By Sweetunidhi445

72.8K 5.3K 1.1K

As promised by me that whenever one of two stories end I will start to write new one. Here I am presenting N... More

1.1Sukoon (AbhiRa OS)
1.2 Sukoon
1.3 Sukoon
Thank You Note πŸ™‚
Question
1.4 Sukoon
1.5 Sukoon
1.6 Sukoon
1.7 Sukoon
2.1 Harshali - Rab ne bana Di Jodi
2.2 Harshali - Protective Much
Questions Regarding Next track
2.3 Harshali - You , Me aur Hum
3.1 Humesha Main Hi Kyun
3.2 Humesha Main Hi Kyun
3.3 Tumhe Kaise Jaane doon
3.4 Tumhe Kaise Jaane doon (cont. )
3.5 Tumhe Kaise Jaane Doon
Gratitude
3.6 Realisation and Redemption
3.7 Sorry
4. Ye kyun kiya Khuda (Abhira OS)
4.2 Yeh kyun kiya Khuda
4.3 Yeh Kyun Kiya Khuda
4.4 Y3K
4.5 Y3K
4.6 Y3K
5. New Plot
5.1 Tum Bas Meri Ho
5.2 Tum Bas Meri Ho
5.3 Tum Sirf Meri Ho
5.4 Tum Sirf Meri Ho
5.5 Tum Sirf Meri Ho
5.6 Tum Sirf Meri Ho (Last Part)
2.4 Harshali - Bhaak Yaar
6. Rebel
7. Broken πŸ’” Soul
7.2 Broken πŸ’” Soul
7.3 Broken πŸ’” Soul
7.4 Broken πŸ’” Soul
7.5 Broken πŸ’” Soul
8. Confrontation (Samna sach se)
7.6 Broken πŸ’” But Beautiful (B3)
Speechless
7.7 B3 (Broken πŸ’” But Beautiful)
New Plot and character sketch
8.1 Destiny Calls
8.2 Pehli Nazar
8.3 And Destiny Plays again
8.4 What the hell
8.5 Tujhse Hi Judi Rahein
Part - 6 (8.6)
New Plot
Attention
Surprise

4.7 Y3K (Last Part)

1.1K 88 10
By Sweetunidhi445

Here is the last part to this story.
Enjoy the update guys....

Abhimanyu went to Akshara's concert for the first time. And saw her enjoying singing with Sanam.

Someone from the crowd : Yaar dono kitne achhe singers hai and kitne achhe lag rahe hai ek dusre ke saath. Kaash yaar ye dono saath aa jaate. Kitni cute jodi lagti hai. Main to inke uper posts banane wali hu Instagram par. Mera ship #AkSa.

Even though Abhimanyu knew that Akshu and Sanam treat each other like brother and sister. He was still burning in jealousy and guilt. Jealousy to hear something like that about his Akshu and guilt for not standing by her. Sanam being a complete stranger never took advantage of the situation but here he was taking the advantage of Sanam's real life true love story just to get Akshara back. He even mistrusted their bond to be something else. He promised himself (not the show type of promise cos we all know show me promise ka kya hasr hota hai) that he will first work on himself. The thing that he promised Akshu during their second chance he will fulfill all those. He will never mistrust her and will stand by her no matter what. He knew Manjari was wrong when she pushed Akshu out in rage. Death of Neil was unfortunate but what happened with Akshu was bad and even he also not trusted her to be with her at that time.

Ab (in mind) : Akshu bas ek chance de do. Tum kahogi to hum singhaniya mansion me hi rahenge. Main tumhe Birla House le jaane ki baat bhi nahi karunga kabhi. Lekin bas ek chance aur chahiye is baar humare second chance ki tarah koi gadbad nahi karunga I swear. (Yaar even we know show me chahe jitne bhi promises kyun na ho writers uski maa ka aankh jarur karenge. I am fed up of these writers. Har dusre din pata nahi kya hi sanak sawaar hoti hai un pe. )

After concert Sanam went to some work and Akshu was coming home when she got a voice note from Abhimanyu.

Ping........
Ab (in voice note) : Akshu main ab khud ko kuch kar lunga agar tum mujhse aake sunset point pe nahi milti to. Ek baar phir apni kahani wahi se shuru hogi jaha se shuru huyi.

After getting this voice note Akshu started calling Abhimanyu.
But we all know he will not pick the call.

Ak (worringly) : Abhimanyu please mujhe jabardasti majboor mat karo is baar. Peechle baar majboori me accept karne ka anjaam hum dono dekh chuke hai. Main tumhe kuch hone nahi dena chahti thi isiliye accept kar liya hadbadi me ki main pyaar karti hu tumse. Haa pyaar to pehle se hi karti thi par confession bahut hadbadi me hua and uske consequences humare saamne hai. Is baar wahi purani galti mat karo. Peechle baar hume ek dusre ko jaan ne ka aur ek dusre ki family situations ko jaan ne tak waqt nahi mila tha. Par is baar hum dono jaante hai ki situation kaisi hai. Hum dono chahe kitni bhi koshish kar le baat har baar wahi honi hai. Phir se maata shree comma me chali jaayengi agar wo situation apne haath se jaate dekhengi to.

Ping......
Ab : Akshu main aur 15 min wait karunga. Bas 15 min hai tumhare paas agar mujhe jinda dekhna chahti ho to aa jaao.

Ak :(driving the car speedily)  No no no Abhimanyu. Kaisi zidd pakad ke baith gaye ho. Mat karo kuch bhi mat karo aisa. This is too much.

Akshu reached the mentioned spot.

Ak (shouting) : Tum mujhe bulane ke liye ye sab kar rahe the na. Lo main aa gayi. Ab for God sake apni nautanki band karo. Aur chup chap bahar aa jaao. Peechli baar ki tarah kuch stunt karne ki jarurat nahi hai. Jo baat karni hai hum aise bhi kar sakte hai. Na main wo 7.5 saal pehle wali Akshu hu aur na hi tum wo ho jo main tumhe samjhti thi Abhimanyu. Aur ye baat tumhe bhi achhe se pata hai. To drama khatam karte hai.

Ab (coming in front of Akshu): Sahi kaha tumne pehle jaisa kuch bhi nahi hai ab. Na hi situation hai pehle jaisi na hi main aur tum. Pehle mere liye tumhe blackmail karke apni heart feelings ka izhaar karwana kaafi asaan tha lekin ab nahi hai. Aur pehle mere liye tumse apne dil ki baat kehwane ke liye khud ki jaan ko khatre me daalna bhi asaan tha lekin ab wo bhi nahi ho sakta. Hum dono parents hai. Hume apne bachho ke liye jeena hai. Aur main to bas tumse baat karna chahta tha.

Ak : To aa gayi hu na main. Kya baat karni hai jaldi karo. Mujhe ghar jaana hai and packing bhi karni hai.

Ab : Itni jaldi to tum aayi bhi nahi ho jitni jaldi tumhe jaane ki hai. 6 saal baad dekha hai tumhe Akshu aur wo bhi apne dono babies ke saath. Mujhe jee bhar ke dekhne ki bhi izazat nahi hai kya tum logo ko.

Ak : Haq ki baat tum naahi karo to behtar hai. Mujhse bhi mere kai haq chhene gaye the. Tab kaha the tum. Tumhari Maa mujhe beti kehti thi lekin bahu tak banne nahi diya sahi se kabhi. Are log apne ghar ke furnitures se bhi attached ho jaate hai. Main to phir bhi jeeti jaagti insaan thi. Mujhe samajh hi nahi payi wo. Maine Neil ko kaha tha ki tum hi decide Karo. Usne jaane ka decision liya to usme main maanti hu hum dono ki bewkoofi thi lekin situation aisi thi ki hum dono ko kuch samjh nahi aa raha tha. Aise me just because main jinda bach gayi saara blame mujh par daalna sahi tha.

Ab : Nahi tha sahi Akshu. Aur mera chup rehna bhi sahi nahi tha. Par jo galtiyan ho chuki hai usko kab tak aise hi leke chal sakte hai. Bahut burden ban chuka hai Akshu. Ab bojh saha nahi jaa raha hai iska. Thak gaya hu main. Please ab is bojh ko kam kar do mujhe maaf karke.

Ak : Tumhare liye asaan hai maaf karna. Agar meri situation me tum hote to tum kya karte.

Ab : Main chance Dene ki koshish jarur karta. Kuch din saath reh kar dekhte hai na Akshu. I swear main tumpe shaadi karne ka burden nahi daalunga. Bas courtship period me rehte hai. Agar tumhe aisa laga ki main sach me chance Dene ke laayak hu tab hi chance Dena mujhe. Warna phir tumhara jo bhi decision hoga mujhe kubool hoga.

Ak : Promise me ki agar mera jawab na hoga to tum mujhe force nahi karoge.

Ab : Promise. Aur is baar waisi wali promise nahi hai. Is baar ke chance ko disaster to main bilkul bhi nahi banne dunga.

Ak : Par abhi pehle ye sochna hai ki ghar jaakar bachho se kya kehna hai. Wo log to kaafi excited hai jaane ke liye.

Ab : Main apne babies ko rokne ki puri koshish karunga.

They left for Singhaniya mansion. Here Adu and Ahu were very excited to go back. And they have already packed their small backpack that they bought. When Akshu came back she saw them ready with their bags. And our chidhku raam Abhimanyu again sulked seeing them all excited to go away.

