Hamne Jo ki thi mohhobat aaj bhi hai
Tumhari you bewagah muskurane ki aadat aaj bhi hai
You Bina bataye chale Jane ki aadat aaj bhi hai
Tumhari aankho Mai vo kashish aaj bhi hai
Tumhare baalo Mai vo Subha jaise kushbo aaj bhi hai
Raat Kati hai aaj bhi khayalo Mai tere
Deewano si meri halat aaj bhi hai
"Kisi aur ke tassvur Mai uthti nhi beiman nigaho mai thodi si shrafat aaj bhi hai "
"Chah ek Baar chahe phir chhod dena tum,
Dil Tod Tughe jaane ki ijazat aaj bhi hai "
