Manzeelein

By _lovewrites

16.7K 1.2K 682

On high demand I bring the unconditional love tale of #kaya and #kavi. Nothing more to summarise. Peep in to... More

INTRODUCTION
Chapter- 1
Chapter- 2
Chapter-3
Chapter-4
Chapter- 5
Chapter-6
Chapter-7
Chapter- 8
Chapter- 9
Chapter- 10
Chapter-11
Chapter- 12
Chapter- 13
Chapter- 14
Chapter- 15
Chapter- 16
Chapter- 17
Chapter- 18
Chapter- 19
Chapter- 20
Chapter 21
Chapter- 22
Chapter 23
Chapter - 24
Chapter 26
Chapter 27
Chapter - 28
Chapter- 29

Chapter- 25

363 41 13
By _lovewrites

2 DAYS LATER
KAVIN'S ROOM

Kavin was getting ready he took out one of his light yellow T-shirt which he last wore on that day when Kajal went to meet Purvi for the last time.
He got ready set his hair wore one of his favourite watch which he used to wear on special occasions.

Just then Tanya entered his room.

Tanya- Bro aapke paas woh.......😲. Bro ye kya hai!!!!???

Kavin- Kya hua tight dikh rahe hain kya kapde??

Tanya- Nahi aap acche lag rahe ho par ye kapde.

Kavin- Jacket toh mai humesha se pehnta hun whats new in this??

Tanya- Nahi jacket nahi... ye T-shirt ye toh aapne....

Kavin- Jaanta hun peechle 2 saal se nahi pehni. But pata nahi kyu aaj pehne ka man hua toh pehnli.

Tanya- Lekin ye toh Purvi ne aapko gift ki thi. But anyways aaj kuch special hai kya ye watch aur bohut time baad bureau jaane ke liye aap aose tayyar hue ho.

Kavin- Han aaj headquarters mein meeting hai ek important project ke liye.

Tanya- Big bro bhi jaa rahe hain aapke saath?

Kavin- Han. And wish all the best Tans.

Tanya- Meri good kya best se bhi best wishes hai aapke saath.

Kavin- Its getting late chal breakfast karke jaldi jana hai.

DINNING AREA
Everyone was having breakfast but our two officers are in hurry.

Nandini- Arey beta aaram se khao.

Hemant- Tum dono ke speed ko dekh ke lagta hai train chut jayegi agar jaldi nahi kari toh.

Kavin- Tauji hume jaldi bureau pohchna padega.

Daya- Rehne do Kavin inko hume tana dene ke alawa kuch aata bhi nhi.

Keshav- Bol toh tum dono bol to ese rahe ho jese hum kabhi kaam pe gaye hi nahi.

Sunita- Arey beta kaam zaruri hai par aaram se kro.

Daya&Kavin- Hum abhi chalte hain...

Aarav- Papa school......

Kajal- Beta aaj aapko mai school drop kar dungi papa aur chachu ko kaam haina.

Aarav- Ok mamma. (Both leave soon Kajal and Tanya went to drop Aarav in school)

IN CAR
Tanya- You know big bhabs maine aaj bro kon itne time baad thoda khush hote hue dekha.

Kajal- Sahi keh rahi ho aaj Kavin thoda alag lag raha tha.

Tanya- Wese aapne big bro ko apne dil ki baat kahi??

Kajal- Kesi baat?

Tanya- Don't be silly. Kya sirf aap hi sabki dil ki baat samjhti ho bilkul nahi mai bhi samjhti hu aapko.

Kajal- Kya keh rahi ho tum.

Tanya- Aap big bro se pyar karti ho aur is baat se aap mukar nahi sakti.

Kajal- Kya fayda Tanya jab unke dil mein koi aur hi hai. Woh Shreya se beyhadh karte hain.

Tanya- Shreya ko unki zindagi se gaye 7 saal ho chuke hain aur mera man kehta hai big bhabs woh aapse pyar karne lage hain.

Kajal- Tumhe Nikhil se milne jana hai??

Tanya- Arey nahi nahi aaj shayad saare senior officers meeting pe gaye hain so uspe bohut pressure.

Kajal- Oho.....

Tanya- Kya big bhabs aap bhi.

CID BUREAU
Acp- Hume is mission pe apni jee jaan laga deni hai.

All- Yes sir.

Abhijeet- Han sir hum is mission ko kamyab karke rahenge.

Dushyant- Par sir Ahmedabad se jo company ke head aane wale the woh abhi tak pohunche nahi.

Pankaj- Kahin woh kisi khatre mein toh nahi haina!!

Sachin- Aisa kuch nahi hua hoga Pankaj tum shaant raho.

Ishita- Sir jis hotel mein woh ruke hain wahan hum call karke pata laga sakte hain.

The door open and a man enters.

Person- Kisiko phone lagane ki koi zarurat nahi hai Ms.officer.

Kavin- Tu.......

Person- Oye tu..... (both give a warm hug to each other)

Daya- Kavin ye kaun.

Kavin- Arey bhaiya ise bhul gaye. Mere college time ka sabse accha dost.

Daya- Karan??

Karan- Han. Mai aur Kavin ek hi college mein the uske baad mai Ahmedabad shift ho gaya aur koi contact bhi nahi raha.

Kavin- Ye humare Acp sir.

Karan- Hello sir this is Karan Malhotra.

Acp- Tumse milke acha laga. Welcome to CID Bureau.

Abhijeet- Tum toh Kavin ke itne ache dost ho hume pata hi nahi tha.

Acp- Thik hai Karan tumhare company se jo hume equipments chahiye the woh tum laye.

Karan- No sir. Actually Mumbai itna bheed-bhaad wala shehr hai aur mai local train mein aaya isliye woh sab mere hotel room mein hai.

Kavin- Tu local train se kyu aaya.

Karan- Taki kisiko koi shaq na ho.

Dushyant- Sorry Mr. Karan par aapne woh equipments apne room mein rakhein hain I mean woh desh ki surakhsa ke liye hai aur.....

Karan- I know aap kya kehna chahte hain par generally ese equipments kisi safe jagah pe rakhte hain aur maine isliye rakha taki koi guess bhi na kar paye.

Freddy- Arey waah Karan tumhe toh CID mein hona chahiye.

Karan- 😅😅😅😅.

Sachin- Toh phir woh sab hum kab dekhenge.

Karan- Aaj shaam ko mere room mein aap sab aa jana wahan sortout kar lenge.

Acp- Thik hai. Abhi tum zara rest karo thodi der baad sab nikalte hain.

CAFETERIA
Kavin- Abey tune mujhe kya surprise diya hai.

Karan- Mujhe bhi nahi pata tha Mumbai aana mere liye itna surprising hoga.

Kavin- Aur bata shaadi ki ya nahi tune.

Karan- Han bas 2 saal pehle.

Kavin- Toh kya karti hain Mrs. Malhotra? ?

Karan- Nothing yaar shaadi se pehle yahi Mumbai mein koi job karti thi but ab nahi

Kavin- Aur baache??

Karan- Arey nahi nahi. Meri chod tu bata tune shaadi??

Kavin- Nahi yaar.

Karan- Phir girlfriend toh pakka hogi.

Kavin- Arey bilkul nahi.

Karan- Tujhe kisi ladki ne propose nahi kiya aisa nahi ho sakta. Ya phir tune kisisey pyar nahi kiya aisa bhi nahi hua hoga.

Kavin- Propose toh bohuton ne kiya lekin koi pasand hai aayi. Aur jo pasand ayi woh...... chidna ye sab.

Karan- Arey batana..... (Karan's phone rang and it was Purvi but Kavin was unable to read the name)

Karan- Meri wife ka phone hai mai 5 min mein aata hun.

Call

Karan- Hello...

Purvi- Karan ji kalse aapka phone band aa raha tha kaha the aap?

Karan- Sorry yahan aane ke baad maine dekha toh phone ki battery dead thi. Uske baad so gaya aur subah uthke meeting mein aana tha.

Purvi- Aap thik se pohunch gaye na.

Karan- Han. Aur aapko ek interesting baat pata hai kya.

Purvi- Kya?

Karan- Mujhe mere college ka ek bichda dost mil gaya.

Purvi- Ye toh bohut achi baat hai.. purane dost milte hain toh bohut khusi hoti hai.

Karan- Purvi ji aaj shaam ko thoda kaam hai isliye mai aapko seedha raat mein call karunga.

Purvi- Thik hai. Bye.

Karan returned to the table.

Kavin- Ho gayi baat??

Karan- Han.

Kavin- Wese tune abhi tak teri wife ka naam nahi bataya.

Karan- .......
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.
.
.

.
.
.
.

Heyaa guys a veru big sorry for not updating since 15 days. I really apologise but from today u'll get regular updates.

Do vote comment and follow me.

Regards
Lovelyn 💝

Continue Reading

You'll Also Like

401K 59.3K 200
Naina and Sameer meet each other when Naina comes to Delhi from Agra, her hometown, to join a new office. Along with her younger brother, she settles...
182K 12K 52
A story of Three people who are very protective of one young innocent boy who has his own share of monsters from childhood. Life of a innocent boy w...
52.1K 5K 73
This story is about a new(old) character who enters in mpt' s life...baaki sab meri story mein hai...go and read....????
79.3K 13.9K 46
In this world full of trendy and fancy relationships and so called situationships, how hard do you think it is to find true love? Meet Sidharth Shuk...