Ak : Are aap logo me jaane ki taiyyari bhi kar li. But babies B Nanu ko abhi aapke saath kuch din aur rehna hai unhone mujhse kaha. To hum apna Vaccy na thoda aur extend kar rahe hai.

Ahu : What Momma. This not fair. Mujhe yaha achha nahi lag raha hai. And waise bhi humara birthday aane wala hai. Friends wait kar rahe honge humare.

Ak : Oye tumhare Princy se baat kar li hai maine. Itna kyu irritate ho rahe ho tum log. Chalo ab apne Papa ko hii bolo.

Ahu : Momma main papad ko hi nahi bolne wala. You know how much I hate him.

Ak : Ahaan this is not the way we talk to our elders. Yahi sikhaya hai maine tum dono ko. Theek hai kabhi kabhi blunt hona achha hai but not everytime samjhe. Tum log badtameez hote jaa rahe ho.

Ahu : (started crying) Aapne is insaan ki wajah se hume daant lagayi. Aap buri Mumma ho.

Saying this he ran to the stairs crying. Adu who saw her big bro crying and running also started crying and ran to her brother. But just like our Girija her leg also slipped from the stairs.

Adu :(shouting) Mumma , Bhai.........

Abhimanyu who saw the scene sprint on his two legs and ran to Adu and catched her in the meantime before she could hurt herself.
This scene was seen by Ahaan also and he was relieved that Adu was not hurt.

Ahu (coming downstairs): Chutki tu thik hai na. (To Abhimanyu) Thank you Superhero Papa.

Ab (shocked) : Kya kaha aapne. Ek baar phir se kehna.

Ahu : Papa. Ab baar baar bolne mat kehna like Mumma ke daily shows ki heroine.

Ak : Hein 🙄. Tum mera majaak uda rahe ho.

Ahu : Correction Momma darling main aapki nahi un daily shows ke heroines ka majaak uda raha hu. Jo har baar palat palat ke shocking reaction deti hai.

Ab (laughed out loud) : Ha ha ha ha ha ha........ Seriously Akshu ye habit kaise lag gayi yaar tumhe. Ab samjhu itna jyada dramatic kaise hoti jaa rahi ho tum.

Ahu : Hain na Papa. Bahut hi jyada drama karti hai momma aaj kal.

Ak : Achha ji. Dosti maine karayi aur team up bhi ho gaye dono. Hey bhagwaan. Kya kami reh gayi thi mere pyaar me. Mujhe aisi punishment kyun.

Ab + Ahu : Not again Momma.

Ak : What🙄

Sa (from doorstep) : What the hell. Ye kya dekh raha hu main. Perfect family picture. Doctor sahab aap to pakke doctor nikle 2 days me hi MBBS kr liya.

Ab : Excuse me MBBS nhi MS bhi complete Kiya hua hai maine.

Sa : Are main us MBBS ki nahi Maa Baap Bachhe Samet wale MBBS ki baat kar raha hu.

Ab : Whatever.

Sa : Achha Akshu sun. Since tune rehne ka decide kar liya hai. To main tujhe kuch bolunga nahi. Because ye decision tumhara hi hai. But mujhe jaana hoga. Main to bas concert ke liye hi aaya tha. And waha law farm me bhi kaam hai.

Ak : Okk Bhai.

Ab : Finally ye gaya kabab me hadda.

Ak : Abhiiiii.......

Ab : Are maine kuch nahi kaha. When he saw Akshu turning her attention back to Kids (taking a sigh) pheew bach gaya.

So here after this ending the story but you all can continue this in your imagination. Finally AbhiRa family is back together and complete. But mind it Akshu is just thinking not completely forgiven Abhi. Final decision kuch bhi ho sakta hai.

Lets meet in other OS series. The plot will be posted in few moments. Need your all suggestions on that. Kindly give a look at that. 

Continue Reading

You'll Also Like

301K 14.7K 64
❀️Abhira Fanfiction | Akshara x Abhimanyu ❀️Status: Completed ❀️ Check out All About Abhira | Vol. 2 for more stories ❀ 1 in #aksharabirla (as on...
97.8K 6.5K 35
COMPLETED | STAND ALONE | BOOK II 1 in #Harshali✨ (as on 19/11/22) β™‘β™‘β™‘ Abhimanyu is on a mission to hunt down the girl who has his heart, but how do...
27.3K 1.5K 38
I will write any Os that comes on my mind πŸ™‚πŸ™‚πŸ™‚πŸ™‚πŸ™‚and feel free to give me ideas if u have any πŸ’‘πŸ’ž
ROYS' By Sathvika

Fanfiction

119K 7.8K 32
What happens when Chief Minister of a state dies in an accident? What if one of his sons has to become the next Chief Minister? What happens when the...