Pehchaan ( Mishti)

252 17 3
                                    

Mai'n jaanti to thi ki kuch kaas hai wo,
Wo jo dill ke paas hai yu,

Yu to sabko hai kabar hissaa hai
wo meri zindagi ka magar,
Magar phir bhi kisi ne na-ki Kadar uss
Bejaan si jaan ki,

Ki tumne dekha wo jo sabse tha chupa,
Chupa bhi aisa ki sbne tha dekha,
Dekha bss per tumhe mere Ujaalo ka Andhera,

Andhera jo le rha man ke kisi kone mai Jagah,
Jagah wo li cheen tumne mere dill ko Diya sawera sachha,

Sachha sa yeh saath hai Tera Tu dost hai humdard mera,
Mera dard jo tune janaa hai ab lagta hai
Koobsoorat ye zamaana hai,

Hai dill kuch hua toh aaj jab tune diya wo tohfa tha,
Tha jisko zaroorat smjha sabne wo,
Wo tune janaa ki hai meri pehchaan Jo,

Jo hai duniya ki Nazaro mai wo bejaan sa CASHMA per mere liye wo meri jaan hai..
✍️(dewanshi)

Lamhein'e जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें